Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai Forex trading Mein different time frames Mein Hum analysis Karke Kaise profitable ho sakte hain.
Japanese Candlesticks:
Candlestick ka use sabse pahle Japan Mein start hua is vajah se isko Japani candlestick bhi Kaha Jata Hai Jab Ham Forex trading mein kisi ped ki price Ko Kisi Khas se interval ke liye candle ka use karte hain to Jo chart ya Kariye karta hai usko candlestick Char pattern Kaha Jata Hai candlestick ka chart line bar chart se different hota hai Kyunki bar chart mein sirf pair ki price ke close value bhi show hota hai jabki candlestick Mein Har ek time frame interval ke liye ek separate candle banti hai.
Candlesticks Timeframe:
Candlestick chart pattern se nine types ke time frame show Hote Hain Jo Hamare metatrader plate form per available hote hain vah time frame darja zail Hain.
One Minute Timeframe:
1 minute time frame ko shortly M1 se show ya likha jata hai jo ki sirf ek minute ki candles take ko show karti hai aur 60 second complete hone ke bad new candle start Ho Jaati Hai.
Five minutes Timeframe:
5 minutes time frame Ko MP4 ya MP4 meta trader se shortly M5 Se jahir Kiya jata hai jo ki 5 minute ke chart pattern ko show Karti Hai 5 minute ka cycle complete hone ke bad new candlestick start hoti hai.
Fifteen Minutes Timeframe:
15 minutes ke time frame Ko Hum shortly M 15 se Jante Hain Jo ki Hamen 15 minutes ke time duration show karvata hai iska bhi new cycle 15 minutes complete hone ke bad start Hota Hai.
Thirty Minutes Timeframe:
30 minutes time frame ya half hour time frame ko shortly Hum M30 se zahir y Karte Hain Jo ke 30 minutes ke duration se mustmail hota hai yah bhi new candlestick 30 minute baad start karta hai.
One Hour Timeframe:
1 hour time frame ko H1 se Zahir Kiya jata hai jo Forex trading Mein short term trading ke liye sabse Jyada use hota hai aur yah candlestick 1 ko 24 horse se show Karta Hai Van horse complete hone ke bad new candlestick Ka aagaaj Hota Hai.
Four Hour Timeframe:
4 hours time frame mt4 yeh MT 5 py H4 se Zahir hota hai aur yah long term trading ke liye sabse Jyada use hota hai vaise bhi is time frame par long term ke analysis Hote Hain.
One Day Timeframe:
Forex trading may one day time frame ko D1 Se jahir Kiya jata hai aur is per bhi long term trading Hoti Hai yah time interval one day ki duration per must Mel Hota Hai Uske bad new candle start hoti hai.
One Week Timeframe:
Second last bari time frame one week symbol w1 se Diya jata hai aur iski duration one week Hoti Hai is time frame ko Be long term trading ke liye use Kiya jata hai.
One Month Timeframe:
Sabse last aur sabse bada time frame Jisko MN se show Kiya Jata Hai Is per to analysis difficult hai yah bary bary banks Karte Honge time frame 1 month ki duration per mustmile hai aur 1 month ke complete hone ke bad new candlestick banti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим