learning with earning is not a tough thing any more !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    hahaha ur question is very much nioce and good ye donon hi ahmen role play krte hen learning b and earning b so life is fun enoy as much asu can and most imp is forem ko b enjoy kro
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      hye dear brother aur kehnaa chaahunga ke leaning is better than earning aur ye donon sab se mushkil kaam hain yahaan par eslye ke learning etni asaan nahin hota hain aur jo log short cut pakar ke learning ko mazaq samajh kar karte hain tho wo log kabhi bhi losses se bach nahin sakthey hain aur wese hi earning bhi itnee asaan nahin hain
      • #138 Collapse

        ji han student k lye study k sath earning krna mushkil hai q k wo study ko zayada time daita hai isilye agr wo yahan job karai to itna mushkil ni hai q k kam time dai kar bhi achi earning kr sakta hai aur yahan forex me learning with earning ka matlb hai k ap learning agr krtay rahain roz to phr koi mushkil ni hoti earning krnay me......
        • #139 Collapse

          forex asa online business hai jaha students easily study k sth earning kr skty hai ..likn hr waqt trading ko time daina easy ni hai kiu k trading mai hr waqt halat badalty rhty hai
          • #140 Collapse

            her cheez ka ek tareeka hota hai agr aap us tareekay k mutabik kaam kartay hain to aap ko yaha pay kamyabi k chances hotay hain other wise aap ko yaha pay kammilna mushkil ho jata hai.
            • #141 Collapse

              forex may knowledge aor experience ke bot ehmeyat hy ham forex may confidence aor proper guide line sy kam kr ky achi earning kr skty hyn.forex aik behtreen karobar hy aor hmy es may tb he faida hta hy jb ham forex may proper knowledge ky sat kam kryn.
              • #142 Collapse

                yes dear you are right ek students ke liye study ke sath sath earn karna kafi tough hota hai lekin forex ne ye masla bi solve kar diya hai kyu ke hum forex me apne study free time trading kar ke online ghar bethe earning kar sakte hai jis se humari study disturb nai hoti hai
                • #143 Collapse

                  Yes forex students k lie best business hai jahan se wo bht achi earning bhi kar sakty hyn and apny dreams ko fulfill kar sakty hyn and apni studies pe focus bhi kar sakty hyn so forex is best place for all the students.
                  • #144 Collapse

                    g haan study k saath saath job krna bohat mushikl kaam he ais main baaz dafa study bhi ignore ho jati he aur health bhi effect hoti he lakin forex ne yeh problem solve kr de he ais main student kam time main job kr k earning bhi kr sakte hain aur apni study bhi aur apne relax k liy time bhi nikal sakte hain.
                    • #145 Collapse

                      bhai bilkul ma agree karta hun q k aj se pehly maine aisa platform nahi dekha jesa k forex hamen faraham karta ha jis ma hum earning k sath sath aisi learning karty hain jo hamen studies business or job ma bhi help karti ha....
                      • #146 Collapse

                        dea rbilkul sai kaha ye ab itni mushkil nia ha ap forex ma ase kar sakty ha ap siko b sath ma bones se kamao b and profit hasil karo ye sub se achi chezz ha
                         
                        • #147 Collapse

                          har kaam k liay aap ki learning lazmi ho taakay aap k samnay koi bhe masla kal ko hojayae to aap usse bahar asako is liay earning k liay bhe learning lazmi hai jissay aapki knowledge m izafa hoga aur aapkay paas skill ayenge
                          • #148 Collapse

                            jee i am totally agree with u forex aik aisa platform hy jaha hm learning or earning ko sth sth le kar chl skty hain yaha per kam kar k hum isko study kar skty hain guide ho skty hain or sth sth yaha per kam k through earning kr skty hn
                            • #149 Collapse

                              boht sa students apni studies k sath sath money bhe earn karna chaty hn. kyn k wo ya to apni fees ko afford nhe kar sakhty hn. ya pher apni family ko bhe support karna hota ha apni studies k sath sath. jis ki wjaa sa unki studies bhe mutasir hoti the. but forex business ki waja sa ab students openly or sakoon k yhn par working kar skahty hn or money earn kar sakhty hn.
                              :cool::cool::cool:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                my dear friend aap sahi kehte hai ke agar hum forex me trading karte hai to hame yaha par earning ke sath sath learning bee hota hai . agar hame yaha par lost hojaye to hame os mistake ko zehan me rakna chahiye aur dobara wo mistake nahi duhrana chahiye .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X