Explanation of Bearish pole and Chart pattern :
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanation of Bearish pole and Chart pattern :
    Aslam o alaikum dear members. Mein umeed karti hun k tamam members achy sey houn gey and forex par achi learning hasil kar rahy houn gey. Jaisa k ap sab janty hein k forex forum aik real platform hai jahan hum apni trading ko improve kar sakty hein. Aj mein ap sab k sath aik boht he important chart k bary mein apni knowledge share karun gi . Umeed karun gi k ap sab ko yeh pattern achy sey samjh aye ga.


    * What is Bearish Pole ?

    Dear members market place mein bearish pole aur flag chart sample aik bearish trend continuation sample hai. Yeh forex pairs and commodities k rate chart mein lengthy bearish middle mein banta hai. Is sample mein fee thori price consolidate karny mein downwards fall karti hai. Is pattern mein consolidation ko bearish pole and immediately ko flag kehty hein . Yeh pattern boht he useful pattern hai. Mostly traders is pattern k liye big time frame mein apni confirmation ko hasil karty hein. Confirmation k bagher is pattern par kam karna mushkil hota hai.


    * What is Chart Pattern ?

    Forex members foreign exchange marketplace mein buying aur selling mein dealer foreign money pairs and commodities k price motion ko understand karny k liye price chart ko study karna parta hai. Chart mein modification and momentum k change ko accuracy k sath findout karta hai. Forex marketplace mein price chart aur price movement ko tune karny k liye istemal hony wala technical pattern hai. Yeh technical pattern boht zada bharosy k sath apni working ko pura karta hai and result confirmation bilkul exact deta hai. Is pattern ki madad sey hum boht achi trading kar sakty hein market place k doran.


    * Difference between Bearish pole and chart pattern :

    Dear forex members foreign exchange market place mein bearish pole and chart pattern par buying and selling karny k liye zaruri hai k trader is pattern k end hony tak wait kary. Jab price low trend line sey ja k candle k qareeb nechy down jaye tou is ko hum breakout ki confirmation kehty hein. Buying aur selling ko retest karna boht zada zaruri hota hai. Retest karny k baad traders ko sell ki trade active karni chaiye. Is ka stop-loss last k swing par karna chaiye and take-profit ko pole k equal par place karna chaiye. Is pattern ko samjhna itna mushkil nahi hai. Agar hum is ko chart frame mein findout karty hein tou is ki detail hamen clearly samjh ajati hai. Yeh aik boht he useful chart pattern hai and is par mostly sell ki trade lagti hai. Umeed karti hun k ap sab ko mera aj ka topic achy sey samjh aya hoga and umeed karun gi k ap sab members is pattern par zaroor working karo gey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Explanation of Bearish pole and Chart pattern :

    Assalamu alaikum dear friend ummid karta hun aap khairiyat se honge aur Market mein achcha kam kar rahe honge jaisa ki aap log jante Hain ki market mein hamen kam karne ke liye experience jarurat Hoti hai Ham ismein market ke hisab se kam karenge to hamen kamyabi milegi jaisa ki aap log jante Hain ki hamen ismein technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana important hai Ham ismein indicator ko follow karke kam karenge to hamen kamyabi milegi Jo log ismein regular Kam Nahin karte vah kamyabi Nahin ho sakte hamesha ismein hamen kamyabi ke liye mehnat ki jarurat hoti hai jitni jyada Ham ismein mehnat karenge to hamen kamyabi milegi kamyab se hamesha mein acche Fark aur acche experience se milati hai.

    What is the Bearish pole chart pattern?

    Dear forex member agr hum bearish pole chart pattern ki bat krein tu is pattern mn hume pair aur commodition k rate ko samj k kam krna hota ha market mein Ham jitna achcha kam karenge to hamen kamyabi milegi jaisa ki aap log jante Hain ki koi bhi candle stick partner hai jab tak use hamen uske hisab se Kam Nahin karenge to hamen kamyabi Nahin milegi hamen ismein support and resistance level ko check Karke trading Karni hoti hai aur fir market mein kam karna hota hai jaisa ki aap log jante Hain ki ismein Jo log daily work karte hain vahi kamyab hote Hain kyunki market ka experience candles se milta hai candle ko Ham jab daily follow karte Hain to hamen unke bare mein samajh lagti hai aur FIR Ham market mein kam kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	2
Size:	17.6 کلوبائٹ
ID:	12424158

    Trading Explanation

    Market mein trading ke liye hamen experience ki jarurat hoti hai trading mein hamen jaldbaji Nahin Karni hoti hai agar Ham ismein jaldbaji karenge to hamen khud Hi nuksan ka samna karna padega isliye sabse achcha hota hai ki Ham ismein relax mind ke sath kam Karen market ko samajhkar kam Karen to hamen kamyabi milati hai aur ham aasani se kamyab ho sakte hain ismein hamen daily work karna hota hai isliye hamen daily isko time Hi Dena hota hai daily hamen ismein demo account ko time Dena chahie demo account hamari practis ke liye ek best online account hai jismein hamen kamyabi milati hai aur ham real account mein aisa kam Karke kamyabi Le sakte hain jaisa ki aapko pata hai ki Ham ismein without mehnat ke kamyab Nahin ho sakte.

    Click image for larger version

Name:	images (7).png
Views:	20
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12424159

    Respect senior member main aapse guzarish karta Hoon ke ismein aap junior member ki help Karen aur unko apna knowledge share Karen kyunki ismein junior member ke pass knowledge Nahin hota jiski vajah se vah market mein kamyab Nahin ho sakte isliye junior member ko bhi chahie ki vah Apne senior se help Le aur Market mein kam karen to kamyabi milegi ismein Ham jitni jyada lalach karte hain utna hi hamen nuksan hota hai Ham is mein sabar se kam karenge to bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X