Leading or lagging indicators kise khte he?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leading or lagging indicators kise khte he?
    INTRODUCTION :

    Dear friends kya hal he ap ka umeed krti ho ap theek ho gy or buht achi trha trading kr rhe ho gy. Dear forex members forex ak buht risk he is me hme profit b hota he or loss b hota he. Forex trading me buht se indicator use hote he jin se hme profit hota he or hme in Indicator ka knowledge hona buht zruri he ta k hme acha profit ho sky. In indicators se hme buht si information hasil hoti he jo hme ue malomat deti he k is me loss or profit kase hota hain.


    INDICATORS OF FOREX MARKET :


    Dear* members forex trading ak asan job nahi hai.is me hme bubt sari mushkilat ka samna krna prta hain. Ye aik complete process hota hain. Trading ma hmari help krny k lye kuch tools Mt4 ma diye gy hain.Mt4 se hme buht information hasil hoti hain. Ye trading ma hmari bht help krty hain in se hme buht malomat hasil hoti he K hamen kis time kn c trade open krni hai. Is sy hamen ye pta chlta ha k forex trading complex process ko indicators k zraye easy bnya ja sakta hai.. Is ki help sy trade krna bht asan hota hain. or profit k hasool ko bht easy bnya ja sakta hain. Indicator ki two types hain wo ye ha


    TYPES OF INDICATORS:

    1.LADING INDICATOR OF FOREX:


    Dear forex members forex trading ma leading indicator wo indicator hain jo market ma new trend or reversal time sy phly indicate krty hain.jis se hme phly malomat ho jati he. Ye indicator information dety hain k next level par prices kis side par move krny wali hain. Leading indicator ki help sy hum over bought or over sold state ki depict krty hain. Jb market overbought state par pohnch jati ha to is k bounce hony k chances zayda ho jaty hain.or profit k chances hote hain.



    2.LAGGING INDICATOR OF FOREX:


    Dear forex members lagging indicators asy indicators hoty hain jo k market me hme buht si malomat deti he or signal tb dety hain jb market apna trend change kr chuki hoti hain. ye indicator hme ue btate he ky market ka trend start ho chuka hai.or hm ne bht kuch miss kr dia hain.disadvantages ye hota ha k ye indicator advance ma market ki price k bary main information nahi dety.


    Click image for larger version

Name:	download (28).jpeg
Views:	4
Size:	8.8 کلوبائٹ
ID:	12560183

    NOTE:
    Dear forex members hum trading main koi b indicator use kry to us k advantage tab hoty hain jb hum apna experience use krty hain.or hme indicator ka knowledge hona buht zori he Jb tk hume apna experience ua knowledge ni ho ga tb tk indicator hme koi* profit ni dy skty. Is liy hme is ka knowledge hona buht zruri he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leading or lagging indicators kise khte he?

    Leading indicator aur legging indicator aapke liye bahut hi important information aur guidelines provide kar sakte hain basically Jab aap market mein leading indicator aur legging indicator ko acchi Tarah focus karte hain aur inki basis per apni learning ko complete karte Hain to aisi situation mein aapko hamesha jyada se jyada profit hasil ho sakta hai basically yah Kaisa platform hota hai jo aapko market ki estimated movement se related kuchh important information share karta hai leading indicator aur legging indicators ki kuchh important details off se share karne jata hun.

    Leading Indicators

    Leading indicator ek aisa indicator hota hai jo aapko market ka trend banne se pahle hi information share kar deta hai aur aap exact time per entry lekar market mein bahut achcha profit hasil kar sakte hain basically yah Kaisa important indicator hota hai jo aapko market mein perfect results provide kar raha hota hai Jab aap market mein consistantly basis per is indicator per apni working karte Hain to aap market ka Trend aasani ke sath identify kar sakte hain aur Market mein entry lekar bahut hi achcha munafa hasil kar sakte hain. Leading indicator ki bahut jyada advantages hote hain kyunki yah aapko correct time per entry lene ke liye kuchh information share karta hai jiski vajah se aapko market mein exact time per entry mil sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	Relative Strength index.png
Views:	32
Size:	18.4 کلوبائٹ
ID:	12424108

    Leggings Indicator

    Legging indicator bhi bahut hi important indicator hota hai lekin yah aapko market mein use time per information Deta hai Jab market ka trend already change ho jata hai isliye s compared to leading indicator yah bahut jyada familiar Nahin hote hain kyunki yah aapko let information provide kar rahe hote hain lekin Jab aap legging indicator ki base per decision making karte Hain to ismein aap jyada se jyada safest trading kar sakte hain kyunki market ka trend already Ban chuka hota hai aur uske bad aap market mein entry lekar minimum target hasil karne ke liye ek acchi position hasil kar sakte hain.

    Advantages

    Indicator scale definitely bahut jyada advantages hote hain aapko hamesha market mein Apne analysis ko complete karne ke sath indicator se jarur help hasil Karni chahie Jab aap indicator se help hasil karte hain to usmein aapko bahut fayda ho sakta hai aur aap regularly basis per apni working kar sakte hain.

    Drawbacks

    Indicators ke drawbacks ko Jab aap ready karte hain to usmein aapko sabse men drawback yah milta hai ki kuchh aise log hote Hain Jo Apne analysis nahin kar rahi hoti hain just indicators per 100% depend kar rahe hote Hain aise members hamesha bahut jyada problems face kar sakte hain kyunki basically yah information aapko use time per utilise Karni Hoti hai Jab aap apne analysis kar rahe hote hain aur just guidelines ke liye inko utilise karna chahie kabhi bhi ine per hundred percent trust aur dependent Nahin hona chahie.

    Click image for larger version

Name:	Momentum Indicator.png
Views:	20
Size:	70.2 کلوبائٹ
ID:	12424107

    اب آن لائن

    Working...
    X