Dear friends trading market mein teen tarah Kay trend hote hain jin main
Shamil hean, dear friends trading karte waqt aap ko har aik trend kay mutabik trading Karni hoti hai kyn kay agar aap Trend ke against trading Karenge to woh aap ko kafi nuksan pahuncha sakti hai Jis say aap ka account bhi wash ho sakta hai abhi ham baat karenge market kay sideways trend ke bare mein.
What is Sideways trend of Market.
Dear friends trading main yah situation use Waqt create hoti hai jub market aik limit price ky andar movement karti renting hai matlab yea kay support and resistance level mai qaid ho jati hai jis ko break karna mushkil ho jata hai aur friends Sideway movement ko some time sideway drift b kaha jata hai. Ye sideway movement pair ya commodity ki us price ko show karti hai jo kuch dair k lae ik limit ma set ho jati hai aur Sideway movement ko some time sideway drift b kaha jata hai.
Trading at sideways Movement of Market.
Dear friends agar aap market ki sideways moment per safe trading karna chahte hain to sabse pahle aap ko down trend aur up trend jo ke previous close ya open huye thay un ki price ke bare mein technical analysis karne hon gay ta kay aap ko idea ho sake ke sideways situation ke baad market kis taraf jaane ka zyada rujhan rakhti hai is kay liye aap ko news per bhi focus karna chahie Kyun kay Aksar aukaat market Mein Koi Aisi news aa Jaati hai kay Jiski wajah se koi bhi commodity ya currency pair achanak say bahut hi down trend mein Chala Jata hai Ya up trend mein chala jata hai aur uski sideways situation break out ho Jaati Hai aisi situation mein aap ko chahie ke Jis Taraf ki aap trade Laga rahe hain uske opposite aap apna stop loss lazmi fix kar den Taki aap ko loss na ho Kyunki sideways trend per trading karna 50-50 ka chance Hota Hai jo aap ke fever mein bhi ho sakta hai aur against bhi ho sakta hai.
- Down Trend.
- Up Trend.
- Sideways Trend

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим