Assalamu alaikum dear forex friends I hope aap sab khairiyat se honge aur for ex trading business mein acchi working quality ki base per achcha profit hasil kar rahi honge dear jab hum forex market mein kam karte Hain to usse pahle hamen market ko acchi tarike se analysis karne ki jarurat hoti hai kyunki acchi tarike se analysis Karke trading karne se hi hamen achcha profit hasil ho sakta hai dear friends aap is market mein jitni acchi entry ke sath apna achcha profit achieve kar sakte hain isiliye aap koshish karen ki aap jyada se jyada apni analysis power ko strong banane ki koshish karen tabhi aap achcha profit hasil kar sakenge aaj main bhi aapse "Wedge Chart pattern"se related kuchh important information share karungi aur main ummid Karti Hun ki yah information aapko is pattern ko samajhne aur isko apni working mein incluid karne mein bahut jyada madad degi.
Wedge Chart Pattern:
Dear friends wedge chart pattern bahut jyada price aur bahut kam price wale area mein Ek bahut reliable pattern hota hai jo ke trend reversal aur continuation ke liye istemal Kiya jata hai wedge chart pattern aur symmetrical triangle pattern shape mein Ek jaise hote hain lekin vah pattern shape ki Tarah hi banta hai jab Kisi symmetrical triangle jyadatar horizontally hota hai wedge Chart pattern ko ki yah two types hoti hai.
Rising Wedge
Falling Wedge
![Click image for larger version
Name: image-38-Mar-18-2022-09-42-32-96-AM.png
Views: 1
Size: 130.9 کلوبائٹ
ID: 12560174](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12560174&d=1664195436)
Rising Wedge:
Dear friends rising wedge pattern price higher high or higher low banati Hui aapas mein do slope trend line se ekatthi Hoti hai rising wedge pattern se symmetrical triangle jaisa hi lagta hai lekin rising veg pattern shape banata hai lekin symmetrical triangle pattern horizontal shape banata hai is pattern mein trend line top se milati hai pattern ko mukammal taur per banne se pahle price ko kam sy kam do bar trend line ko cross karna chahie rising Wedge pattern bullish aur beerish donon suraton mein bearish hota hai iske alava is pattern mein nakami ki Tarah bahut jyada Hoti hai isko identify karna bahut jyada difficult hota hai.
![Click image for larger version
Name: d7aff63f72f348e7da65304ef36188e9.jpg
Views: 1
Size: 54.6 کلوبائٹ
ID: 12560176](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12560176&d=1664195541)
Falling Wedge Pattern:
Dear friends falling veg pattern rising veg pattern ke opposite hota hai yeh bhi same symmetrical triangle jaisa Nazar aata hai lekin yeh do trend line ke slow ki condition mein hota hai jab Kisi symmetrical triangle horizontally banta hai to is pattern mein trend line sabse down point mein milta hai falling wedge pattern se price jab bhi break out hoti hai to uska trend line up site per hota hai falling vwedge pattern chai bullish trend mein bane ya bearish trend mein yah pattern hamesha bullish hi hota hai yah pattern bhi rising wedge pattern ki Tarah bahut jyada unsuccessful hota hai aur iska identification bhi bahut difficult hoti hai aur yah pattern bhi kam price wale areas mein friend ke bad banta hai to use time iske acche result mil sakte hain.
![Click image for larger version
Name: jHq6YgaA_mid.png
Views: 4
Size: 39.9 کلوبائٹ
ID: 12560175](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12560175&d=1650623197)
Trading strategy of Rising Wedge Pattern:
Rising veg pattern high or low trend line ko ek dusre ke sath connect Karne se banta hai is pattern ko lower trend line per jab price rate kar rahi Hoti hai to market mein sel ke signal deta hai aur jab price pattern ko lower se bhi niche jakar Ek candle close ho jaaye to market mein sel ki entry li ja sakti hai Jahan per yah yad rakhna mast hai ki price mast is pattern ke trend line se lo ho aur side per close honi chahie.
Trading strategy of Falling Wedge Pattern:
Dear friends falling wedge pattern and line ke higher low ko milane se downward side per Ek slope ki shape mein banta hai yah pattern buy ke signal Deta hai jab bhi price pattern ke bahar side per trade kar rahi Hoti hai to jab price pattern se break out Karti hai to Ek candle chhodkar market mein bike ki trade se entry lekar market se achcha profit hasil Kiya ja sakta hai.
Wedge Chart Pattern:
Dear friends wedge chart pattern bahut jyada price aur bahut kam price wale area mein Ek bahut reliable pattern hota hai jo ke trend reversal aur continuation ke liye istemal Kiya jata hai wedge chart pattern aur symmetrical triangle pattern shape mein Ek jaise hote hain lekin vah pattern shape ki Tarah hi banta hai jab Kisi symmetrical triangle jyadatar horizontally hota hai wedge Chart pattern ko ki yah two types hoti hai.
Rising Wedge
Falling Wedge
Rising Wedge:
Dear friends rising wedge pattern price higher high or higher low banati Hui aapas mein do slope trend line se ekatthi Hoti hai rising wedge pattern se symmetrical triangle jaisa hi lagta hai lekin rising veg pattern shape banata hai lekin symmetrical triangle pattern horizontal shape banata hai is pattern mein trend line top se milati hai pattern ko mukammal taur per banne se pahle price ko kam sy kam do bar trend line ko cross karna chahie rising Wedge pattern bullish aur beerish donon suraton mein bearish hota hai iske alava is pattern mein nakami ki Tarah bahut jyada Hoti hai isko identify karna bahut jyada difficult hota hai.
Falling Wedge Pattern:
Dear friends falling veg pattern rising veg pattern ke opposite hota hai yeh bhi same symmetrical triangle jaisa Nazar aata hai lekin yeh do trend line ke slow ki condition mein hota hai jab Kisi symmetrical triangle horizontally banta hai to is pattern mein trend line sabse down point mein milta hai falling wedge pattern se price jab bhi break out hoti hai to uska trend line up site per hota hai falling vwedge pattern chai bullish trend mein bane ya bearish trend mein yah pattern hamesha bullish hi hota hai yah pattern bhi rising wedge pattern ki Tarah bahut jyada unsuccessful hota hai aur iska identification bhi bahut difficult hoti hai aur yah pattern bhi kam price wale areas mein friend ke bad banta hai to use time iske acche result mil sakte hain.
Trading strategy of Rising Wedge Pattern:
Rising veg pattern high or low trend line ko ek dusre ke sath connect Karne se banta hai is pattern ko lower trend line per jab price rate kar rahi Hoti hai to market mein sel ke signal deta hai aur jab price pattern ko lower se bhi niche jakar Ek candle close ho jaaye to market mein sel ki entry li ja sakti hai Jahan per yah yad rakhna mast hai ki price mast is pattern ke trend line se lo ho aur side per close honi chahie.
Trading strategy of Falling Wedge Pattern:
Dear friends falling wedge pattern and line ke higher low ko milane se downward side per Ek slope ki shape mein banta hai yah pattern buy ke signal Deta hai jab bhi price pattern ke bahar side per trade kar rahi Hoti hai to jab price pattern se break out Karti hai to Ek candle chhodkar market mein bike ki trade se entry lekar market se achcha profit hasil Kiya ja sakta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим