Dear Forex Members
Trading mai jo internal issues jo trader face karty hain us kay alawa hum mai jo issue daikha jata hai woh aksar log yeh kehty hain kay Forex haram hai.es mai sood hai etc etc. lekin jab tak woh apni knowledge ko update nahi karain gy tu ap ko faida nahi hoga. ap ko pata hona cheye kay Forex trading mai 2 tarha kay account har trader ko offer karta hai. Un mai aik swap wala account hota hai. yeh account just non Muslims ko offer kiya jata hai woh esleye kay es mai sood hota hai. buy karain or sale karain. sood laity be hain or sood daity b hain
Lekin ager dosra account diya jaye tu woh default set hota hai ap jab apna religion Islam set karty hain tu ap just swap free account lay sakty hain. yeh type just Muslims kay leye banai gayi hai.es account main na ap sy sood liya jata hai or na he ap ko sood diya jata hai. esleye swap free account kaha jata hai
Hum sub ko cheye yeh basic knowledge ko samjain or dosro ko be batain jo Trading ko haram karar daity hain. jab woh sub seekh jain gy samaj jain gy tu woh es ko as a business lay kay chal sakain gy
Shukriya.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим