Introduction
Dosto aaj hum advance order yani buy limit aur sell lemit par bat karainge forex se mutalik jitna ziada knowledge aur exprience hona chahye ayye dosto knowledge aur exprince ko increse karne ke aur is ke bare main samajhne ke koshish karte hain
What Is Buy Limit And Sell Limit ?
Jis tarah aam ya hard trading main ham mukhtalif tariqon say order place karty hain isi tarah forex market main bhi ham planning karty huye aur analysis and situations kay hisab say traing order place kar sakty hain. Baz dafa trader forex market main volume kay increase hony ka wait kar raha hota hay but usko ye nai pata hota keh aj market ka trend up side jaye ga ya down side Isi tarah baz dafa market ki reversal ki expectations ka wait karty huye trading order place karta hah is liye trader yahan per buy limit ya sell limit ka use kar kay trader reversal main bhi achi earning kar sakta hay
Use Of Buy Limit In Market
Ager market main overall up trend ho laikin price resistance say hit ho kar again wapas chali jaye to youn trader aisi market situations ka wait kar raha ho jab market resistance say support ki taraf barhy aur again wapas aye to isko trader apny faidy kay liye use karta hay. Yani ager gold main suppory 41.00 pe ho aur resistance 31.60 pe ho jab keh price 31.50 say again wapas ja rahi ho to trader 41.00 kay aas pas buy limit laga daita hay, jab market price is point per puhnchti hay to trader ka order active ho jata hay aur woh ia tarah dip say buy karny per acha profit lay laita hay
Use Of Sell Limit In Market
Ager mojuda market price aisy point per ho jahan trader ko ye lagy keh ye mazeed kuch up ja kar waha say wapas aye gi to trader is security kay up jany ka wait karta hay ta keh waha say market price wapas any per trader in time entry kar kay sell kay through earning kar lay magar is kay liye trader ko musalsal wait karna hota hay but ager woh mojuda price say up per sell limit laga day to isko price hit hony per order active ho jata hay aur trader youn achi earning kar laita hay
Why Important Buy Limit And Sell Limit
Ager trader market kay opening time main market ko watch karta rahy aur specially major pairs per nazar rakhy keh ye kis side per move karty hain is tarah jab market price aik side per jana shuru ho jaye to woh usi taraf barhti hay aur phir wapas ati hay you traders is say faida uthaty huye is direction main he agy aik price per limit set kar daita hay takeh kuch running loss kay bawajood jab market wapas aye to isko profit ho jaye
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим