Fibonacci indicator kiya hai aur kesay istamal kiya jata hai:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonacci indicator kiya hai aur kesay istamal kiya jata hai:
    Introduction:Assalamualaikum dear forex members umeed h app sbb thkk hoongy r apka trading week acha jara hoga.Aj ki post m hmm Fibonacci retracement k bary m study krengy r trading k benefits dykhn gy.
    Fibonacci indicator kiya hai?
    Dear members fibonacci aik behtreen technical indicator ha jo k market main hamen possible support or resistance k bary main batat ha.
    ye hamen market main retracement or reversal k bary main malomaat deta ha.
    aksr jb market aik trend main hoti ha or thora bhht pechy hatti ha to hum
    esy trend reversal smjh k trade lety
    agr hum fibonacci ko use karen to hum estrha k loss se bach skty hain.


    Fibonacci indicator kesay use karen?
    Dear members agr fibonacci ko market k high or low py lagay jay to ye hamen different horizontal lines ki shakal main support or resistance show karta ha jski different values hoti hain.
    Jesa k 23.6% , 38.2% , 61.8% and 78.6% jb k aik 50% ka level bhi use kia jata ha.

    Market retracement:
    Dear members agr hum fibonacci ko ise karen to hum
    maloom kar skty hain k market ki movement kahan tk retrace kr skti ha or kahan se trend reversal ho ga.
    jesa k agr market fibonacci k level 50% ya 61.8% tk ati to ha to esy retracement hi consider

    Market reversal:
    Dear members reversal ka matlb hota ha jb market apna trend change kar lyti ha jesa k uptrend se downtrend main aa jati ha.
    fibonacci hamen market main reversal k bary main bhi information dyta ha .jes k agr market 61.8% ko bhi cross kr jy to market main trend reversal expect kia jata ha.
    Es k bad market ka trend changeMarket reversal:
    Dear members reversal ka matlb hota ha jb market apna trend change kar lyti ha jesa k uptrend se downtrend main aa jati ha.
    fibonacci hamen market main reversal k bary main bhi information dyta ha .jes k agr market 61.8% ko bhi cross kr jy to market main trend reversal expect kia jata ha.
    Es k bad market ka trend change

    Fibonacci ka faidy:
    Dear members fibonacci aik behtreen useful tool
    ha es ko use karny se hum apnu losses ko km or profit lo ziada lar skty hain q k jb market kisi trend main move karti ha to market seedha opr ya nechy ni jati.
    bl k market thori bhht retracement le k apny trend ko continue karti ha jb k hum es retracement ko reversal smjh k trade lety or hmara loss ho jata ha.
    fibomacci hamen in chezon se bachata ha or reversal or retracement ka frq btata ha.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fibonacci indicator kiya hai aur kesay istamal kiya jata hai:

    Commodity Channel Index ( CCI ) aik muqarara period ke douran average price ki satah ke muqaabla mein mojooda qeemat ki satah ki pemaiesh karta hai. jab qeematein un ki average se kahin ziyada hoti hain to CCI nisbatan ziyada hota hai. jab qeematein un ki average se kahin kam hoti hain to CCI nisbatan kam hota hai. is tareeqa ko istemaal karte hue, CCI ko overbought aur oversold levels ki shanakht ke liye istemaal kya ja sakta hai .


    CCI Inidactor kaisay kaam karta hai ?
    jab CCI + 100 se oopar jata hai, to aik naya, mazboot up trained shuru hota hai, jo aik khareed ka ishara deta hai. CCI ki taraf se ishara kardah signals ki tasdeeq ke liye rujhan saazi ke isharay ya deegar takneeki tajzia ke tareeqay istemaal karen .jab CCI −100 se neechay chala jata hai, to aik naya, mazboot neechay ka rujhan shuru hota hai, jo farokht ka ishara deta hai. −100 se oopar barhatay hue CCI par position ko close karen. cci ki taraf se ishara kardah signals ki tasdeeq ke liye rujhan saazi ke isharay ya deegar takneeki tajzia ke tareeqay istemaal karen .+ 100 se oopar ki ovebought levels aur -100 se neechay oversold levels talaash karen. security ke utaar charhao ke lehaaz se un si si aayi ki sthon ko adjust kya ja sakta hai. misaal ke tor par, ziyada ghair mustahkam security ke liye aap + 200 aur -200 istemaal kar satke hain


    Note :
    yani koi oopar ya neechay ki had nahi hai.
    CCI aik unbound oscillator hai,yeh ziyada kharidi hui ya ziyada farokht shuda haalat ki tashreeh ko mozooi banata hai. jab CCI zaroorat se ziyada khareeda jata hai to security mazeed barh sakti hai. jab si si aayi ko ziyada farokht kya jata hai to security bhi kam jari reh sakti hai. zaroorat se ziyada khareeday gaye ya ziyada farokht honay walay halaat ko parhnay ki koshish karte waqt izafi isharay ya qeemat ke tajziye ke sath mil kar CCI ka istemaal karen .agar bunyadi qeematein new ziyada ya kam karti hain jis ki tasdeeq CCI se nahi hoti hai,
    Like tu banta hay ik🙏

    اب آن لائن

    Working...
    X