What is volume spread analysis VSA:
VSA stands krta hai Voliume Spread Analysis kay liye ya aik proper system or study hai jis ma ap markit ka Voliume observe kr sakhty hain or market ki situation dekh kar markit ki movement ko samjh sakhty hain or achi trade find kr sakhty hain. So hamy es sy ye pata chala k market ma uptrend us waqat hota hai jb market ma buyer ki ratio seller ki ratio sy zayada hoti hai. Uptrend k lae buy k order ka zayada hona zaruri hai balky seller k orders ka kam hona zaruri hai.
Volume spread analysis (VSA)
Volume Spread analysis darasal indicator ko Kahate Hain aur yah jo spread hota hai yah candle kay opening aur closing price hoti hai . Dear forex trader ko pata hota hai k market supply or demand ki ratio sy chalti hai. Jb market ma buyer zayada ho jaty hain to us pair ya commodity ki price barh jati hai or resultly market up trend ma move kar jati hai. Ese tarha market ma jb seller ki ratio barh jati hai to pair ya commodity ki demand kam ho jati hai or wo market ko bear ma move karwany ma kamyab ho jaty hainVolume indicator Agar Ham sahi traha se iska istemal Jante Hain To Ham Forex trading ke market se volume spread analysis indicator ka istemal karte hue bahut hi Achcha profit hasal kar sakte hain .
Volume spread analysis (VSA) k sath trading ki hikamat amli
Volume Spread Analysis indicator aik boht acha indicator hy jo hamen volume k aany ka pata deta hy. VSA indicator ka jo banyadi rules Hai unko samajh Lete Hain To aap is market ke andar bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain bahut jyada trader Aisa Hote Hain Jo ke is market ke andar volume spread analysis ka istemal karte hue trade Lagate Hain aur vah ek Achcha profit Hasil Karte Hain Yah analysis krny kay liye ap Voliume indicator ka bhi istemal krty hain. Jab ap dekhty hain kay market ma buyer's ki strength bahut zyda hai tu us sorat ma buyer's ka Voliume bahut zyda hota hai or isi tarah ap ap dekhty hain kay markit main seller ka Voliume zyda hai tu us basis per ap kei decision laty hain. volume spread ko samajhna thoda sa Mushkil hota hai Kyunki Jab market breash trend ke andar Ho to Ek Big high volume ban jata hai aur jab market Bullish trend ke andar ho to Bhi Ek Big volume ban jata hai to usko samajhna thoda sa complicated hai agar aap ismein tavajjo Dete Hain aur ismein Jyada time spend Karte Hain To aap is ko aasani ke sath samajh sakte hain ki volume Kis Tarah Se move karta hai aur ham Kis Tarah Se big volume aur low volume ke upar kise trha se fayda Utha sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим