What is planning ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    plaining hamari aik soch he hoti hia ager ham apni plaining ko jaisay k ham apnay dosray business me b kamyabi k liye apni plaining set kartey hian ahsay he ager ham forex trading me b plaining krey toh ham ko loss ni hota...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bro planning is chez ki k humne apne goal kese achieve karne hai kis trhan investment ko manage karna hai..or loss se kesey khud ko bachana hai or profit ko kesey get krna hai???
      • #63 Collapse

        g dear agar ap kese kam ko karnay say phlay us kam ke planing karain gay to ap is main faida ho ga is liya best hay k ap trading karnay say phlaying karne chahy ta kay ap ko is main loss na ho.
        • #64 Collapse

          Planing ap ka aik idea hota hay jis main ap apna plan banty hain regarding current makrt position what will be your buying and selling strathey
          • #65 Collapse

            good ya to great ho va agr ap ky pas planning ha to very good bhut acha ha sara kam planing sy hota ha agr planning ho to sub sy great ha planning ho to adme kahen bhe mar ni khata
            • #66 Collapse

              my dear main forex par kafi old trade kar raha hoon main jab bhi apna oder market mein take karta hoon poori planning say karta hoon market ko watch karta hoon candel stick aur analysis karta hoon aur fandamental news ko bhi sath touch karta hoon aur Allah ka shukar hai main daily acha profit earning kar leta hoon
              • #67 Collapse

                bhai forex is the best business ha bhai mejhy jaha tk pata ha k forex me successful kasy banty han log bhai mery khyal me to hamy successful banny ky liy hamy planing karni chahy tb he ham successful ban sakty han
                • #68 Collapse

                  Planing me kuchh baten hen 1st ye ke munasib training aur demo account pr bharpoor practice, 2nd ye ke technical aur fundamental analysis ko samajhna, 3rd ye ke shuru me chote chote order lagana, 4th ye ke target fix kr ke kam karna, 5th ye ke apne ap ko lalach se bachana wagera wagera
                  • #69 Collapse

                    meray khayal ma humay ya planing ka sath chalna chahiya ka hum na kis cheez pa trading karni ha ya diside karna hoga agar ap gold pa trading karta hain tu ap dainkhain ka ya cheez kitni up jati ha or kitni down ati ha
                    • #70 Collapse

                      well planings are very important in every field of our life as forex is a world wide business and its not easy to make money here so plannings is must if we want to get profits and avoid losses .......
                      • #71 Collapse

                        Bro planning aik qisam ki aap ki strategy he hai k aap kiss trha se trading karty ho aur aap ka money manegment ka kya tareeqa hai aap kiss trha loss ko handle karty hain in sab cheezon se aap ko acha profit ho sakta hia.
                        • #72 Collapse

                          Planning ko aap alag words may analising bhi kehsaktya ho aap ko market ko achi tarah say study karna cahiya aur trade ko pehlya say he plan karna cahiya
                          • #73 Collapse

                            planing eik trqib hai jo eik insan apne dimagh mein sochta hai or eik mind bnata hai. jaisa k insta forex business trade mein bhi paisa kamane k liye eik plan bnana parta hai k hum pehlay insta forex mein experiance bna lein or phr hum is mein erning krein. yeh planing hai.
                            • #74 Collapse

                              planning forex me zaroori hoti ha ....yaha planning se murad apko market ke analysis ki planning karni ha apne trading me stop loss aur take benefit ka rule apply karna ha apni investment dekhni ha ...apne balance ko manage karna ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                planning is so importance in business simply agr dekha jahy planning mein kisi business ki jaan hoti hai kiun kay with planning hum apne business ko bara nai sakte hai,planning ko business ki communication be keha sakte hai jo apny ap sy karte hai like humy trading mein kis tara kamiyab ho sakte hai low investment par :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X