spread in forex?
G toh mere pyaey dosto Koi bhe business hai ya koi bhi business services hain unkay liey aapko kuch na kuch pay karna parta hai ya koi na koi fee ya charges zaroor hoty hain. Jab charges hoty hain to aapko koi facility provide ke jaati hai.
Forex main kaam karne kay liey aapko broker par account banana parta hai aur wo broker aapky orders ko aagy forex market main place karta hai. Wo order chahey thory hon ya zaida hon aur choty hon ya bary broker aapko aik achi service provide karta hai. Lekin broker nay apna business chalany kay liey apna kharcha aur apna commission lazmi nikaalna gota hai. To apna commission nikaalny kay liey brokers apna spread kay zariey commission ya fee charge karte hain. Spread currency ke value main buy aur sell main jo difference hota hai us ko spread kehty hain.
Spread me Sell aur buy me farak
Dear friends forex trading main spread osy kahty hain jo buy or sell k darmiyan main farak hota hai wo spread hota hai or yah broker deta hai tradors ko trading k liye spread ki jo qeemat hoti hai wo pips par mushtamil hoti hai jo k broker ki traf se har pair main hoti hai q k en ki keemton main jo farak hota hai osi k hisab se set kiya jata hai en qeemton ko ASK or BID ka nam diya jata hai masal k tour par ask price 1100:00 oe bid 1160:00 tu en pair main jo pips ki tadad hai wo 60 hai tu 60 es pair ka spread hai yahi basic main dekha jata hai es k ilwa spraed ka aik or yah bhi hota hai k jis pair main jitna abar hota hai os main osi hisab se commetion bhi dena hota hai zeyda spraed main zeyda commetion dena parhta hai.
Forex trading me Spread ki khasiyat byaan karen
Mere pyary dosto Jnb jub bhi trading ki jaati hai to spread ka khass khiyal rakhan hota hai aur pehlay daikhann hota hai k jis pair pr trading ki ja rahi hai iska spread kitna hai aur jis currency ka spread kam ho us pr trading ko tarjih dain q k kam spread walay main aapko ziada pips profit hoga Jub bhi aap trade lagatay hain kki to woh negetive say shuru hoti hai jitni negetive say shuru hogi woh uska spread hoga graph pr daikhann to har currency ki do line draw ki hoti hain Jo spread show karta hai jitna gap ziada hoga donon ka itna spread ziada hoga aur jitna gap kam ho ga utna spread bhi kam ho ga. Aur yeah broker pr bhi bht depond karta hai spread kitna rakhan har aik ka apna steup hota hak.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим