Price Chart Trend"
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Price Chart Trend"
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai price chart trend kya hai Iske related aapke sath discuss karungi.

    Trend:

    Financial price chart pattern mein kisi bhi acid ki movement Hamesha Ek tarkeeb ke hisab Se Hoti Hai vaise To Hamen normal Sambhal time frames Mein ine moment ka Sahi tarike se andaza nahin hota hai lekin Jab Bhi Ham ine price ko long term ke time frame Mein Dekhte Hain To Hamen mukmmal Taur per Wajah ho jata hai ki price Ek tarteeb ke hisab se ek simit Mein ja rahi hoti hai lekin Yahan per yah baat bhi note Karen Kijiye paraai Hamesha Usi Se Mat Main Har time nahin karti hai balki time ke hisab Se Kabhi Kabhi Apna Simat change bhi kar deti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (23).png
Views:	9
Size:	16.3 کلوبائٹ
ID:	12560865

    Jab Bhi kimaten ya price Ek direction ko follow karti hui Jaati Hain to use Amal ko price ka trend Kaha Jata Hai Trend ke dauran price ek hi time mein Hamesha ek hi baat ya Simat ko follow Karti Hai Trend ke dauran price ek hi time mein Hamesha ek hi baat ya Simat ko follow Karti Hai trend Jab Bhi Apna simit change karta hai to use time per Kuchh bairuni anarse Asar Andaaz Hoti Hai Jisko fundamental effect Kahate Hain.

    Trend Indentification:

    Trend ki indication Hamesha Ek Hi simit mein price ka move karna hota hai lekin yah movement Hamesha ke sem Simat mein bilkul 45 degree ya usse Jyada per Nahin hota hai balki time Tu time price Kuchh Lamhe ke liye Trend ke against bhi Chalti Hai Jisko kaun si Kaha Jata Hai Kaun si leader San Hamesha Kuchh time ke liye price ko Apne simit ke durust karne ke Amal hota hai Jisko bad price Wapas apni simit ko follow karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (16).jpeg
Views:	6
Size:	42.9 کلوبائٹ
ID:	12560866

    Trend ko intification ek strike line hoti hai jismein price ka higher high ya lower Low ko Milaya jata hai Jis price ka lower Lo ko jo line connect Karti Hai vah police trend ya up trend hota hai jabki higher high ko connect karne wali line bear is trend ya down trend hoti hai aur ek line jismein price Sidhi Simat Mein Chalti Hai vah price ka side Ve trend hota hai Jisko ranging bhi Kaha jata hai.

    Trend Types:

    Trend ko aamtaur per teen types Mein divide Kiya Jata Hai jismein upward jaane wale price ke trend ko bullish Trend downward Wale Ko Veeresh trend Jab strike price movement ko side mein ya ranging trend Kaha Jata Hai Jiski details darja zail hai.

    Bullish Trend: bullish Trend Mein price ka lower low ko Milaya Jata Hai jisse Ek 45 degree ka ya usse kam Jyada ka line ban jata hai yah trend line Kisi asset ki value Mein izaafa Dikhati Hai jisse use assets ki price time Tu time badh Rahi hoti hai.

    Bearish Trend: Bearish Trend bullish trend ke complete opposite direction Mein banta hai jismein price ki value ke lower Loko milakar line khinchi Jaati Hai yah trend line asset ki value Mein Kafi ka Ishara Deti Hai jismein price time Tu time downward Jaati Hai.

    Sideway Trend: sideway trend Baki donon trend line se different hota hai is trend line ke dauran price Sidhi movement Karti Hai jismein Kisi acid ki price ko Bade break out Ka vate Hota Hai Kyunki yah trend line Jyada reliable Nahin hota hai jismein Hamesha Ek acid ki value same Nahin rahata Hai.

    Trend Is Your Friend:

    Trend is your friend wala mukalma is wajah se Forex trading mein jyada famous Hai Kyunki price in trend line Mein bullish Beeresh ya sideway movement Karti Hai jisse trader in trend line ko follow karte hue trading karte hain boleish trend line per Hamesha ke liye bye kar trade entry Karen Jab ke bear is trend line per baresh aur side mein trend line ke liye analysis ki help se simit ka hone ke bad entry Karen bullishe aur bearish trend line Mein Himmat bajaya Hota Hai Jab Ke Side Ve trend line Mein avoid trading karni padati hai Jab Bhi trend line ko aap follow karte hain to usmein aapko maximum advantages Hasil hote hain aur Market Mein trend line se aapko bahut Achcha analysis mil raha hota hai jisse aap best entry Lekar Apna Achcha profit banaa sakte hain.


    Click image for larger version

Name:	images (17).jpeg
Views:	2
Size:	14.6 کلوبائٹ
ID:	12560867

اب آن لائن

Working...
X