.leverage facility in Forex and its benefits

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    .leverage facility in Forex and its benefits
    Dear members, Forex trading aik asa business hai jis main trade krny say pehly ap ko buht si Baton ka khiyal rakhna hota hai. Is jab ap broker select krty hain, tu wo broker select krna chaiy jo maximum leverage facility day. Aj main apni post me, main ap say leverage kiya hai, aur is k advantage aur disadvantages, say related knowledge share krna chata hoon.

    What is Leverage:

    Dear members, Forex trading market main, Leverage aik credit facility hoti hai, jo ap k broker, ap ko daita hai. Is facility ko use kr k ap apny account balance sa zyda trading kar sakhty Hain.

    Advantage of Leverage:

    Dear members, Forex trading main leverage ka sab say bara benefit yah hota hai, keh ap apny deposit say zayda trading kr sakty hain. Ap jitni zayda leverage facility lyty hain, to ap kam balance k sath, maximum lot ka istemal kr sakty hain. Forex trading me, Leverage aik credit hota hai, jo ap ka broker aapko provided karta hai.

    Disadvantages of leverage:

    Dear members, Forex trading market main ager ap zayda leverage istemal krty hain, tu is mein faiday k sath sath kuch nuksan bi hain. Jab aap leverage ko use krty howy bari lot lagwaty hain, tu is main aapko loss bhi zayda ho sakhta hai, aur ager loss zayda ho jata hai to, broker ki taraf say ap ko margin call ho jati hai.

    Benefits of leverage to broker:

    Dear members, Jab broker ap ko leverage facility daita hai, tu broker ko bi is say benefits hoty hain. Jab broker ap ko zayda leverage daita hai to ap bari lot use kr sakty hain aur zayda trading krty hain to broker ko zayda commission milta hai. Is tarah zayda leverage say broker aur trader, dono ko advantages hota hai.
    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	7
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12560853
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: .leverage facility in Forex and its benefits

    Je dear leverage forex trading ka ik important tool hai. Esko samjy bena achi trading ni ki ja sakti. Forex ma leverage ki help sy ham profit or loss ka intakhab karty hain. Asan alfaz ma agr bat ki jaye to forex market ki movement par hamy ketna loss ya profit ho ga esko ham define karny kay laye jis tool ka sahara letyn hain usko ham leverage kehtyn hain. Leverage agr zayada ho gi to market ki small movement par he hamy acha profit ya loss ho sakta hai but agr leverage kam ho gi to big move ka wait karna pary ga. Jaha big leverage kay bhot sary benefits hain waha esko adopt karny sy loss ka risk bi barh jata hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221004-102414_Chrome.jpg
Views:	1
Size:	121.6 کلوبائٹ
ID:	12425107

    Meaning of leverage in forex.

    Jb user apna account banatyn hain to wo uski formation kay doran he leverage kay tool ko set karty hain. Forex trading ma approximately 20 types ki leverage provide ki gaye hai. Leverage ka hamary account kay balance kay sath bhot gehra tahaluk hai. Account ka balance zayada ho ga to ham bigger leverage limit ko set kar saktyn hain. Agr account ka balance kam ho ga to hamary laye big leverage ka option enable ni ho saky ga. So account opening kay waqat he ham ye decide karty hain kay trading ma hamy ketna loss ya profit ho sakta hai. Experienced trader hamesa small leverage ko he prefer karty hain eska benefit ye hota hai kay trader kay pass option bhot zayada avaialable ho jaty hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221004-102434_Chrome.jpg
Views:	1
Size:	63.6 کلوبائٹ
ID:	12425106

    Importance of leverage.

    Agr kio trader leverage ko importance ni deta to wo kbi achy or successful trader ki list ma shamil ni ho pata. Jaha har tool ki bhot zayada importance hai waha es leverage ki importance bi kisi sy kam ni hai. Leverage ko early stage ma kam sy kam set karna chahe es ka benefit ye hota hai kay trader learning stage ma hoty hain or unko skill ko develop karny ma bhot madad melti hai. But agr wo start ma he learning ki bajae earning par focus karna start kar deyn gy to unkay laye forex trading ko carry karna almost difficult ho jaye ga. Trader ko initial stage ma learning ko prefer karna he chahe or earning ka kuch wait karna chahe.
    Last edited by ; 04-10-2022, 10:25 AM.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: .leverage facility in Forex and its benefits

      Forex Leverage: A Double-Edged Sword

      mutabadil monitory instroments ke muqablay forex trading ke liye infiradi area unit ki itni barri miqdaar ki aik wazahat yeh hai ke forex ke sath, aap ko aam tor par stock ke muqablay mein bohat ziyada lyorij miley ga. jabkay bohat se taajiron ne lafz" lyorij" ka pata lagaya hai, bohat kam log is ki tareef ko samajte hain, taham lyorij kaam karta hai, aur jis terhan se yeh barah e raast un ki nichli line ko mutasir kere ga .
      lain deen mein daakhil honay ke liye mutabadil logon ki naqdi ke sath bud sulooki ka khayaal bhi forex markets par laago kya ja sakta hai. is mazmoon ke douran, hum tijarat ke liye qarzay liye gaye sarmaye ke ghalat sulooq ke fawaid ka jaiza len ge aur is baat ka jaiza len ge ke aap ki forex commerce hikmat e amli mein lyorij ka istemaal aik mabham folaad kyun hai .
      lyorij yeh hai ke udhaar liye gaye funds ka istemaal kisi ki tijarat ki position ko is had tak badhaane ke liye ke sirf un ke paisay ke tawazun se market mein kya hoga .
      brokrij accounts margin commerce ke zariye lyorij ke rozgaar ko qabil banatay hain, jahan bhi brokr udhaar liye gaye funds faraham karta hai .
      forex traders aam tor par currency ke joron mein nisbatan choti maliyat ki tabdeelion ka ziyada se ziyada faida uthany ke liye faida uthatay hain .
      taham, lyorij har munafe ko nuqsaan ke tor par mazeed barha day ga .

      Leverage in Forex Trading

      antrchinj marketon mein, lyorij aksar 100 : 1 tak ziyada hota hai. is se pata chalta hai ke aap ke account mein har $ 1, 000 ke liye, aap qeemat mein $ 100, 000 tak tijarat karen ge. bohat se taajiron ka khayaal hai ke forex market ke minofikchrrz is qader aala beyana faraham karte hain ke lyorij khatray ka baais ban sakta hai. woh samajte hain ke agar account ka sahih tareeqay se intizam kya jata hai, to khatrah intehai qabil intizam ho jaye ga, mutabadil ke tor par woh lyorij faraham nahi karen ge. is ke ilawa, spot cash forex markets area unit is terhan dio aur maya ke nateejay mein, makhsoos satah par tijarat mein daakhil honay aur bahar niklny ki taaqat mutabadil kam maya marketon ke muqablay mein bohat aasaan hai .
      tijarat mein, hum pips currency ki naqal o harkat ki nigrani karte hain, yani currency ki maliyat mein sab se choti tarmeem aur currency ki koshish par munhasir hai. yeh harkatein ilaqay ki ikai senate ke intehai saada hissay hain. misaal ke tor par, aik baar currency ki koshish karen jaisay ke gbp / usd aik so pips ko aik. 9500 se 1. 9600 par le jata hai —yani, exchange rate ka sirf aik feesad harkat .
      yahi wajah hai ke currency ke lain deen ko kaafi miqdaar mein taqseem kya jana chahiye, jis se un minute ki qeemat ki naqal o harkat ko faida uthany ke rozgaar ke zariye bherne ke baad barray munafe mein tabdeel kya jaye. aik baar jab aap associate in nursing quantity jaisay $ 100, 000 ka khayaal rakhtay hain to currency ki maliyat ke andar choti choti tabdeelian ahem munafe ya nuqsanaat mein khatam ho sakti hain .

      اب آن لائن

      Working...
      X