AOA
INTRODUCTION
Friends kya haal hai main ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe khush rahe aur mahfuj Rahe Hain aaj jis topic ko Ham discuss karenge vah hai bullish kicker pattern jab trading chart per banta hai to use waqt hamen kis Tarah trading Karni chahie Taki jyada se jyada profit hasil kar sake isko read karenge aur understand karne ki koshish karenge
DEFINITION OF KICKER CANDLESTICK PATTERN
A kicker bullish pattern is a two bar candlestick pattern that predicts a change in the direction of an assist by price trend this pattern is characterized by a sharp reversal in price over the span of two candistick trader used to determine which group of market participant is in control of the direction
IDENTIFICATION OF KICKAR CANDLESTICK PATTERN
1 Yah pattern to candle security se milkar banta hai agar aap isko samajhna chahte Hain To aapko donon candlestick ko individually focus karna hoga
2 Iski first candlestick ek brush candle hoti hai jo ki ek strong down trent ya consol idation per banti hai
3 Iski second candle stick ek bulish candle hoti hai jo first candle ke close se Kafi upar open hoti hai aur first candle ke close aur second candle ke open mein Kafi distance hota Hai
Jab yah pattern aapko strong down trend ke bad ya consolidation ke bad Mile To iski accuracy aur jyada Hoti Hai yah aapko ek bahut acchi buying opportunity provide karta Hai yah ek bahut strong trend reversal pattern Hai yah market ki sentiments ke bare mein batata hai
BULLISH SIGNAL PROVIDER
Bullish kiska candlestick ek bahut strong signal hota hai aur yah aapko down trend ya consodilation ke bad milta Hai
NOTE
Agar aapko down trend ke bad bullish kicker candlestick pattern Mil jata Hai To aapko ek acchi buying opportunity milati Hai hamesha trade start karne se pahle ek aur confirmation important leni chahie forex trading mein kamyabi ke liye risk management aur rick to reward ratio ko jarur follow karna chahie

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим