Positive volume index !!
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Positive volume index !!
    Assalamu alaikum
    Dear forex friends positive volume index the negative volume index ki Tarah hota hai aasan alfaaz mein volume index ko traders market ki future ki production ke liye istemal karte hain aur price ko samajhne ke liye iska istemal Kiya jata hai positive wali ab index market ki badhane se karte hue pichhle dinon ki market movement ko jahir karta hai jab market trending Hoti hai to volume index increase hota hai positive volume index ka high ratio price per effect karta hai aur Market ke trend ko follow karta hai positive volume index basically de periods trading ke liye istemal Kiya jata hai Lekin isase bahut sare charts istemal Kiya jata hai isko weekly time frames aur daily time frame positive volume index se traders bahut sare software ko bhi ekattha kar sakte hain aur Market ki prediction kar sakte hain jisse volume data ko follow karte hue market mein long term ke liye entry li ja sakti hai.



    Positiv volume index !
    Dear friends positive volume index technical indicator hota hai jisko price ki positive direction mein movement ke liye increase hone aur analysis ke taur per istemal Kiya jata hai agar aap stock exchange trader hai to positive volume index ki madad se use calculate Kiya ja sakta hai iske mukhalif aap isase movement ki evaluation ke liye bhi istemal kar sakte hain positive volume index ko traders trend ki identification aur कभी-कभी price ke reversal ke liye istemal karte Hain.






    Calculation !!!

    D
    friends forex market mein chart per positive volume index ki calculation bahut aasani ke sath ki ja sakti hai agar aap market mein aaj ke din ka Volume index pichhle din ke volume index se Bada hai to positive volume index ko Kuch Is Tarah se change kiya ja sakta hai.

    Formula: PVI= yesterday PVI+[(end - end of yesterday)/end of yesterday ]×PVI of yesterday.
    Dear agar chart pe price kam ho to pichhle din se ya uske barabar ho to use hisab se bhi usko calculate Kiya jaega iska formula yah hai.
    Formula:PVI= PVI from yesterdayTrading !!

    .Dear friends agar aap Fark market mein positive volume index chart pattern ko follow karte hue entry Lete Hain to rules and regulations ko follow karna aapke liye bahut jaruri hota hai isase aap achcha profit hasil kar sakte hain agar aap chart per ekli hai divergence dekhte hain to do different distinct se related hote hain jisse positive volume index aur negative volume index Plus 100 simple moving average Hoti hai jab Ham market chart per bye ki trade lagate Hain to market se achcha ja sakta hai. Aur ISI Tarah Ham market ke opposite hone ki surat mein sel ki entry lekar market se achcha profit Le sakte hain.


اب آن لائن

Working...
X