Assalamu alaikum dear for friends sumit Karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge aur fork trading business mein achi working quality ki vajah se achcha profit hasil kar rahe honge dear jab hum is business mein kaam karte hain to hamen forex market mein Apne kam ko daily basis per complete karna hota hai kyunki jab tak hamara kam acche tarike se pura Nahin Hoga Ham kabhi bhi successful Nahin ho sakenge isiliye aapko chahie ki aap market mein different important analysis perform karne ke bad aur acche tarike se market ko samajhne ke bad usmein entry Leta bhi aapko achcha profit milega dear friends aaj main aapse bahut hi important information share karungi jo ki different time frame se related hai.
Japanese Candlestick Pattern:
Dear friends candlestick pattern ka istemal sabse pahle Japan mein Shuru hua tha ISI vajah se isko Japanese candlestick pattern kaha jata hai jab aap fork trading mein kisi commodity ki price ko Kisi khas time interval ke liye candle ka istemal karte Hain to Jo chart aapko najar aata hai usko candlestick pattern kaha jata hai candlestick ka chart line bar chart se different hota hai kyunki bar chart mein sirf pair ki price value hota hai jab cake and stick mein har ek time frame internal ke liye ek alag candle banti hai aapke liye candlestick pattern ko samajhna bahut aasan hota hai.
Candlesticks Timeframe:
Dear friend candlestick chart pattern se agar hum dekhe to hamen no kism ke time frame milte Hain Jo hamare matter trader platform per hamen available hote hain yah time frame darja zail Hain.
One minute Timeframe:
Dear friend 1 minute time frame ko in short M1 se zahir Kiya jata hai jo sirf ek minute ki candle take ko show karta hai aur one minute complete hone ke bad pichhali candle close ho jaati hai aur next candle banna start ho jaati hai.
Five minute Timeframe:
Dear 5 minute time frame ko MT4 main shortly M5 se zahir Kiya jata hai yah bhi 5 minut ke chart pattern ko show karti hai 5 minut complete hone ke bad pichhle candle clause ho jaati hai aur iski nai candle banna Shuru ho jaati hai.
15 minute time frame:
Dear friends 15 minute ke time frame ko bhi hum shortly m 15 se zahir karte Hain aur yah bhi hamen 15 minut ke time ke duration tak ki candle dikhati hai aur uske bad pichhali candle close ho jaati hai aur next candle banana Shuru ho jaati hai.
30 minutes time frame:
Dear 30 minutes time frame ko shortly hum M30 se indicate karte Hain Jo ki 30 minut ke duration per mustamil hota hai yah bhi baki sab ki Tarah 30 minut ke bad Nahin candle banata hai.
One hour Timeframe:
One hour time frame ko H1 se zahir Kiya jata hai yah bhi forex trading mein short term trading ke liye sabse jyada istemal hone wala hai candlestick ek ghanta mokaml hone ke bad next candle banna start hoti hai. Dear friends upar diye jaane wale tamam time frames ko short term trading ke liye istemal Kiya jata hai.
Four Hour Timeframe:
For our time frame MT4 mein H4 se zahir Kiya jata hai aur iska shumar long term trading ke liye jyada hota hai is time frame per long term ke liye analysis kiye jaate Hain.
One day Timeframe:
Forex trading name one day time frame ko D1 se sign Kiya jata hai aur is per bhi long term trading hoti hai yah time interval Ek din ki duration per hota hai aur uske bad agale din nai candle banana Shuru hoti hai.
One week Timeframe:
Dear one week time frame ko w1 se zahir Kiya jata hai aur iski duration 1 week yani 7 days per muzamil hota hai is time prem ko long term trading analysis ke liye use Kiya jata hai.
One month Timeframe:
Sabse aakhri aur sabse bada time frame 1 month ka hota hai aur isko MN se zahir Kiya jata hai Is per analysis karna tamam traders ke liye bahut difficult hota hai 1 month ki duration per complete hone per next manth mein Hi agali candlestick dekhne ko milati hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим