Inverted Hammer Candlesitck !!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Inverted Hammer Candlesitck !!
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai inverted hammer candlestick pattern kya hai Ham is per Kaise trading ko profitable banaa sakte hain.

    Inverted hammer Candlesitck pattern !


    Inverted hammer candlestick Ek long upper Tel ke sath short body ki ek single candle take pattern Hai Jiska open or close price Ek dusre ke kareeb Hona chahie yah candle Dekhne Mein do ji candles Ki Tarah Lagti Hai but do ji candlestick se different Hoti Hai Kyunki do ji candles take Mein body Banti hi nahin hai aur ismein short body Hoti Hai inverted hammer ki ek long Appa Tel lower price ki is baat ka Ishara Karti Hai Ki Ab Yahan Se price reject ho gai hai is vajah se vah dusri reversal Se Mat Mein Apne trend ki ko continue Karti Hai ismein trend ki sim mat change hoti hai balki jo candles take hammer banti hai uske Tel ki sem side per trend start hota hai inverted hammer inverted hammer candlestick pattern bullish aur Veeresh donon Tarah Ki candles mein ho sakti hai lekin market aur price ke Jyada lower area Mein hone ki vajah se yah Bullish trend reversal ky liye Jyada famous candle hai.




    Formation !


    Invited hammer candlestick price ke bottom mein jyada supply aur kam demand ke result mein vajud mein Aati Hai yah candle ek strong reversal ke liye Jaani jaati hai jo ki down word side mein kisi bhi color ki real body mein ho sakti hai candles ki formation darja Zail tara se ho sakti hain.



    Inverted hammer candlestick Agar price ke bottom Mein Banti Hai Tujhe bullish ya Veeresh donon Mein Se Jis color mein bhi Ban Jaaye ya bullish candle ki tasawar ki Jaati Hai Kyunki yah point trend reversal ki position ho sakti hai candles ke liye price ki position zaroori hai color Nahin Hai.


    Explanation !

    Inverted hammer candlestick price chart per mostly bottom your top price per Najar aati hai aur Aksar Kisi position price reversal Ho Jaati Hai yah candle Ek Safai ki condition Mein Najar Aati Hai Jab Bhi Kisi strong news ki vajah se price Teji ke sath down world fall karne ke bad Wapas Apne Upar open price ke kareeb ja kar clos Hoti Hai To yah candle Ek long upper Shadow ke sath Hoti Hai Jiske lower side per Ek Saman real body Hoti Hai candle ke lower side per Sambhal Vik Banane se candle ki performers per Koi Asar Nahin padta hai lekin Jyada Lamba Shadow Banane se candles ki Yad natural Ho Jaati Hain real body ka color Kisi Khas pattern Ka Hona Jaruri Nahin Hai Lekin is Candle ki lower price Mein Hona Jyada important hai Dekhne Mein yah candle bottom price per banne wali Dragonfly doji candle ki Hi ulat Lagti Hai.

    ​Trading !

    Inverted hammer candles price ke bottom mein jyada Veeresh pressure padane per banti hai jisse ek Saman real body hi candle ke upper side per Ek Lamba Saya hota hai jo ki candles ke real body se takriban doguna ya usse Bhi Jyada banta hai yah candle ek strong bullish single signal generate Karti Hai Jis per confirmation ke bad bye ki entry ki Ja sakti hai confirmation candles kabalesh real body Mein Hona jaruri hai Jab Ke standard banne se yah candle invalid Ho Jaati Hai CCI RSI indicator aur oscillator per value Karni chahie yah confirmation Aur Bhi Jyada mostahik hai kam hoti hai.

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Inverted Hammer Candlesitck !!

    Inverted Hammer Candlestick Pattern

    Inverted hammer candlestick pattern aik small real body wali bullish trend reversal candle hai, jiss k upper side par aik lambi wick, aur choti ya bagher wick ka nechla hisa shadow kehlata hai. Aam tor par, yeh candle bullish trend reversal chart patteren ka aaghaz hai aur mustaqbil mein up-trend ki nishandahi karti hai. Ye candle traders ko market ki raftaar se waaqif karanay ke liye sab se ziyada jana jata hai. Ye single candle patteren aksar forex markets mein istemaal hota hai. Yeh candle market mein honay walay mumkina reversal side ki toseeq karne aur jan-nay mein madad karta hai. Ye candle price chart k bottom ya bearish trend k baad banne par market k mazeed nechay jane k asarat ko taqreeban zayel karta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (27).jpeg
Views:	15
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12449042

    Pattern Basic Charestirestics

    Inverted hammer candlestick pattern price chart par investors ki psychology zahir karti hai, k market me ab buyers ziada strong hone ki koshash karte hen. Ye candle single candle hone ki waja se riski bhi iss waja se candle k sare rules aur regulations pore hone k baad hi market me agay ka decision leyavkaren. Ye candle darjazel hososeyat ki hamil hoti hai;

    1. Before Pattern

    Inverted hammer candlestick k baan se pehle prices ka trend zaror dekhen, q k ye candle aam price chart par kisi bhi position par ban sakti hai. Candle k banne se pehle prices ka pehle se lower position ya bearish trend me hona chaheye. Ye candle bullish asarat rakhti hai, iss waja se indicator par value oversold position k qareeb honi chaheye.

    2. Candlesticks

    Inverted hammer candlestick aik small real body wali candle hoti hai, jiss ka color bullish ya bearish dono tarah se ho sakta hai. Candle ki position iss k color se ziada aham hen, candle k real body small jab k shadow upper side par taqreeban double ya ziada hona chaheye. Lower side par wese shadow ka na hona behtar hai, lekin aik small si wick banna ko khas value nahi rakhyi hai.


    3. After Pattern


    Inverted hammer candlestick k baad prices ka baghwar study karen, q k iss k baad lazmi market apna behaviour tabdeel karta hai. Candle k baad market ka lazmi bullish trend reversal me badal jana chahiye. Candle k baad agar next candle bullish banti hai, to is ka matlab hoga k yahan se trend reversal ho gaya hai.

    Click image for larger version

Name:	images (14).png
Views:	14
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12449041

    How To Trade

    Inverted hammer candlestick agar market me bottom area ya indicator k lower signal par banti hai, to hai market me hum entry kar sakte hen, basorate degar humen entry se ijtenab karna chaheye. Ye candle aik bullish signal deta hai, jis ko leading indicator k tawar par istemal kia ja sakta hai. Candle par trading k leye dajazel points ko made nazar rakhen;

    1. Candles Confirmation

    Inverted hammer candlestick candle par trade open karne se market k current scenario ka baghawar mutalea zaror karen. Ye candle aik signal hone ki waja se riski bhi hoti hai, iss waja se candle k banne k baad trend confirmation ko zaror made nazar rakhen, jo k aik bullish candle ho sakti hai, aur wo lazmi iss candle k top par close honi chaheye.

    2. Indicators

    Inverted hammer candlestick ki trend confirmation indicator se bhi ki ja sakti hai. Lekin indicator hamesha late signal dete hen. Lekin bahar hal ye aik strong signal hota hai. Indicator par value oversold zone me hona chaheye, jo k market me entry k leye ziada maozon position hota hai. Indicator me RSI, MACD indicator aur CCI indicator ka istemal karen.

    3. Take Profit / Stop Loss

    Inverted hammer candlestick k zarye take profit aur stop loss lagana trading ko mehfoz banata hai. Candle par confirmation k baad entry karen jab k stop loss candle k sab se bottom position se thora sa nechay set karen. Take profit k leye dosre indicators se lazmi help len, jo k aik achah trade sabit ho sakta hai.


    Click image for larger version

Name:	images (36).png
Views:	34
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12449040
     
    • #3 Collapse

      Inverted Hammer Candlestick: Ek Mutala

      1. Taaruf


      Inverted hammer candlestick ek trading pattern hai jo khas taur par bullish reversal ki taraf ishara karta hai. Ye pattern aksar downtrend ke baad banta hai, jab market mein ek nai udaan ki tajaweez hoti hai.
      2. Inverted Hammer Ki Pehchan


      Inverted hammer candlestick ka shape bilkul hammer jaisa hota hai, magar iska body chhota aur upper shadow lamba hota hai. Iska body usually red ya green ho sakta hai, lekin upper shadow ki lambai sab se zyada ahem hoti hai.
      3. Kahan Banta Hai?


      Ye candlestick pattern aam tor par ek downtrend ke baad banta hai. Jab price kuch waqt tak niche gir rahi hoti hai aur phir ek sudden upward movement dikhati hai, tab inverted hammer banta hai.
      4. Upper Shadow Ki Ahamiyat


      Upper shadow ka lamba hona ye dikhata hai ke buyers ne market ko upar le jane ki koshish ki hai, lekin wo is mein puri tarah kamiyab nahi ho paaye. Ye signal hota hai ke market mein kuch strength hai.
      5. Lower Shadow Ki Nahin Hona


      Inverted hammer ki khasiyat ye hai ke ismein lower shadow nahin hoti, ya phir bohot chhoti hoti hai. Is se ye pata chalta hai ke sellers market par control nahi rakhte.
      6. Bullish Reversal Ka Signal


      Inverted hammer aksar bullish reversal ka signal hota hai. Ye dikhata hai ke market mein buyers ki taqat badh rahi hai aur wo sellers ko dabane ki koshish kar rahe hain.
      7. Confirmation Ki Zarurat


      Inverted hammer ka signal sirf tabhi mazid qabil-e-bharosa hota hai jab iske baad ek bullish candle banegi. Isse yeh confirm hota hai ke market mein haqiqatan mein bullish reversal ho raha hai.
      8. Volume Ka Role


      Volume bhi is pattern ko samajhne mein madadgar hota hai. Agar inverted hammer ke sath volume zyada ho, to iska matlab hai ke market mein jazbaat majboot hain. Yeh bullish trend ke liye ek achha signal hota hai.
      9. Trading Strategy


      Is pattern ko samajhne ke liye traders aksar ek trading strategy banaate hain. Jab inverted hammer ka confirmation milta hai, to wo entry point tay karte hain aur stop-loss set karte hain.
      10. Stop-Loss Ka Setting


      Stop-loss ko set karte waqt, traders ko inverted hammer ke lowest point ke thoda neeche rakhna chahiye. Is se wo apne losses ko limit kar sakte hain agar market bullish na ho.
      11. Target Price


      Target price tay karte waqt, traders ko previous resistance levels ko madde nazar rakhna chahiye. Ye unhe ek clear idea dega ke kitna profit expect kiya ja sakta hai.
      12. Common Mistakes


      Traders aksar inverted hammer ko samajhne mein ghalatiyan karte hain. Ye zaroori hai ke sirf pattern dekhne se na bacha jaye, balki confirmation aur volume par bhi tawajjo di jaye.
      13. Inverted Hammer Aur Other Patterns


      Inverted hammer ko doosre candlestick patterns ke sath mila kar dekhna bhi faydemand hota hai. Jaise ki morning star ya engulfing patterns, ye sab mil kar traders ko zyada behtar signals dete hain.
      14. Nishkarsh


      Inverted hammer candlestick ek ahem tool hai jo traders ko bullish reversal ki pehchan mein madad karta hai. Lekin is pattern ka sahi istemal sirf tabhi mumkin hai jab traders confirmation aur volume ko bhi madde nazar rakhein. Is tarah, wo apne trading decisions ko behtar bana sakte hain aur market ke unpredictable nature ka samna kar sakte hain.



      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Inverted Hammer Candlestick Pattern

        Inverted hammer ek important bullish reversal candlestick pattern hey jo price downtrend ke end me banta hey. Is pattern ka signal yeh hota hey ke market me sellers ke control kafi kamzor ho gaya hey, aur buyers ka pressure badh raha hey, jo ek potential trend reversal ka indication hota hey.

        Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	12
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	13185912
        Structure of Inverted Hammer

        Inverted hammer ka candlestick shape distinct hota hey, aur iski kuch key characteristics hoty hein:
        • Small Real Body: Candlestick ka body chhota hota hey, jo closing aur opening prices ke as pas hota hey. Yeh show karta hey ke buyers aur sellers ke beech ek tussle chal rahi thi.
        • Long Upper Shadow: Candlestick ke upper side par ek lambi shadow hoti hey, jo batata hey ke price din ke dauran upar gaya tha, lekin sellers ne us price ko phir se neechy le aya.
        • Little or No Lower Shadow: Is candlestick ke neechy koi ya bohot chhoti shadow hoti hey, jo show karti hey ke price neechy zyada nahi gaya.
        • Downtrend Context: Yeh pattern typically tab form hota hey jab market downtrend me hoti hey aur ek reversal signal dene wali ho.
        Psychology Behind the Pattern
        Inverted hammer ek aisa pattern hey jo market ki psychology ko reflect karta hey:
        1. Opening: Price downtrend me chal rahi hoti hey aur market me selling pressure hota hey.
        2. Intraday Movement: Jab market khulti hey, price neechy hi rehta hey lekin buyers aggressively price ko push karty hein aur price din ke dauran kafi high tak jata hey. Yeh upper shadow ke through represent hota hey.
        3. Closing: End of the session tak, price phir se neechy ati hey, lekin still, market ka closing price opening price ke as pas ya thoda upar hota hey. Yeh show karta hey ke buyers ka pressure zyada tha, lekin sellers ne price ko neechy lane ki koshish ki.
        Yeh buyers ka strength show karta hey, lekin reversal ka confirmation tab hota hey jab agle din ek bullish candle form ho.
        Key Points to Identify Inverted Hammer
        1. Downtrend Market: Pattern tab hi significant hota hey jab market downtrend me ho.
        2. Long Upper Shadow: Shadow body se almost do guni hoti hey.
        3. Small Real Body: Body ka size chhota hota hey aur shadow lambi hoti hey.
        4. Little to No Lower Shadow: Lower shadow ya toh nahi hoti ya bohot chhoti hoti hey.
        Trading Strategy with Inverted Hammer
        Inverted hammer se reversal ka indication milta hey, lekin apko trade karny se pehle kuch confirmation signals ka intezar karna padta hey:
        1. Confirmation Candle
        Ek bullish confirmation candle ka intezar karna zaroori hey jo inverted hammer ke bad banti hey. Confirmation candle ka close previous candle ke close se upar hona chahiye.
        2. Volume Analysis
        Inverted hammer ke sath agar volume zyada hoti hey, toh iska matlab hey ke reversal ka chance zyada hey.
        3. Support Level
        Agar inverted hammer kisi important support level ke as pas ban raha hey, toh reversal ka signal zyada strong hota hey.
        4. Stop Loss
        Stop-loss hammer ki low ke neechy place karna chahiye take risk control kiya ja sake.
        Example of Inverted Hammer Trading Strategy
        Suppose EUR/USD ka price downtrend me hey aur ek inverted hammer ban gaya near a support level. Ap agle din ki candle ka wait karty hein. Agar bullish candle form hoti hey aur previous candle ke close ke upar close hoti hey, toh ap ek buy position le sakty hein. Apka stop-loss hammer ki low ke neechy rahega.

        اب آن لائن

        Working...
        X