Aslam o alaikum members. Aj mein ap sab k sath aik boht important topic share karun gi. Yeh topic aik aisi candlestick k bary mein hein jo bilkul he different hai baki candles ki nisbat. Aj mein ap sab ko three stars in south k bary mein btaun gi.
* What is Three Star in south ?
Dear members three star in south candlestick pattern aik bearish trend reversal deny wala pattern hai. Yeh aik clearly downtrend k baad yeh pattern amal mein ata hai. Three star in south candlestick pattern ki tashkeel three bearish or black candle par mushtamil hai.
Yeh price chart ki top prices par bany wali three black crow candles sey mushabehat rakhta hai. Is pattern ki tashkhel mein pehli candle aik long bearish candlestick hoti hai. Is k upper and lower side par shadow boht kam banta hai. Is pattern ki baqi two candles means second and third bhi bearish candle hoti hai. Second and third ki real body first candle k muqably mein kam hoti hai. Second candle ki upper side par shadow boht long hota hai.
*Formation of candles :
Dear members is pattern k bottom mein zada selling k baad market mein bullish trend reversal ka signal deti hai. Yeh three bearish candles par mushtamil hota hai. Yeh pattern bearish candles k bawajud bearish trend confirmation k muqably mein prices ko uptrend ka rasta deti hai. Three star in south candlestick pattern mein forst candle bearish trend ki alamat hoti hai. Second and third candle market mein bears ki kamzori show karti hai.
Yeh market mein dilchapsi lena kam show karti hai. Is pattern ki teeno candles ka bearish hony ki waja sey confirmation candle ka hona zaruri hai. Yeh real body mein bullish honi chaiye and akhri bearish candle k top par close honi chaiye. Bearish candle banny sey yeh pattern invalid tasawur hota hai. Jab k trend ki confirmation indicators sey bhi ki ja sakti hai.
* Explanation :
Dear members is pattern ki first candle aik bearish candle hoti hai. Yeh real body mein aik strong candle banti hai. Yeh candle prices k downtrend k tasalsul ki nishani hoti hai. Is pattern ki first candle without upper and lower shadow wali hoti hai.
Is pattern ki second candle bhi same first candle ki tarah bearish candle hoti hai. Yeh candle first candle ki real body or us k close price k baad open hoti hai. Yeh lower par close hoti hai. Is candle ki body first candle ki nisbat kam hoti hai. Jab k iski lower side aik long shadow hota hai.
Is pattern ki third candle bhi same first two candles ki tarah bearish candle hoti hai. Yeh second candle ki real body ya us k closing par open ho k lower par close hoti hai. Yeh candle zada tar first two candle sey kam body mein hoti hai. Yeh aik small bearish marubozu candle hoti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим