Technical analysis
Dear friends Technical Analysis market ke puraani value ko daikh kar aany waly dino main market value ki prediction karna aur andaza lagana kay market kis taraf jaa sakti hai us ko technical analysis kehty hain. Technical analysis karney kay liey aapko market ke basics ka pata hona lazmi hai kay kon kon c cheezin technical analysis main aati hain. Technical analysis main mukhtalif tarha kay candlestick patters aur mukhtalif timeframes use hoty hain. Ess kay elaawaa support aur resistance ko daikh kar bhe analysis kiey jaaty hain. Support aur resistance ko dekhty huy trend lines laga sakty hain ess kay elaawaa technical analysis main indicators ko bhe daikha jaata hai. Indicators main Moving Average Indicator sab say zaida use hony wala indicator hai jo kay experts technical analysis ma istemaal karte hain.
Technical analysis in forex trading
Mere pyare dosto forex trading main sub se strong jo analyse hai wo technical analyse hai es main hum apni trading ko kafi had tak bahtr kar skty hain or aghr hum es nalyse main trading karen tu hmain acha profit eran akr skty hain technical analysis ayh hoty hain jis main hum aik frame work hota hai jis main jo trador hota hai wo pair ki price ko chek krta hai os oski harkat ka jaiza leta hai or es main jub wo chart ko dekhta hai tu es main price k level ko dekhta hai q k jub wo price level dekhta hai tu osko price level up or down milty hain jis ko wo follow karta hai es k ilwa kbhi kbhi side way main bhi level milta hai jis ko bhi dekhty howe ahtiayt k sath trading karna hoti hai
Techniacl analysis k kuj tips bhi hain jis ko hum follow kar ksty hain jis main :
1:spot the trend and go with it
2:find the low and high of it
3: draw the lines
4:follow the avourage
5:trend or not a trend
Importance of Technical analysis
Dear forex members Forex trading members market technical analysis bahut important hai market ke technical analysis ke liye aapko metatrader 4 metatrader 5 main candlestick chart patterns pe work karna Hota hai technical analysis ke liye market ka previous current data hasil karna hota hai iske liye aap technical Chart patterns study karte ho market ki support and resistance find out karte ho indicators our oscillators ka use Karke market mein next trading predictions le jati hai market ki move understand karne ke liye market ka sentimental data understanding bahut important hai is ke liye aapko market mein fundamental and Technical combined analysis karna hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим