AOA
INTRODUCTION
Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe khush rahe aur mahfooz rahen aaj jis topic ko Ham read karenge vah Hai monitor policy trading market mein kya effect hota Hai aur monitory policy Kisi bhi mulk ki hoti hai usse use mulk ke loan per kya asar hota Hai isko Ham understand karne ki koshish karenge Taki jab Ham analysis Karen apni trade open karne ke liye to isko bhi Ham najar mein rakhen
DEFINITION OF MONETARY POLICY
Monotri policy ek aisa tool Hai jise use karte hue Kisi bhi mulk ka State Bank inflation ko control karta Hai is tool ko use karne ke liye vah interest rate ko change karte hain is process ko monetary policy kahate Hain
INFLECTION CONTROL WITH MONOTRI POLICY
Monotri policy State Bank ka ek bahut important tool hai government inflation ko control karne ke liye different loan scheme per interest rate ko increase kar deti hai agar country mein inflation rate jyada ho to State Bank interest rate mein increase kar deta hai jiska fayda yah hota hai ki log expences karne ki bajaye maximum security purchase kar lete hain es yeah demand decrease hoti hai aur supply increase ho jaati Hai aur price decrease hona Shuru ho jaati Hai Is Tarah maximum wealth Bank ke pass a jata Hai kyunki Bank aapko jyada profit dete Hain isliye log stocks aur investments nikal lete hain jiski vajah se stock ki prices mein kami ho jaati Hai
HOW TO MONETARY POLICY EFFECTS
Forex trading market ko monetary policy bahut jyada effect Karti Hai monotry policy change hone se economic factors affect hote hain goods aur commodities ki demand and supply chain change Hoti Hai jab State Bank interest rate increase karta hai to market mein Main Mony circulation decrease ho jaati Hai industry ke liye loan Lena mushkil ho jata Hai jiski vajah se interest liye growth show ho jaati Hai aap jab bhi trade karne lage to aapko monetary policy ko jarur study karna chahie

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим