Introduction
Dosto forex main use hone wale bohat se candlestick patterns hay magar kuch pattern ko market ke hawale se kafi ziad ahmiyat hasil hay jaisa ke Standerd doji jis ke bare main hum aaj ke apne is topic main detailed discuss karne wale hain to ayye aaj ke topic ka bazabta aghaz karte hain aur doji ke har us point par roshni dalainge jo forex ke hawale se traders ke liye mufeed ho
What Is Standerd Doji Candlestick Pattern ?
Standerd Doji aik trend reversal candlestick pattern ha or ye bullish trend k end main strong resistance level py banti ha es ke bad market main trend reversalmana jata ha or market main qeemtain km hoti hain jski wjaa se achi sell ki entry milti ha ye candle stick market main selling pressure ko zhr karti ha
Identification
bullish trend ke end main aik aisi candle banti ha js ke uper aik lambi wick ya shadow hota ha jo k selling pressure zhr karta ha or es k nechy aik lambi shadow hoti ha candle ke body nahe hot yah bilkul mamoli se hote hay es candle ko Standerd Doji kaha jata ha
How To Trade With Standerd Doji
Market main entry lane se phale confirmation zrori ha or wo ye ke es ke bad aik bearish candle es ke low ke nechy close ho tab hum es main sell ki entry lety hain
For Secure Trading
stop loss doji candlestick ke high se opr hota ha jb ke take profit next support tk hota ha stop loss ka istamal hamasha market ke achanak situation change hone par aap ke trading account ko bare loss se bachata hay is liye is ko aik profational trader hamasha use karta hay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим