trade krte hue ager light chali jay to ap kia krte ho ????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1051 Collapse

    Bhai forex trading ky leay humen proper planning aor strategy ki zarorat hoti hai trading ma humen lite schedule ko bhi zehn ma rkhana chye aor ap take profit stop loss ki strategy ko use krna chye ap isko mind ma rakhen ta ky next time apko itna loss na ho be happy always
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1052 Collapse

      agr hum is main stop loss ko use karty hain or hum is main take profit ko b lag dyty hain to humain market main kam karnay main agr light chali b jati hay to kpi issu nai ho skata hay
      • #1053 Collapse

        trading ke doran light aksar chali jati hai hamare ghar per to ups hai to us ke through me apne pc per kaam shuru kar deta hon or abhi real start nahi kara hai meri demo practice jari hai us ke lye bhi me stop loss lazmi trade lagate he set kar deta hon .
        • #1054 Collapse

          ji agr aisa hota hy tou bht loss ho jata hy sab ka phr lehaza traders ko laptop use karna cahyein ta ky wo aisi cheezo se bach sakhey aur evo devices use krna chayein ta ky light se net ka koi connection hi na ho idher jabhi sahi reh ga humarey liye
          • #1055 Collapse

            sabar hi kartay haai or kia kar saktay haai is liye xarori haai k trade start karnay say phle stop loss or take profit ki limit define kar lo.. warna asi surat haai light aye toh aap ki apni lights b off ho sakti haai
            :)
            • #1056 Collapse

              ji bilkul ap drust fama rahein aik tradr k pass load shaiding ki surat mein koi na koi bandubast hona chaihye trading k liye qk har wakt market ko analysis karna hota h jab light nahi hogi tu analysis bhi nahi ho sakti
              • #1057 Collapse

                Jab main ney start kia tha to kafi problem hoti thee lekan ab main ney UPS ka proper arrangement kr lia hy aur jab light chali jaye to main trading ko enjoy karta rehta hoon. Is ky elawa aap laptop bhi use kr saktey hain aur jab light chali jaye to aap laptop par apni trading ko continue watch kr saktey hain.
                • #1058 Collapse

                  forex trading karte hue bohta dafa aisa hota hai ke light chali jati hai apko chahiye ke ap hamesha stop loss aur take profit use karen apni trading mein to ap is se mehfoz rahenge.
                  • #1059 Collapse

                    Is main hamain kam karna hai to hamain iis main WO chez use karein his ka hamain thrk rahy hamain load shedding to hoti hai but hamain is main laptop use karna ho ga
                    • #1060 Collapse

                      jab light chali jaye humain market main sab say phly stop loss ko lagana ho ga ta kay humain kam karny main ansi ho saky humain hard work kar kay market main trade main practice say kam karna ho ga
                      • #1061 Collapse

                        Gee mery Bhai ap ka question bohat acha hai. Mery khayal say ap ko mobile par trade kray. Kyu k Pakistan mai light ka bohat zada issue hai. Es lye ap mobile par kam kray you ap zada behatr kam kr sakry ho.
                        • #1062 Collapse

                          Is main hamain laptop use kar k kam karna ho ga ta k hamain is main achy say trade kar saky hamain is main kam karna hai to hamain is main learn kar k kam karna ho ga
                          • #1063 Collapse

                            men apni koi bi trade open karny lagta hon to us ka ideal stop loss aur take profit set kar deta hon is k bad light chali bi jay to mughy koi tention nhe hoti q k mera acount safe hota ha aap sub bi yehi tariqa use karen apni trading men.
                            • #1064 Collapse

                              Phly tu jasy e treading start kty ho ,,or deal dalty ho tu sb sa phly stop loss must use kro agr light cheli b jy tu apna capital tu save ho jy ,,ap aisa nea krty yu km.iz.km 4g support.mobile ho ap k.pass jb tk light nae aati km iz km os wawaqat tk ap.apny save trer tu.kr sakho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1065 Collapse

                                yes aap ki baat sahi hai load shading k liye koi naa koi alternate hona zaroori hai is k bager trading mumkin nahee hai is liye ya to lap top use kia jaae ya phir agar computer hai to ups use kia jaae

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X