Forex Trading Market ma Currency Pairs ki three types aor unki Details
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Market ma Currency Pairs ki three types aor unki Details
    Currency Pairs

    Asalamoalikum dosto umeed krta hun ap sub khaireyat sy hon gay. Forex trading market ma two currency mil ky aik pair bnati hai is ko trade krny ky leay base aor term currency ky bary ma apko information hona zarori hai ta ky aoko pta chly ky kon sy currency base hai aor konsi term currency hai kis currency ky strong hony sy hamen bullish tradeleni chye aor bearish trade kub open krni chye.

    Types of Currency Pairs in Forex Trading Market

    Forex trading market ma hum jub kisi bhi currency pair py trading krty hain to hum at a time do currency ky sath deal kr rahy hoty hain. Misal ky tor py jub hum EURUSD py trade lgaty hain to hum us waqat aik ko sell aor dosry ko buy kr rahy hoty hain. Is trah forex trading market ma currency pairs ko three major types hain. Major, Minor, and ExoticAttachment 36011

    Major Currency Pairs


    Major currency pairs who hoty hain jin py frequently trading ki jati ho aisy pairs jesy ky USA currency aor European Currency Major aor strong currencies hain. keun kuy in ki massive liquidity hoti hai. ap in py virtually trade kr sakty ho. in ka speread kam hota hai aor yeh baki currency ky muqably ma zeyda stable hoti hain in ka technical and fundamental analysis krna bhi bahot easy hota hai.
    EUR/USD, AUD/USD, USD/JPY, USD/CHF, USD/CAD, AUD/USD, GBP/USD, aor NZD/USD yeh major pairs hain aor in py trading bahot he asan hai sath ma in py spread fix aor 3pip hai insta forex broker py. Doller world ki leading currency hai aor 88% trade ki jati hai is py.

    Click image for larger version

Name:	forex-currency-pairs.jpg
Views:	7
Size:	29.5 کلوبائٹ
ID:	12560406


    Minor Currency Pairs

    Jo currency pairs US Dollar ky sath include nhi hoty unko minor currency pairs kaha jata hai. in ko cross currency pairs bhi kaha jata hai. Mostly minor pairs eur, yen, aor british pound currency kay sath trade hoty hain.
    EUR/GBP, EUR/AUD, GBP/JPY, CHF/JPY, NZD/JPY, GBP/CAD yeh pairs dollar ky sath nhi hain is leay inko minor currency pair kaha jata hai.


    Exotic Currency Pairs


    Aik exotic currency pair aik major currency aor aik developing currency ky pair ko kaha jata hai. jesa ky Brazil aor South Africa ki currency USD ky sath trade ho to wo exotic pair ho ga. Exotic pairs apko asani sy market ma trading ky leay nhi milty hain keun ky bahot he kam trader is py trading krty hain.
    EUR/TRY, USD/HKD, JPY/SGD, GBP/ZAR, AUD/MXN yeh sub exotic pairs hain. trading ky leay perfect trading pair ko choose krna he apky trading experience ko show krta hai. agr apko market ma technical aor fundamental analysis krna ata hai to apko in pairs py trade open kr ky opportunity sy faida uthana chye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading Market ma Currency Pairs ki three types aor unki Details

    I hope ab theek honge aur Market mein achcha kam kar rahe honge jaisa ki ham log jante Hain ki market mein hamen achcha kam karne ke liye Sahi mehnat ki jarurat Hoti hai hamare pass is business ka jitna achcha knowledge Hoga ham utani hi aasani se kamyab ho sakte hain Jo log ismein achcha kam karte hain vahi log kamyab hote hain aur jo log is business ko time nahin dete vah kamyab bhi nahin ho sakte jaisa ki aapko pata hai ke kamyabi hamesha hamen acche work ke Sath milati hai daily hamen isko time Dena hota hai daily market mein hamen demo account mein practis Karni Hoti hai hamari trading bahut hi acchi ho sakti hai hamen ismein technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana important hai bahut hi aasani se Ham kamyab ho sakte hain


    What is the three types currency pair

    Doston main aapko batana Chahta Hoon ke forex market mein kam karne ke liye hamen Forex ka knowledge hona lajmi hai kyunki aapko pata hai ki ismein hamare pass knowledge Hoga to hamen kamyabi milegi jab Ham market mein kam karte Hain to Ham eik time do currency mein kam kar rahe hote Hain hamen ismein market ki condition ko samajh ke kam karna hota hai Forex ke bare mein hamen knowledge lekar kam karna hota hai ismein hamen candle stick ko dekhna hota hai ki Ham ismein kis Tarah kam kar sakte hain hamen ismein daily technical analysis aur fundamental anal se isko follow karke kam karte rahana important hai bahut hi aasani se Ham kamyab ho sakte hain kamyabi hamesha hamen acche work se milati hai .

    Click image for larger version

Name:	images (12).png
Views:	7
Size:	19.9 کلوبائٹ
ID:	12424476

    Trading Explanation

    Trading karne ke liye hamen pahle market ko samajhna hota hai ki Ham market mein kis Tarah kam kar sakte hain aur uske bad Ham is mein trading karenge to hamen kamyabi milegi Jo log ismein achcha kam karte hain vahi log kamyab bhi ho sakte hain jaisa ki aapko pata hai ki kamyabi hamen without knowledge ke Nahin milati hai knowledge lenge to kamyabi milegi ismein knowledge hamesha sabse jyada demo account mein milta hai kyunki usmein Ham practically work karte Hain jisse hamen kamyabi milati hai aur hamen trading ke bare mein experience milta hai daily Ham use mein kam karenge to hamen experience achcha milega aur Market mein kam karne mein aasani Hogi aur ham aasani se kamyabi ho sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	4
Size:	40.7 کلوبائٹ
ID:	12424477

    Sabse important hota hai ki Ham ismein knowledge len knowledge hamen ismein Apne senior se bhi mil sakta hai agar Ham unse contact Karke Forex ka knowledge len aur aapas mein milkar kam Karen to Ham trading ke expert Ban sakte hain successful banne ke liye hamen Kafi jyada mehnat Karni Hoti hai Ham ismein ek successful trader Ban sakte hain ismein hamen sabaron tamal ke sath kam karna chahie aasani se kamyab ho sakte hain
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X