Breakout and retest strategy in forex market :

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Breakout and retest strategy in forex market :
    Entry:Basically jab off market Mein Koi bhi trade open karte Hain to ismein aap market entry le rahe hote hain. Aapko hamesha Ek acchi trading karne ke liye market Mein soch samajh Kar apni trade ka start Lena hota Hai. Jab aap market mein enter hote hain aur market se exit hote hain to ismein aapko apni planning ki basis per apni decision making karna hoti hai.


    Types:
    Jab aap market Mein entry ki different types ko acchi tarah samajhte Hain to ismein aapko 3 different types ki entries mil sakti hai. Aapko market Mein acchi trading karne ke liye entry ki different types ki acchi tarah information Hasil karni chahie.


    1: Breakout entry:
    Forex trading market me different important levels available hote hain Jin per aapko trading karna hoti Hai. jab market kisi strong level ko break karti hai to use per aap ek acchi entry Le sakte hain. Jab aap market Mein available different important channels ke breakout yah support level aur resistance level ke break-out ko acchi tarah samajhte Hain to aapko bahut acchi entry mil sakti hai. Jab aap aisi condition Mein Koi entry lete Hain to isko break out entry kaha jata hai.


    2: Retest entry:


    Free test entry hoti hai ki jab aap market mein kisi acche level ki breakout Ka intezar karte hain aur jab market use level ko dobara touch karti Hai to isko aap retest entry kahate Hain. For example Agar market support level ko break karti Hai to apna downtrend jari rakhne se pahle Ek tarfa last support ko retest jarur karti hai aisi situation main aap market Mein entry Le sakte hain.


    3: Pull back entry:
    Agar aap market Mein intereies ki different types ko acchi tarah samajhna chahte Hain to ismein aapko Ek pullback entry bhi mil rahi hoti Hai. Yah bhi Ek bahut hi important trading technique hoti Hai jis per aap market Mein apni entry lekar apni trading co faydemand bana sakte hain. Kyunki jab aap market Mein is technique ki basis per soch samajhkar market Mein entry lete Hain to ismein aap ko bahut Achcha fayda ho sakta hai. Aap market mein bahut jyada munafa Hasil kar sakte hain agar aap market Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to ismein aapko jyada se jyada learning ko perfect aur mukammal banana hota Hai.


    Use of pending order:
    Forex trading market me jab aap kisi specific level per apni entry Hasil karna chahte hain to iske liye aapko hamesha market Mein pending orders ki acchi tarah information Hasil kar leni chahie kyunki jab aap market Mein pending orders per apni trading karte Hain to ismein aap apne required level per market Mein inter hokar bahut Achcha fayda Hasil kar sakte hain.


    Retest pattern:
    Market support level ya resistance level tak pounch jaey or usko break na kar saky tou market thorri wapsi ki taraf chal parrhti hy us k baad market dobara us level tak jaati hy usko cross krny k liye jab market pehli dafa level torrny me nakaam hogai or dobara usi point pe pounch jaey tou isko kehty hyn retest us k baad market level cross kr jaey tou strong entry banti hy or agar retest fail ho jaey tou bhi achi entry banti hy in dono cheezon se hamen faida uthaana chaye iski picture ma ap
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Breakout and retest strategy in forex market :

    Assalamu alaykum dear number Jab aap market mein jyada se jyada fayda hasil karne ke liye regularly basis per Apne analysis ko complete karte Hain to ismein aapke pass multiple options available hoti hain Jab aap market mein multiple choice ko complete kar lete hain aur inki basis per market mein entry Lete Hain to aisi situation mein aapko hamesha bahut jyada fayda mil sakta hai aapko hamesha market mein jyada se jyada professor karne ke liye kuchh important candles tax pattern aur kuchh important technics ko find out karna hota hai.

    Breakout Definition

    Break out ki definition ko Jab aap study karte hain to ismein aapko bahut fayda mil sakta hai aur kuchh important information aapke liye available ho sakti hain basically yah Kaisa price zone hota hai Jab aap market mein use level ko find out karte Hain to usse prices break out karke usko cross Kar jaati Hain ya upar Chali jaati Hain aur ya FIR down a jaati Hain aisi condition ko aap break out ka naam dete Hain Jab aap market mein break out ko study karte hain to ismein aapko hamesha fek break out se related bi conscious hona chahie aur iski completed updated information ko learn karna chahie.

    Fake Breakout

    Fake brought ko acchi Tarah recognise karna aapke liye most important hota hai kyunki Jab aap fake Breakout ki base per trade Lete Hain to aisi condition mein aapke liye nuksan ho sakta hai aur aapko ismein bahut jyada problem mil sakte hain aapko hamesha market mein fek break out ki complete aur updated information ka idea hona chahie aapko hamesha is platform per regularly basis per apni working ko complete karte hue fake break out ko acchi Tarah ki nice karna hota hai.

    Retest Strategy

    Retest ki bahut jyada importance Hoti hai Jab market Kisi bhi ek acche level ko break karti hai to ismein aapko latest ko acchi Tarah rakhenge nice karna hota hai Jab aap market mein consistently is platform per focus karte hain to ismein aapko request karna most important hota hai re test karna aapke liye bahut jyada important hota hai Jab aapko market mein retest image per entry lete hain to usmein aapko bahut acchi information mil sakti hai aur bahut achcha target hasil kar sakte hain market Kisi bhi level ko break out karne ke bad usko latest jarur karti hai aur is Ritesh per aapko entry Le leni hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211016_075308.jpg
Views:	4
Size:	256.3 کلوبائٹ
ID:	12424753

    اب آن لائن

    Working...
    X