Aslam o alaikum
Introduction
I hope all friends fine main ummid karta hun aap AP sab dost khairiyat se honge aur apna Kam samajhdari ke sath complete kar rahe honge jisa k AP janty Hain Technical analysis ki bahut jyada importance hoti hai Jab aap technical analysis ko complete karte hain to aapko market mein available different important technical factors ko carefully study karna hota hai for example Jab aap market mein technical analysis ko complete karte hain to ismein aapko sabse pahle candlesticks pattern ko focus karna hota hai Jab aap candlestick patterns ko focus karte hain to ismein aapko multiple types ke candle stick pattern available hote Hain aaj Main aapko bearish belt hold candlestick pattern aur bullish belt hold candlestick pattern ki information Dena chahta hun.
Wahat is Bearish Belt Hold ,,
Bearish belt hold candlestick ek aisa pattern hota hai jismein aapko market mein seling confirmation milati hai Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye scandals take pattern ko focus karte hain to ismein aapko resistance level per ek reversal candlestick milati hai aur uske bad next candlestick Holi isko cover karte hue bearish trend mein close hoti hai is candlestick pattern ko aap bearish belt hold candle stick pattern kah sakte hain.
How to Interpretation ...
Dosto Jab aap market mein is candlestick pattern ko properly recognise kar lete hain to iske bad aapko market mein according to rules and regulation iski interpretation karna hoti hai sabse pahle aapane according to time frames apna target select karna hota hai kyunki jitna minimum time frame hoga iska target itna hi minimum ho sakta hai aapko market mein hamesha jyada se jyada advantages hasil karne ke liye time frames per focus karna hota hai dear members Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye is candlestric pattern ki identification kar lete hain to uske bad aapko seling confirmation ke bad entry Lena hoti hai aur apne targets ko achieve karna hota hai.
Importance of Bullish Belt Hold Candlestick ..,
Forex trading market mein Jab market bottom level per hoti hai aur ismein aapko support level per prices mil rahi hoti hain aisi condition mein Jab aapko market mein ek reversal candlestick milati hai aur uske bad market mein next candlestick isko completely cover kar leti hai aur bullish trend mein closing karti hai to aise scenario mein aapko yah idea milta hai ki yah bole belt hold candlestick pattern ki formation ho chuki hai aisi condition mein aapko market mein purchasing ki confirmation mil jaati hai aur aap market mein entry Le sakte hain.
- Trade with Bullish Belt Hold
Dosto Jab aap market mein scandal stick pattern ko easily recognise kar lete hain to iske bad is per trade Lena aapke liye bahut aasan ho jata hai kyunki Jab aapko extra strong support level per reversal candlestick ke bad first candlestick boolis trend mein closing available hoti hai to uske bad aap market mein entry lekar apna target achieve kar sakte hain aur ismein aapko maximum advantages available ho rahe hote Hain isko further explain karne ke liye main aapko kuchh important examples Dena chahta hun.
Examplation of trade Details
Dosto above mentioned details ko further explain karne ke liye main aapke sath ek chart share kar raha hun jismein aapko bearish belt hold candlestick pattern or police belt hold candlestick pattern ko easily define and explain karne ke liye show kar raha hun aur ummid karta hun ki aap isko easily identify kar lenge.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим