trade krte hue ager light chali jay to ap kia krte ho ????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    han pakistan me loadshadding ka masla hota ha,mery khayal me to traders jo k pakistan me han un ko ya to laptop use karna chaiye ya phir koi cell phone use karna chaiye ta k loadshading k masla ki pareshani traderrs ko na ho aur wo loss karny sy door rahyn.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      Brother ap laptop use karain or usb wala net use karain then ap ko loss nai ho ga. Light k solution yahi hai or sath sath koshish karain k ap UPS lay lain takay ap ki sari tension khatam ho jay or ap aram sy kaam karain.
       
      • #543 Collapse

        ammmm aksar aysa h hota hai k li8 ziyada jati hai kaam kam hota hai isi liye bht kaam time mil pata hai humey trade karny ka soo ager li8 chali jati hai to sab kam shuru se karna parta hai.
         
        • #544 Collapse

          app ko cahiye k is ka hal nikale laptop ko charge rakhe ya phir back up system ups wagira le le tak app ko koi pareshani na ho aur jo app bata rahe hain mujhe loss howa wo aayenda na ho
          • #545 Collapse

            bhai jab meri light chalay jati hai to mein yay karta hon k mein apna smart phone pr access karleta hon instaforex ka meta trader esa karnay say mjhay trading mein koi problm nahi hoti hai
            • #546 Collapse

              isis liye kehty hain k humain is mai stop loss lazmi use karen ager app nay yeh use kia ho ga tu app ko market point per auto metic trade close he milay ge is ka yehe faida hai or ager app nay use nahi kia ho ga tu app ka account bhi wash ho chukka ho sakta hai
              • #547 Collapse

                bhai ajn agar trading karty waqt light chali jaye tou mera opinione yahi hai kay aap take profit aur stop loss set kar dain aur laptop ya mobile pay trading karain....islye humain hamesha tayyar rehna chahye
                • #548 Collapse

                  pakis tan main ye sub hona boht common aur purana ho chuka hai k ab sub ko is i adaat ho chuki hai. Trading k duran agr light cahli jaey to insaan sirf sabr hi kr skta hai is k ilawa aur koi option nhi hota ight k wapis aaney tak.
                  • #549 Collapse

                    You can avail this opportunity by taking interest in this market. All those trader who are successful today must learn it first and then they think about making money. They never think that they can make good income with this business
                     
                    • #550 Collapse

                      bhai pakistan main load shedding ka masla hai main maanta hoon lekin light kay jaanay kay aur anay ka time fix hai isi liye main aise time per trade karta hoon jab mujhe pata ho kay is waqt light nahin jaye ge.
                      • #551 Collapse

                        salam Allah ka shukar hai ke hum jahan rehte hain wahan light nahi jaati hai lekin bilkfarz kbhi chali bhi jaye to wesay he react karoongi jesay sab karte hain ke yaar yeh kia bakwaas hai aur dua maangoongi ke wapas ajaye wesay bahut acha topic laye aap yahan par :)
                        • #552 Collapse

                          :cool:pakistan me load shedding ka bohat masla ha dosto or bohat se log g pakistan mien load shedding bahot bara problem hy. light na hony ki waja sy trading mein bahot loss hota hy. lakin mery khial mein is ka best solution ye hy k jab b trade open karen to us trade per jo forex me trade krte hen un ko is se preshani uthani prti he mje is load shedding ki waja se 200 usd ka loss hua tha jo k mere lie bohat bra loss tha me kehta hun trader k pass ak alternator solution hoa chahye trade k lie ap kia kehte ho????????
                          • #553 Collapse

                            g bhai jan main ap sa agree karta hn agar trading karty hwe load shading ho jae to mujhy kuch farq nahi ho ga kiun k mary pas laptop h jo charging hota h agar load shading ho jati h to main is main trading karta hn or apni trading jari rakhta hn
                            • #554 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                              pakistan me load shedding ka bohat masla ha dosto or bohat se log jo forex me trade krte hen un ko is se preshani uthani prti he mje is load shedding ki waja se 200 usd ka loss hua tha jo k mere lie bohat bra loss tha me kehta hun trader k pass ak alternator solution hoa chahye trade k lie ap kia kehte ho????????
                              trade chalty huey agar light chali jati hy to mujhy koi problem nahi hoti keun k mein ny mobile mein meta trader 4 install kiya hua hy or wahan py apna account login kiya hua hy isliye mujhy koi problem nahi hoti
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                dear bro merey khayal say agr ap is main trade kar rahe ho to is ma light chli jaye to hum is main is tarah say hum ko is main loi or jaga per ja k wahan say apni trade ko dekh sakty hain jahan per light a rahi ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X