Re: What Is Falling Wedge Pattern ?
falling wedge pattern
Dear friends Forex trading main Wedges ki 2 main types hoti hay
1. Rising or Ascending Wedge
2. Falling or Descending Wedge
Dosto Agar ham nay forex trading main in wedges ko achi trha say samj liya aur un k mutabiq patterns ko fully understand kar k trading ki to hamain bohat acha faida ho sakta hay agar ham in wedges ko samjna chahtay hain to us k liay in chand tasaweer ko daikhain jis say bohat achi tarha wedges ko samja ja sakta hay.
Types of falling wedge pattern
Rising aur ascending wedges pattern
Dear friends Is wedge ko ap iska name sa hi peechan sakhty han ka ya wedge apko market main upwords movement ko indicate krti ha. Jab market main bullish trend hota ha or us situation ko ya wedge properly indicate krti ha or iski movement ko achi tarah bata deti ha.
Falling aur descending wedge pattern
Mere pyare dosto Jab market Mein down trend ho aur aur market Jab Upar ki taraf movement karne ke bad reversal movement karne Lagti Hai To usko yah wedge indicate karti hai aur Humko properly indicate karti hai ki market ki next movement ab is point ke bad reversal Hone Lagi Hai is veg ko aap is ke naam se bhi pahchan sakte hain ki iski movement kis Taraf Hone Lagi Hai Ya FIR yah Kis Tarah Ki movement ko indicate karti hai.
Falling wedges pattern kya hy
Mere pyare aziz dosto Falling wedge Banane se pahle market correction karti hai yani ke market Upar Se niche girti hai aur FIR thoda sa Upa high banati hai aur uske sath sath resistance ka pahla point banati hai uske bad thoda Niche Low Banati hai aur iske sath sath market Yahan per pahla support bhi banaa Deti Hai aur reject hokar FIR Upar ki taraf move karti hai hai aur FIR resistant se reject hokar support per Aati yani ke market Ek pattern banaa Leti Hai aur FIR last Mein market resistant ko break Karke aur uske bad resistant line ko Retest Karke Upar ki taraf nikal Jaati Hai ise Ham falling wedge Kahate Hain aur jab market resistance ko retest kar rahi ho to Uske bad Ham buy key trade le sakte hain Hamare liye ek Achcha mauka Hota Hai explain ke liye picture upload kar raha hun use aap Behtar samjhen ge.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим