Introduction
Dosto forex main kamyabi ke gharz se aik trader ko bohat ziada mahnat karna hote hay tab ja kar aik trusted munafa market se hasil kiya jat hay Rising Wedge Chart Pattern ka mukamal samajhna aur amal karna munafabakhsh entry ka moka faraham karta hay ayye zere bhas mozu ko detail main samajhte hainWhat Is Rising wedge
Rising wedge pattern bearish reversal trend pattern hayRising wedge pattern market main Up trend k wakt banti ha our is main market Slow move karte huye Up trend banati haiour ek channel main safar karti ha rising wedge main hame buy par twaja deni chahiye lekin ham chennel ki Top par sell our botton par buy entery b kar sakte hai lekin agar market chennel ko cross karti ha to ye long side par kisi b tarf ja sakti hai is liye channel k bahr apna Stop loss selecy tkaren
Trading Strategy In rRsing Wedge
Rising wedge pattern ma market ka up trend hota hai so trade ko es ma buy ki trade open karni chahe. Rising wedge ma price channels ko hit karti hoe agy move karti hai to ham es ma 2 tarha sy trade kar sakty hain ik to ham small lot sy long term buy ki trade open kar sakty hain jo zayada trader karty hain. But asa b kar sakty hain k bottom of channel ko jb price hit kary to hamy buy ki tradr open karni chahe or jb price channel k top par ponch jae to hamy sell ki trade open karni chahe Jab up trend higher high and higher low banata hay to ager higher high and higher lows ko line say milaya jaye to aik point per ye donon lines mil kar aik cone banati hayn. Jahan per ye lines mil jati hain wahi say bearish reversal trend start hota hay Aur is pattern ki takmeel per buy main trading order place karny say achi earning mutawaqy ho sakti hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим