Wat Isp Ladder bottom candle stick pattern.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Wat Isp Ladder bottom candle stick pattern.?
    Ladder bottom candle stick pattern sa trade ka tarika.
    ladder bottom ka nam japan ka logon na rkha ha ya ek bearosh candle stick pattern ha iska matlab yha ha ab tezi ka tremd khatam hogya ha ab tezi ki shuruwat hona wali ha ya 5 candlr sa mil kar banta ha, isma pahli candle dmall bullish candle stick ho sakti ha, ya choti tezi ki candle ho dkti ha, dusri candlesmall ya long bullish candle stick ho skati ha ya bi green color ki hoti ha 3rd candle bi small bullish candle stick ho sakti ha ya choti tezi ki candle ho skti ha ya hara rang ki hoti ha, 4th cnadle hamging man candle stick hoti ha yha bhi hara rang ka hota ha or 5nchwi candle red color ki bearish candle hoti ha ya pattern chart ma end pa banta ha, confirmation milna ka bd bikwali krna sa faida zarur hoga.
    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	21
Size:	1.5 کلوبائٹ
ID:	12560705

    Ya kasa banta ha?
    Isma pahli candle ma small ya long ya choti tezi ki candle ho sakti iska bad jo dusri candle ha ya pahli candle ka darmyan ma kahi bi khul sakti ha, ya kahei ka jo candle ka high ha uska upar ja kar new high banati ha, us wakt dusri candle high price ka upar ja kar band hona chaye or pahli cnadle ka high nahi torna chaye isma dmall ya long bullish candle stick hoskti ha ya khaie ka, or dosto 3rd candle bi iska upar hona zaruri ha or close proce ka bech ma. Kahi bhi khul sakti ha matlab ka achi tezi ka sath lhulti ha matlab gap down open hoti ha or achi tezi btati ha or naya high banati ha, or 3rd candle ka upar band hoti ha or low nahi torna chye ya choti tezi ki candle 4th candel ho skti ha or ya 3rd candle ka upar ya necha ja kar khul skati ha ya gapup ya gapdown hoskti ha or achi starratgey btati ha or apna open price ka upr ja kar band hona chye ya 4th candle hanging man hoti ha jiski shape body ki tulna ma kam hoti ha ya kahei ka 75% hoti ha is bad jo akhri candle ha wo achi tezi ka sath khulma chye or achi tezi ko btana ha or 3rd candle ka necha ja kar naya low banana chaye or jab ya closr ho to 3rd candle ka low ka necha close ho dosto ya ap kisi bhi time frame par nazar a skta ha ya pattern or bhi acha sa kam krta ha or volume bhi apko barhta hue trend ma agar dikhaye da to samjh jaye market ap uptrend ma jana lagi ha.
    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	17
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12560706
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Wat Isp Ladder bottom candle stick pattern.?

    What Is Ladder Bottom/Top?


    seerhi ke neechay / oopar walay murabba ki pemaiesh 2 qisam ke mom batii ke patteren ke aadi hain jo associ at degree ke miyaar ke qabil simt mein ulat jane ki nishandahi karte hain .
    seerhi ka nichala hissa 5 mom batii ke ulatnay ka namona ho sakta hai jo is baat ki nishandahi karta hai ke izafah kami ke baad shuru ho raha hai aur usay nichale bundon ki aik series se banaya gaya hai, jis ke baad aik numaya izafah hai. seerhi prime, mukhalif taraf, aik 5 mom batii ka mayoosi rewarsal patteren ho sakta hai jo oopri bundon ki aik series par mushtamil hota hai, jis ke baad powinty value drop hota hai .
    nazriya mein, seerhi ka neechay neechay ke rujhan ke baad oopar ki qader ke ulat jane ki nishandahi karta hai, jab ke seerhi prime associ at degree up trained ke baad dara back mein qader ke ulat jane ki nishandahi karta hai .
    haqeeqat mein, woh aik ulat patteren ke tor par kaam karte hain jo waqt ke paanch svoyn hissay se ziyada hai .
    seerhi ke neechay / oopar ke patteren murabba ki pemaiesh kaafi nayaab hai, is terhan un ki murabba pemaiesh ke mawaqay mehdood hain .

    Understanding Ladder Bottom/Top


    seerhi ka neechay aur bunyadi murabba ki pemaiesh kaghaz ke ulatnay ke namonon par hoti hai, halaank woh hamesha is terhan kaam nahi karte hain. thomas balkoski ke enciclopideya of holdar charts ke sath qadam mein, patteren sirf chappan waqt ke hawalay se ulat patteren ke tor par kaam karte hain. 1 is liye, taajiron ko patteren se break out trade karne ki zaroorat prhskti hai — qeemat patteren ke oopar ya neechay ki taraf barhti hai. ya kam, bal tarteeb — dono simtao mein .
    neechay wala patteren dekh bhaal ke liye sab se aasaan karkardagi dekhata hai jab maliyat associ at degree ke majmoi neechay ke rujhan mein hoti hai, aur break out ziyada ya kam dekh bhaal ke liye barabari ke hisaab se. 1

    Ladder Bottom/Top Example


    Apple ka yomiya chart bahar ki seerhi ke neechay ka patteren dekhata hai. wahan murabba pemaiesh 3 lambi surkh ( neechay ) mom batian, is ke baad associ at degree ulti hathora aur aik barri na tajarba car ( oopar ) mom batii. oonchai se neechay tak, yeh makhsoos patteren 12 tone system value space par khara hai .
    primaray ( sabz ) mom batii ke baad, maliyat pehlay to mach gayi taham patteren ki oonchai ( candle one ) ke oopar nahi barhi. is ke baad yeh ikhtisaar ke sath patteren ke nichale hissay se hil gaya, jo aik izafi slight ki nishandahi karta hai. maliyat fori tor par theek ho gayi' aur patteren ke aala ke sab se oopar par hilaya, sab se oopar tak jari raha .
    entry points aur stap lasz ko patteren ke waqfay se mutadid maqamat par rakha ja sakta hai. misaal ke tor par, aik boatming patteren ke douran na tajarba car mom batii ki pairwi karte hue, patteren ke neechay ya na tajarba car mom batii ke neechay stap ke nuqsaan ke sath aik taweel waqt liya ja sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Wat Isp Ladder bottom candle stick pattern.?

      Asalamualikum dear members ummed Hy ap sb khariyat Sy hon gy or forex py mehnat kr k kamyabi hasil kr rhy hon gy.dear members aaj hm ladder bottom candlestick pattern k bary mein baat krein gy.

      Ladder bottom candlestick pattern :

      Forex market Mein Jb ap kam Karty Hain To us mein lader bottom pattern five candles takes pr aik trend reversal pattern hy es pattern mein first four candles black hoti hy jis mein Hr aiK black candles ka open price pehly candles ke close price k bd Hota hy jb k 5 candles aik white candles hoti hy jo K bullish strand reversal ka signal dy raha hota hy yeh pattern price ko zyada purchase hony k bd or over sold situation mein jany sa rokany ke akasi Krti hy or Agr yeh pattern Low price area mein Paya Jay to yeh Bullish reversal ke alamat Hoti hy. ladder bottom pattern teesre or small candles ke wja sey concealing baby pattern sey thoda sa different hy.ese liye es ko smjhna zaruri Hy.

      Click image for larger version

Name:	Ladder_Bottom.jpg
Views:	2
Size:	13.1 کلوبائٹ
ID:	12425027

      Identification :

      Dear members Jb ap market mein kam Karty hain to es mein ap ko bht zyada timetable bna Kr kam karna hota hy or Market mein kabi b jald bazi nahi Karni hoti agr ladder bottom pattern aik bullish trend reversal Hy. Es wja Sey price ka Pehly Sey bearish trend ya Low area hona important hy es pattern mein Shamil first 3 Candles black long Hoti hy Jo aik dusrey ke down open hoti hain or down jakar close Ho Jati Hy. In teenon black candles ke shape three black crows pattern Jsi Hoti jy. pattern mein 4th black candles aik inverted hammer Candles Ban Jati Hy. ladder bottom pattern Mein banney wali last candle aik long white color ke candle hoti hy jo k inverted hammer candles ke open price sey gap mein open hoti hy or third candles ka open position sey bhi Upar jakar close Ho Jati Hy.

      Formation of candles :

      Dear forex members ladder bottom pattern 5 candles pr mushtamil aik bullish stand reversal pattern hy yeh pattern or counceling baby pattern jasi same hi hy. but 3rd candles k elawa leader bottom pattern low price area over sold area Mein banta hy jo k price ko downward jane sey rokata hy es pattern ke important Baat yeh hy k es mein Shamil first 3 candles black inverted hammer banti hy jo is Sy price ruk Jati Hy. 5th candle aik long white candles hoti hy jo inverted hammer candles ke open sey bhi Upar open hy or third candles ke open price sey upar jakar close Hoti Hy yeh aik strong reversal pattern hy jo k price ko low area Mein jane sey rokti hy.

      Click image for larger version

Name:	img_5df574179483f.png
Views:	7
Size:	17.6 کلوبائٹ
ID:	12425026

      Trading strategy :

      Dear forex market mein Jb ap trading karty hain to es mein successful trading karny k liye ap ko ladder bottom ko achy tarike sey Smjh Kr trading Krni hoti hy es mein agr ap analysis Kr k trading krty hain to ap ko bht zyada advantages Hasil hoty hain ap ko Koshish Karna Hogi k ap es market mein zyada Sey zyada Apny analysis ko strong Kren Jo members forex market Mein different important analysis pr completely study karty hain un ko maximum advantages available hoty hain ap ko apni achi planning Kr ke kam karna hoga or trading Mein successful hone ke liye hard work krna ho ga.


      Click image for larger version

Name:	AEP-Ladder-Bottom-1024x610.png
Views:	4
Size:	101.0 کلوبائٹ
ID:	12425025

      اب آن لائن

      Working...
      X