Introduction
Dosto forex main jahan tak talouk ke trading strategyes ka to un ke ail lambi list hay magar aaj kahamara topic jo hay woh hay4EMA jomukamal janne ke bad uspar amal karke market se acha munafa hasil kiya ja sakta hay to ayye jante hain ke 4EMAko chart main kaise apply kiya jata hay aur is se milne wale signal ko kaise concidor kiya jata hay What Is (4EMA) Indicator
(4EMA) doato jaisa ke name se he zahir hay ke 4 EMA main four exponantal moving everage mukhtlif period ke exponantal moving everage set karke market se strong signal genrate kiya jata hay to ayye dakhte hain ke 4EMA ko chart main kaise apply kiya jata hay aur is ko chart main kis tarah identifiy kiya jata hay aur kin wajohat par signal ko comfirm mana jata hay
Setup Of (4EMA)
•First exponantal moving everage ko eight days period par set kiya jata hay jis ka colour aap blue rakh sakte hain
•2nd exponantal moving everage aap ko thirteen days period par set karna hota hay aur jis ka colour aap green rak sakte hain
•3rd exponantal moving everage ko aap ko chart main twonty one day period par set karna hota hay lis ka colour aap yellow rakh sakte hain
•4th exponantal moving everage ko aap tifty five day period rakhte hain aur colour ko aap red rakh sakte hain
Is ke elava aap ko jo munasib lage us colour ka intakhab aap is strategy main kar sakte hain
Confimation
Jb ye tamam lines sequence me ho ge to ye hme bta rhi ha market up ja skti ha market k ander potential head chng ho skta ha hum ider buying kr skte ha ye sari lines ap pas me consolidate ho ge tab hme ye sell krna hay mtlb k aab buyer interested ha na seller interested ha ab shaid trend chng ho jay
Strong Signal
Jb 55 EMA sb se top pe aye ge mtlb ye ke extreme down trend ha jb sari lines ap pas mile gi to ye hme indicate kre signal dai ga hmne higher tm frame use krna ha
For Secure Trading
Trading ke amal ko secure banane ke liye Stop Loss theory ka istamal bohat ziada ahmyat ka hamail hay kabhe bhe risk reward ratio se tajavez na karain ziada se ziad 2% hona chahye aur zere bahas awamil par sakhte se amal karne ke zarorat hay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим