Dwar friends, forex market main bhot sari types kay candlestick patterns aur indicators hain jo trader ko support aur help faraham karty hain, yeh patterns trader ko na serf trade open karny ma madad daitay hain balky ye bhi bataty hain kay trader nay apni trade ko manage kesy karna hai or take profit or stop loss ko kis point par set karna ha, istarah kay patterns main say aik dumpling top candlestick pattern bhi hota hay
Dumpling top candlestick pattern:
Dumpling top pattern ongoing trend main bearish reversals ko show karta ha, ye us waqt banta ha jb aik small candle rise hoti ha aur series of candle bna kar apni original position ma downward ati hay, yeh pattern fry pan bottom pattern kay inverse hota ha, pattern ki completion us waqt hoti hay jab aik bearish candle dusri candles sa gap down hoti ha, yeh normaly uptrend main banta ha aur pattern ko follow karnay kay liay confirmation candle ki zarurat hoti ha, pattern uptrend main start hota hay phr is main sideways moment chalti hay jo market ma indecisions ko show karta ha aur end par ye trend ki direction ko change kar k usay downtrend bana daita ha,
Identification criteria of dumpling top candlestick pattern:
Dumpling pattern us waqt appear hota hai jab market ki price ma significant increase hota hai aur yeh several bullish candles ki waja say hota hai. Dumpling top reversal pattern hai or ye bearish trend k reversal ko show karta hai. Dumpling patter aik major pattern hai aur ye powerful structure par depend karta hay, pattern ye show karta hai k market ma pehlay buyers ki tadad ziaada thi but ik height par ponch kar buyer market ko mazeed up move karwany kay kabil ni rehtay, aisi situation main sell market main in hotay hain aur market ka control sambhal laity hain.
Confirmation of this pattern:
ye pattern aik rare pattern hota hay jo boht kam daikhnay main ata ha aur is main sideways trend kay baad aur downtrend sa pehlay gap down hota hay, is main buyers control loose kartay nazar atay hain aur sellers control gain kartay dikhtay hain, hmain is tarah k patterns ko identify karnay kay liay apnay knowledge aur learning ko vast karna chaiay, ta kay in candles ko thek tarah samajh sakain aur un k mutabik achi trading strategy bna kar profitable results hasil karain. hmain mehnat kay sath kam karna chaiay ta k candles ki different formations aur un k results ko samajh sakain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим