Hikkaki Candlestick Pattern information

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hikkaki Candlestick Pattern information
    Dear friends Forex trading mein bahut Sare trading pattern hote hain jin per mukhtalif kism ki strategies Banai jaati hain aur trading ki Jaati hai aur is he tarah ka ek trading pattern Hai Jisko Hikkaki Candlestick pattern Kahate haen friends in is pattern ki strategy ke bare mein Kuch discussion Karenge lekin usse pahle main aapko yah bhi batana chahta hun Kay aap koi bhi pattern istemal karen to use per proper learning Hasil karna bahut zaruri hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-10-03T144407.319.png
Views:	7
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12560767

    Hikkaki Candlestick Pattern.

    Dear friends Hikkaki Candlestick Pattern pattern hamesha different important candlestick per include hota hai friends is pattern ki strategy main kuch aisy jaan Kia jata hea kay market countinuesly ek hi trend main movement karti hy aur same trend main ki candles creat krti Hy is kay bad ek aisi candlestick banti Hy Jo last three candles ko reverse main break kr rahi hon to is ka Matlab hota hay kay market ka previous trend khatam ho chuka hota hea friends yea pattern two candlestick Se Milkar banta hai jis mein Pahle kandal hamesha trend kee direction mein banti hai aur yah long real body ke sath hoti hai Jab Ke dusri candle bhi long real body candle hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (98).jpeg
Views:	2
Size:	25.4 کلوبائٹ
ID:	12560768

    Trading at Hikkaki Candlestick Pattern.

    Dear friends Hikkaki Candlestick per trading karne ke liye aap ko market ka analysis karna bahut hi important hota hai friends market ke movement ko acche tarike se samajhna chahie aur apne trade Ka vate Karna chahie aur jab market acche tarike se movement kar rahi ho Ke Jab Ham apni trade open Karenge to achcha profit Haasil kar sakty hean.

    Click image for larger version

Name:	images (97).jpeg
Views:	1
Size:	22.8 کلوبائٹ
ID:	12560769
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hikkaki Candlestick Pattern information

    Hikkake Candlestick Pattern information

    Dear Friends Hikkake Candlestick Pattern ek bahut achcha forex trading setup hai jo casing in both cases of small kar rahe hain aur iska fayda lene ka sabse issue hai vah yahi hai ki is per jyada jyada kam kiya jaaye aur ismein jyada kiya jaayeaur bahut se senior members is ko istemal bhi kar rahe hain aur se fayda bhi le rahe hain aur jo junior paper persons hai unko chahie ke is per jyada practice Karen aur score Ho faidamand banaen. forex trading ke andar khaki canvas ke paper kaksha 10th hai aur is per kam karna chahie ya positive hai aur Junior people especially sikhana chahte hain aur jyada nahin karna chahte hain unko bahut fayda mein chij hai aur unhen pura fayda uthane ke liye sakta hai aur usse sakti haiaur kaki candlestick ke andar jab bhi Koi trading wala lagaye jaaye to vah soch samajhkar gane chahie isliye iske bare mein sabse pahle knowledge narcos duri hai aur seniors se poochh Kar yah Sikh kar is per kam karna chahie fir bhi iska fayda hai Varna ismein nuksan ka bhi chance ho sakta hai isliye jab bhi Koi trading ki jaaye to soch samajh Kar ki jaaye aur uske liye knowledge phool hona bahut jaruri hai taki nuksan ki gunjaish Na Rahe aur fayda Ho aur kisi ke liye forex trading mein ham log kam kar rahe hain to hamen chahie ki Ham iske per acche se kam Karen

    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	2
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12425002

    Hikkake Importance of Candlestick Pattern in Forex trading

    Dear Members jaisa e ap janty hain candle stick ke bohat saari iqsam hay or yaqenan sabko discuss nahi kiya jaa sekta lekin main pehlay kuch naam bataata hu phir function kee traraf jaatay hain dear is kejo ahm iqsaam hain un mian yeh hainDear wesy to ager baat kee jaye to iski beshumaar iqsaam hain or ham log in sab ko gin bhi nahi sektay hain lihaza kuch iqsaam bayan kernay kee koshish zaroor keru ga mainThe Bullish Engulfing. ...The Piercing Line. ...The Morning Star. ...The Three White Soldiers.Hammer or Inverted Hammeror aik or hay The Bottom Linein sab kay ilawa Shooting starPin BarBearish Engulfing CandleDojiHanging man waghera shaamil hainSame isi Tarah hikaki candlestick pattern hai aur yah Bhi Ek acha pattern hai aur is per Agar Samajh Kar kam kiya jaaye to aapko bahut Acha fayda ho sakta hai aapko Acha pura Pata Chala sakta hai candlestick pattern jitne bhi hote hain ya Sare ke sare aap ki trading ko Khush karne ke liye hote hain agar aap unko Chithra Samajh Kar karte hain to aapko Achcha profit hansna sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	1
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12425003

    Hikkake Trading with Hikkake Candlestick Pattern

    Dosto sb se important hai ki members ko trading se related in patterns ka istemal kis tarah Se karna hai aur jab members ko inke istemal ke bare mein kuchh bhi maloom nahin hoga to members in patterns ka istemal kabhi bhi apni trading mein nahin kar payenge aur members ke liye yah baat bhi important hai ki members ko har tarah ke patterns ke bare mein bahut acchi tarah Se maloom hona chahie jaisa ke yah ek aisa pattern hai ki maximum log isko istemal karke apni trading ko successful banane mein kamyab ho rahi hai hikaki candlestick pattern ke bare mein yah baat bahut important hai ki members ko iska istemal bahut sochkar karna hoga aur oven members ko yah maloom nahin hai ki trading mein patterns ka istemal kis tarah Se Kiya jata hai to iske liye members ko acchi tarah Se apne experience ko bhi improve kar lena hoga experience ko improve kar lene ke bad bhi members ko yah bad maloom ho jayegi kya candlestick patterns ka istemal kis tarah Se karni hai aur yah candlestick patterns member ko market ko acchi tarah Se analyse karne mein help karte hain

    Click image for larger version

Name:	4.png
Views:	2
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12425004
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalam o Alaikum! Hikkaki Candlestick Pattern information hikkake candlestick patteren nisbatan kam Maroof takneeki tajzia ka namona hai jo taajiron aur sarmaya karon ke liye qeemti baseerat faraham kar sakta hai. is patteren mein, istilaah" Hikkake" japani lafz" truck" ya" trap" se makhoz hai, jo is ki fraib karana noiyat ki akkaasi karti hai. hikkake patteren bunyadi tor par maliyati mandiyon mein mumkina tabdeelion ya rujhan ke tasalsul ki nishandahi karne ke liye istemaal kya jata hai. is jawab mein, mein hikkake chart patteren ki tafseel se wazahat karoon ga, is ki khususiyaat, tashkeel, tashreeh aur ahmiyat ka ihata karta hon. khususiyaat hikkake patteren jhutay break out ya "trips" ki aik series se numaya hai jo market ke shurka ko gumraah karte hain. yeh aik ibtidayi break out koshish ke nakaam honay aur ulat jane ke baad hota hai, market ke ghalat rukh par taajiron ko pokarta hai. patteren mein aam tor par kamyabi ka kam imkaan hota hai, jo usay aik mutazaad signal banata hai jo un logon ke liye munafe bakhash tijarti mawaqay ka baais ban sakta hai jo is ki sahih shanakht kar satke hain. Significance hikkake patteren aam tor par teen ahem ajzaa par mushtamil hota hai 1. Initial break out patteren qeemat ki harkat se shuru hota hai jo himayat ya muzahmat ki kaleedi satah se oopar ya neechay toot jata hai. yeh break out ibtidayi tor par un taajiron ko apni taraf mutwajjah karta hai jo rujhan ke jari rehne ki tawaqqa rakhtay hain. 2. Failure to sustain ibtidayi break out ke baad, aik hi simt mein jari rehne ke bajaye, qeemat raftaar ko barqarar rakhnay mein nakaam rehti hai aur break out ki bunyaad par tijarat mein daakhil honay walon ko phansati hai. 3. Inside bar setup break out ko barqarar rakhnay mein nakami ke baad, baad mein qeemat ka amal aik androoni baar banata hai, jo kam utaar charhao aur mumkina istehkaam ke marhalay ki nishandahi karta hai. androoni baar ke aala aur kam pichlle baar ki had ke andar mojood hain. Interpretation hikkake patteren market ke jazbaat aur mumkina tabdeelion ke baray mein qeemti baseerat faraham karta hai. tajir patteren ki tashreeh is terhan karte hain 1. bullish hikkake : aik taizi hikkake patteren is waqt hota hai jab ibtidayi break out manfi pehlu par hota hai, lekin baad mein ulat jane se qeemat ziyada hojati hai. yeh bearish se taizi ki taraf mumkina rujhan ke ulat jane ki tajweez karta hai, jis ke andar baar aik kaleedi khareed signal ke tor par kaam karta hai. 2. bearish hikkake is ke bar aks, bearish hikkake patteren is waqt bantaa hai jab ibtidayi break out oopar ki taraf hota hai, lekin baad mein anay wala ulat qeemat ko neechay dhakel deta hai. yeh taizi se mandi ki taraf mumkina rujhan ke ulat jane ki nishandahi karta hai, jis ke andar baar aik ahem sale signal ke tor par kaam karta hai. Importance hikkake patteren taajiron ke liye aik mufeed tool ho sakta hai, jo mumkina ulat phair ya rujhan ke tasalsul ke ibtidayi isharay faraham karta hai. agarchay ibtidayi break out ke khilaaf tijarat karna mutazaad maloom ho sakta hai, lekin patteren ki fraib karana noiyat aksar munafe bakhash mawaqay paish karti hai .

      اب آن لائن

      Working...
      X