What is planning ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    bhai ajn planning karna forex trading karany kay lye bhut ziyada zaroori hai......aur plan banaty awqt is cheez ka bhut dehan rakhna chahye kay humain kis waqt kya karna hai.....warna hamaray plan ka koi faida nai hoga....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      planing ye hy k ap jub hi trade me koi qadam uthanay lago to pehlay dekhoapka faislakesa hy apki farz karo ap lot laga rahay ho to dekho ye ayada large to nhi apkay experience k mutabiq hy apsay put of control to nhi aur ye k ap sochtay aur jayza lyatty ho kmarket k hallat kesay hen aur iskay humari trade per kya asraaat parhen gay to jo munasib hota hy ap wo faisla kartay ho
      • #273 Collapse

        Planning means tareqa e kar jesay kay aap koi b kisi b kism ka kaam start karty ho tou us kaam kay liye aap ko uss kaam ki planning karna parti hai bilkul asi traha Forex ko b start karnay say pehlay aap ko Forex Trading ki planning kay bary main pora pora pata hona chaye.
        • #274 Collapse

          Dear brother forex ki hoti hai analysis hotay hai THE us k sath sath ap ko fundamental analysis karna partay hai brother tu ja kar ap is usually will probably success ho gay brother agar will be ko planing kehay yeh sub kuch complet kar k hi ap can be will probably enter howay karo tu successs hogay brohter insallah
          • #275 Collapse

            kis bhi chiz ki planing matlub ap ni har mumkin koshish karna k jis kam ki planing kar rhe hen us mai kam kam nuqsan r zyada se zyada faida uthain agr planing ka aim ye na ho to wo use less he jb bhi plan banin to do plan banai alag alag halat ko madde nazar rakh te howe
            • #276 Collapse

              hamain forex business ma har kaam planning k sath karna chaye. or plannings ma hamain ya karna hota ha k hamain market ka analysis kis tarhn karna ha. apnay capital k mutabik money management or risk analysis karna ha. ya sub chezain boht importance rahkti han. or hamain in ko apni trading ma must use karna chaye.
              • #277 Collapse

                friends mara to app sa ya kahna ha ka asi planning ki jay ka jis ma loss kam sa kam or profit zaida sa zaida ho is ka liya app ka pass knowledge ka hona zarori ha taka loss na ho
                • #278 Collapse

                  planing actually apki apni strategy aur analyses hain jisay ap different bato ko mind me rakh kr khud manage aur arrange krtay hain means jin bato se loss hota hai us ka bhi khayal krtay hain aur deceipline k sath apni planing krtay hain k hamain kitna risk laina hai kya strategy hogi hamari kb market par nazar rakhain gay aur kb kya krna hai is tarah jb ap pehlay se planing kr laitay hain to jb time ata hai performance ka to mushkil ni is tarah ap success hojatay hain
                  • #279 Collapse

                    assalmu alaikum dekhein planning kar ke trading karnein ka matlab ye hain kai aap pehle market ko achi tarha analyze karein or phir us hi ka hisaab se money management kariein or invest karte waqt risk factor ko gor se dekhlein or us hi ke hissab se invest karein,takein achi trading kar ke acha trader bana ja sakein
                    • #280 Collapse

                      Planning ye hai k jab ap ne koi kam start karna hai to us kam ki complete knowledge lain laikan step by step ye nhi k trade start kar dayn aur order type karne ka pata nhi,har kam ko sahi tareeke se sahi wakat par sahi jaga karna planning hai. forex me wo hi insan sucessfull ho sakta hai jo forex me trading planning ke sat karta hai to meri sub se ye request hai ke jo bhi log trading kare to pir wo planning se trading kare or pir agar ap trading esi tarha se kare ge to pir apko is me kabhi bhi loss nai hoga
                      • #281 Collapse

                        Basically planning yeh hoti hai k jab hum koi kaam karne se pehle uski tayari karte hain k yeh kaam humein kab aur kaise karna hai bilkul is hi tarah trading mien planning karna bhi aisa hi hai k trades open karne se pehle pori tayari kar lena and sochna k kitni invest karni hai, kis time pe invest krni hai etc yehi hoti hai planning.
                        • #282 Collapse

                          Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main planning ye hoti hay kay aap nay pesa kab aur kahan invest karna hay aur kitna invest karna hay aur kitna profit karna hay is ko planning boltay hain
                          • #283 Collapse

                            forex tradingk liye planning krna bohat ipotant hai means k aap k pass manage achi ho..agr aap businss start krnay say pehle planning kr lo kuch steps bana lo jin ko aap nay follow krna hai tou aap zaroor successful ho gay baki sometimes luck pay bhi depend krta hai esa na ho k agr loss ho jye tou planning achi nhi ki..sometimes luck bhi honi chahye
                            • #284 Collapse

                              planning means hum jo kaam kar rehe hai oski good planning kare k os mai loss na ho or agr ho bhi to kam se kam ho or zada profit ho or kaam kis taraha kiya jae oski terms and conditions ko dekhte hue plan kare ye planning hoti hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                maine yaha aksar suna hai ky planning barke hum successful ho jain gy , khabi loss ni aye ga wagera wagera .. mujhay ye batain k planing actually kis cheez ki hai ?? aur plan bante howe hume kis baat ka khayal rakhna chahiye ?? koi or paling or banao

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X