Trad me analysis kitni qism ky hoty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trad me analysis kitni qism ky hoty hain?
    Introduction.
    forex main jo analysis hotay hain us main say aik Technical Analysis, dosra Fundamental Analysis aor tesra Sentimental Analysis shamil hain. Aam tour par two analysis yehni Technical aor Fundamental Analysis hi ziada popular hain, sath hi sath ik aur qisam ky analysis bhe hoty hain jis ko sentimental analysis bhe kehty hain.

    analysis Technical
    technical analysis wo hoty hain jis ma ap indicator or candlestick ki help ly ker market ki hrkte ko measus krny key ley kia jata hai. Technical Analysis mainsab say pehlay jo bat mind main aati hay woh chart hota hay es chart say easily andaza ho jata hay k mazi qareeb main price kis level pay thi aor ab kis level pay hay, price up ja rahi hay ua down, market trend main hay ya side pay move kar rahi hay yahan aik hi chart ko mukhtalif traders mukhtalif andaz main dekhtay hain aik hi chart pay trade karnay walay kuch traders faida utha rahay hotay hainjab k kuch nuqsan utha rahay hoty hain.
    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	7
Size:	40.8 کلوبائٹ
ID:	12559934


    Analysis Fundamental
    fundamental analysis wo hoty hain jis main ap ky analysis totally media news ka sath attach hoty hain. Jis main high impact news kay sath prices movement bht zyda hoti hain. Fundamental Analysis main kisi currency kay mulki siasi iqtasadi halat ko mad-e-nazar rakha jata hai kun k yeh factors kisi currency ki mazbooti ya kamzori ka baies bantay hain aor price ki up down movement ka baies bantay hain rozana kisi na kisi country kay es noyiat kay alanat hotay rehtay hain Forex ki mukhtalif websites pay en aalanat ka schedule mojod hota hayrsay calendar kehtay hain. Forex trading main waisay to tamam analysis zarori hain lakin fundamental analysis say profit ziada milnay kay chances hotay hain.
    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	4
Size:	20.4 کلوبائٹ
ID:	12559933

    analysis Sentimental
    ye is qisam ky analysis hain jo hamari trade ma bot kaas hain or in say hamain 3 thara say results milty hain negative natural or positive or ya bahot hi zroori analysis hoty hain jin ki base per ham trade ki entry laity hain
    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	19.7 کلوبائٹ
ID:	12559932
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trad me analysis kitni qism ky hoty hain?

    Analysis Types For Forex Trading

    Forex market main trading ky liay analysis bahot zaruri hoty hain warna agar ham market ki movement dekh ker agar trade open ker dety hain tou yeh hamari luck hoti hai ky hamain kisi trade main profit hasil ho jaey warna market main trade kerna bahot bara risk hota hai different traders forex market main trading ky liay analysis kerty hain ky apny trade balance ko secure ker sakain tou analysis two types ky hoty hain jin main technical analysis aur fundamental analysis shamil hain ky agar ham dono terha ky analysis ker lety hain tou phir hamari trading main risk factor kam sy kam ho jata hai isliay ham following paras main technical aur fundamental analysis ko discuss kerain gy

    Click image for larger version

Name:	forex_market_analysis.jpg
Views:	9
Size:	63.1 کلوبائٹ
ID:	12423848

    Market Technical Analysis

    Technical analysis kisi bhi company ky shares ki forecast ky liay kiay jaty hain jo depend kerti hai ky company ki demand kia hai aur supply kia hai aur future main is per kia effect hony ja raha hai jis ky liay past ki performace aur statistics jo use kia jata hai tou sab sy pehly stock market main hony wali change ko identify kia jata hai ky future main market price main hony wali change ka pata lagaya ja saky woh price jis per buyer aur seller contract ko finalize kerty hain woh aesi value hoti hai jo combine kerti hai weight kerti hai aur assess kerti hai in tamam factors ko aur wohi wahid price hai jo important hoti hai dusry alfaz main technical analysis security ki price main change ka clear aur comprehensive view pesh kerta hai

    Click image for larger version

Name:	technicalanalysis.jpg
Views:	38
Size:	28.9 کلوبائٹ
ID:	12423849

    Market Fundamental Analysis

    Fundamental analysis main aesy basic elements shamil hoty hain tou directly economy industry and company ky interest ko effect kerty hain fundamental analysis ka maqsad company ki intrinsic value ko identify kerna hota hai is ky liay economical financial aur other elements ki quality aur quantity ka jaeza lia jata hai aur aesy elements ko identify kia jata hai ky jin ki waja sy shares ki real price aur market price main difference create ho sakta hai fundamental analysis main in tamam factors ko assess kia jata hai jo security ki value ko influence ker sakty hain jin main macroeconomics factors aur organization specific factors jin ko fundamentals kaha jata hai jo aur kuch nehi hoti sirf statements managements competitions aur business concepts waghera hoty hian jin ka maqsad kisi bhi industry ki as a whole economy ko analysis kerna hota hai

    Click image for larger version

Name:	fundanalysis.png
Views:	6
Size:	225.8 کلوبائٹ
ID:	12423850

    Recommendations for Successful Trading

    Agar ham both technical aur fundamental analysis ker lety hain tou phir hamari success ky chances more than 80 percent ho jaty hain lekin agar ham without analysis just market ki movement ko dekhty huey trade open ker ky continue ker lety hain tou market kisi bhi waqat kisi bhi direction main movement ker sakti hai tou hamain bara loss bhi ho sakta hai so hamain koi bhi trade open kerny sy pehly market ky achy analysis ker lena chahiay taky ham market main successful trade ker sakain

    Click image for larger version

Name:	7.jpg
Views:	11
Size:	168.4 کلوبائٹ
ID:	12423851

    اب آن لائن

    Working...
    X