Relative Volatility Index Indicator ky bary ma details aor Uses Guidelines
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Relative Volatility Index Indicator ky bary ma details aor Uses Guidelines
    Relative Volatility Index indicator RVI ka Introduction

    Dear Forex trading members relative volatility index indicator aik volatility indicator hai jis sy ap volatility ki dicrection maloom kr sakty ho yeh indicator Donald Dosery ny develop kia hai. yeh RSI relative strength index indicator ki trah hai lkn aik difference yeh hai ky yeh calculation prices ki changes ko standard deviation ki madad sy measure krta hai aik specific period ma, jubky RSI absolute price changes ko measure krta hai. RVI ki range 0 sy 100 tk plot hoti hai graph py jo yeh confirmation moving average ki conjunction sy price volatility confirmation provide krta hai.

    Formula Explanation

    Yeh aik aisa oscillation ki trah kaa Indicator hai jiss ko relative strength index Indicator ki trah he use kia jata hai lkn is ma calculations ka method change haai is maa standard deviation ko use kr ky calculations ko jati hain nechy ma apky sath formula for calculating ko bhi share kron ga ap is ko azeed ssmjh jaain gay aor trading ma is Indicator ko bhi use kr saken gay.

    RVI Calculation Method

    1. Buy if RVI > 50
    2. Sell if RVI < 50

    RVI bilkul aisy he information calculate krti hai jesy RSI indicator krta hai lkn yeh standard deviation of high and low prices rather than the absolute change in the price.



    RVI use krny ka Procedure

    Relative Volatility index indicator 0 sy 100 tk ki range ma movement show krta hai. jub RVI ki reading above 50 ho to volatility ki direction upward hoti hai aor yeh aik Buy Signal hota hai, Aor jub is iski reading below 0 nho to volatility ki direction downwaard hoti hai aor yeh aik Sell Signal hota hai. RVI aik potential generation signal indicator hai. jub iski reading 60 nsy above ho jati hai to potentially yeh aik Buy signal hota hai. aor agr is ki reading below 40 ho jay to yeh aik potentially Sell signal hota hai. aisy he yeh Exit trade signal ky tor py bhi use kia ja sakta hai jub buy trade ma s ki reading below 40 jay aor sell trade ma is ki reading above 60 chali jay.


    EXIT Buy Trade if RVI below 40
    EXIT sell Trade if RVI above 60

    Click image for larger version

Name:	relativevolatilityindex.png
Views:	3
Size:	17.3 کلوبائٹ
ID:	12560662

    Conclusion

    Dosto is Indicator ko Standalone nhi use kia ja sakta hai isko ap baki indicators aor technical tools ky combination ky sath istemal kr sakty ho apko is indicator ki information trade entry aor exirt ma helping sabit ho sakti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Relative Volatility Index Indicator ky bary ma details aor Uses Guidelines

    Assalamu alaikum dear friend ummid karta hun aap khairiyat se honge aur Market mein achcha kam kar rahe honge jaisa ki ham log jante Hain ki market mein hamen achcha kam karne ke liye acchi mehnat ki jarurat Hoti hai Ham is business mein jitna achcha kam karenge utani Hi aasani se Ham kamyab ho sakte hain Delhi hamen is mein technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana important hota hai jo log ismein chart indicator ko dekhte rahana important hota hai to aasani se Ham kamyab ho sakte hain kamyabi unhin logon ko milati hai Jo log is business mein achcha kam karte hain demo account hamare liye ek behtarin account hai ismein Ham aasani se kamyab ho sakte hain.

    What is the volatility index indicator

    Index indicator ki baat Karen to market mein index indicator volatility index 0 se se kar 100 tak k hotey hein NTR market mein kam karne ke liye jaisa ki hamen pata hai ki market mein hamen expensi Lena hota hai to fir bhi Ham kamyab ho sakte hain market ka aapko pata hai ki jo log ismein achcha work karte hain vahi log kamyab hote hain Delhi hamen ismein technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana hai photo hai Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain yah hamare liye ek bahut hi achcha online business hai hamen ismein daily kam karna hota hai index indicator ko follow karke kam karte rahane se hamen market ka bahut hi achcha experience milta hai aur aam aasani se kamyabi ho sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (28).png
Views:	1
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12424827

    Trading Explanation

    Market ka aapko pata hai ki hamen ismein Sabra dangal ke sath kam karna hota hai Ham market mein jitna achcha time denge isko utna hi achcha mein uska result bhi milega jaisa ki aap log jante Hain ki hamen is mein technical analysis aur fundamental anal se isko follow karke kam karte rahana hota hai to aasani se Ham kamyab ho sakte hain kamyabi hamesha hamen acche work aur acche experience milati hai jo log ismein work Nahin karte vah kamyabi Nahin ho sakte ismein hamare pass indicator ko follow karna bahut hi important hota hai indicator ko follow karke hamen market ka bahut hi achcha experience milta hai Ham market mein technical work karenge to aasani se kamyab ho sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (27).png
Views:	3
Size:	27.5 کلوبائٹ
ID:	12424828

    Kamyabi hamesha hamen mehnat karne se milati hai hamen ismein demo account mein kam karna hota hai demo account hamare liye ek bahut hi achcha online account hai demo account mein Ham worker ke bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain daily Ham acchi planning karenge Delhi to aasani se Ham kamyab ho sakte hain market mein hamen kamyabi hamesha acche bar aur acche milati hai to Ham aasani se kameyab ho sakte hein .
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Relative Volatility Index Indicator ky bary ma details aor Uses Guidelines

      Dear friends Fibnoccai indicator ko expert traders use karty hean trading main analysis karny kay liye aur dear friends fibonacci indicator dotted line per mushtamil hota hea hain is par aap double click kar ke bhi modify kar saktay hain agar ghalat point par fibo set ho jaye to aap isko sahi kar sakty hain friends Fibonacci mein basically hum nay Bearish aur Bullish trend par fibonacci tool use Karna hota hai to is ke lye hum down point say up point par aur up point sey down point par fibonacci line draw karty hean aur friends aap ko btata chaloon kay market me kisi trade ki entry aur exit point k leye bhi istemal karte hen friends Fibnoccai indicator toolmarket ki retracement ko overall prices kay trends ki judgement kay liay mufeed nahi hotay bal kay large trends reversal main support aur resistance levels ko predict karnay kay liay useful hain.



      Fibnoccai indicator Introduction.

      Dear friends Fibnoccai indicator kay Hawley say agar anaylsis kar kay agar trading kee jaye to aap ko behtar results mil sakty hean dear friends Fibonacci retracement reading hoti hai Jisko market Mein fibomacci level ko ko indicate karne ke liye use Kiya jata hai ya Fibonacci levels market ke strong uptrend aur price movement ko bahut he clearly show Karte Hain.



      Fibonacci retracement indicators ki baised per use Kiya jata hai isko retracement bhi Kaha jata hai yah fibonacci retracement market ke use period mein bhi bahut zyada helpful hote hain friends Fibnoccai retracement levels ko market ki price ko indicate karne ke liye sport resistance level per apply kar sakte hain kyn kay kay market mein is indicator ko commonly ratio kay sath calculate karne ke liye bhi istemal Kiya jata hai .

      Trading at Fibnoccai indicator.

      Dear friends Fibnoccai indicator ki indications per aap Agar trading karna chahte hain to aapko sabse pahle market mein create hone wale up aur down Trend ke bare mein information hasil karni chahie Jab trader in retracement ko acchi Tarah se study karte hain to woh is mein market ki highest price aur lowest position Badi aasani se indicate kar sakte hain aur aik achi trading Strategy bana ker entry lay sakty hain.
      Like tu banta hay ik🙏

      اب آن لائن

      Working...
      X