Falling Three Methods Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Falling Three Methods Pattern
    Falling Three Methods Pattern ki tareef
    Falling three methods aik aisa pattern hy jo price chart par qeematon ky downtrend main continuation k leye jana jata hai, ye pattern downward pattern ko show kerta hy jo trend reversal hota hy . jo k low prices ya bearish trend k baad banta hai. Falling three methods panch candles par mushtamil aik bearish trend continuation pattern hai, jiss main shamil pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jo aik long real body main banti hai. Pehli candle k baad teen small real body wali bullish candles hoti hai, jiss ka open aur close dono pehli candle k andar hoti hai. Ye teeno candles pehli candle k open aur close price se bahir nahi nekate hen.
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12559874
    Falling Three Methods ki pehchan
    Faling three method pattern main Teeno bullish candles prices ko waqti tawar par mazeed bearish jane main rukawat dalti hai. Pattern k last par aik aur long real body wali candle hoti hai, jo k prices ko sabeqa trend main continue karwati hai. a bullish trend par banne wala "Bearish Three Line Strike Pattern" se melta julta pattern hai, jo k downtrend k leye istemal hota hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jo k downtrend ki alamat hoti hai. Pehli candle k baad teen small real body wali bullish candles hoti hai
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	10
Size:	3.6 کلوبائٹ
ID:	12559875
    Pattern par trading ka Amal
    Falling Three patern k sath trading kerna intahia asana mal ahy , is pattern k sath trading sy pehly hamen trend ko samjhna boht zarori hy . Is pattern main timely, safe and effective earning kay liye RSI indicator ko bhi use karna chaiye jab keh fundamental analysis ki bhi support lainForex trading main traders hamesha aik reliable pattern ya indicator par trading ko tarjeeh dete hen, jiss se munafa melne ki umeed hoti hai. Trend continuation pattern trend confirmation pattern ki nisbat ziada successful hote hen, jiss par trading sab se easy hota hai. Pattern par trading karne se pehle aik bearish confirmation candle ki zarorat hoti hai, jo k last bearish candle k baad aik low price par close hone wali black candle hoti hai. Lekin bullish candle banne par pattern invalid ho jata hai. Indicator aur oscillator par value overbought zone main hona chaheye. Pattern ka stop loss sab se upper position yanni pehli candle k top se two pips above set karen.
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12559876
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Falling Three Methods
    Falling three method candlestick pattern price chart k bottom par ya downtrend k dowran bearish trend continuation pattern ka kaam karta hai, jiss k banne k baad prices same apne sabeqa trend ko hi follow karte hen. Candlesticks charts pattern main jitne ziada candles ka istemal kia jata hai, unte hi wo pattern ziada complex bante hen, aur iss ki trading ki techniques dosre sada pattern ki nisbat complex hote hen, lekin ye pattern hamesha sada pattern ki nisbat ziada kamyab rehte hen. Falling three method candlestick pattern bhi ussi munasibat se sada pattern ki nisbat ziada complex pattern hai, jiss main aik waqat panch ya uss se bhi ziada candles hote hen, lekin ye aik kamyab pattern tasawar hota hai.
    Candles Formation
    Falling three method candlestick pattern bullish aur bearish candlestick se mel kar banne wala aik bearish trend continuation pattern hai, jo prices ko prices ko downward push karti hai, pattern main shamil pehli aur akhari candle bearish jab k darmeyan wali candles bullish hoti hai. Ye pattern aik strong signal deta hai, jiss main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
    1. First Candle: Falling three candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo prices k bearish trend ki akasi karti hai. Ye candle normal real main long candle hoti hai, jiss ka open price close price se above hota hai. Ye candle prices k maojoda trend ko zahir karti hai, jo shadow k bagher ya shadow samet bhi ho sakti hai.
    2. Second Candle: Falling three candlestick pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle se close price se above par banti hai. Ye candle small real body main hoti hai, jiss k up aur down side par small shadow bhi ho sakte hen. Ye candle prices k maojoda trend ko rok leti hai.
    3. Third Candle: Falling three candlestick pattern ki teesri candle bhi same bullish candle hoti hai, jo k dosri candle k lower side par banti hai. Ye candle same dosri candle ki tarah small real body main hoti hai, jiss ka open price close price se nechay hota hai.
    4. Fourth Candle: Falling three candlestick pattern ki fourth candle bhi same pehli aur dosri candle ki tarah bullish candle hoti hai, jo k teesri candle k upper side par banti hai. Ye candle pehli long real body wali bearish candle k open prices se pehle hi close ho jati hai, jo k teeno small bullish candles main sab se upper par close hoti hai.
    5. Fifth Candle: Falling three candlestick pattern ki last ya fifth candle aik bearish candle hoti hai. Ye candle last small real body wali bullish k baad open ho kar teeno k bottom par close hoti hai. Yanni bearish candle small teeno bullish candles ko apne andar cover kar leti hai. Ye candle prices ko bearish trend continuation ka sabab banti hai.
    Explaination
    Falling three method candlestick pattern price chart par aik strong continuation ka signal deta hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k strong real body wali aik bearish candle banti hai. Pattern ki baad main teen small candles hoti hai, jo k pehli candle k real body main banti hai. Ye candles prices ko ooper ki taraf to push karti hai, lekin buyers ki adam-tawajah k bahis prices ko ziada strong ooper nahi le kar jati hai. Pattern ki teeno small candles prices k bearish trend k dowran aik waqfa peda karti hai, jiss k baad aik strong bearish candle banne par prices wapis apne sabeqa bearish trend ko hi follow karna shoro karti hai.
    Trading
    Falling three method candlestick pattern aik bearish trend continuation pattern hone ki waja se bearish trend reversal pattern ki nisbat ziada successful rehta hai. Ye pattern newly bearish breakout main banne par prices ko bohut ziada teezi k sath downward le kar jati hai. Pattern par trading karne se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jo k bearish candle k bottom par bearish real body se honi chaheye. Jab k indicator se confirmation lene par ussi ki value midpoint ya darmeyan se below trade karna zarori hai. Pattern k end par stop loss ka istemal zarori hai. Stop Loss pattern k sab se higher position jo pattern ka resistance level hota hai, se two pips above par set karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      candlestick pattern price chart k bottom par ya downtrend k dowran bearish trend continuation pattern ka kaam karta hai, jiss k banne k baad prices same apne sabeqa trend ko hi follow karte hen. Candlesticks charts pattern main jitne ziada candles ka istemal kia jata hai, unte hi wo pattern ziada complex bante hen, aur iss ki trading ki techniques dosre sada pattern ki nisbat complex hote hen, lekin ye pattern hamesha sada pattern ki nisbat ziada kamyab rehte hen. Falling three method candlestick pattern bhi ussi munasibat se sada pattern ki nisbat ziada complex pattern hai, jiss main aik waqat panch ya uss se bhi ziada candles hote hen, lekin ye aik kamyab pattern tasawar hota hai.
      1. First Candle: Falling three candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo prices k bearish trend ki akasi karti hai. Ye candle normal real main long candle hoti hai, jiss ka open price close price se above hota hai. Ye candle prices k maojoda trend ko zahir karti hai, jo shadow k bagher ya shadow samet bhi ho sakti hai.
      2. Second Candle: Falling three candlestick pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle se close price se above par banti hai. Ye candle small real body main hoti hai, jiss k up aur down side par small shadow bhi ho sakte hen. Ye candle prices k maojoda trend ko rok leti hai.
      3. Third Candle: Falling three candlestick pattern ki teesri candle bhi same bullish candle hoti hai, jo k dosri candle k lower side par banti hai. Ye candle same dosri candle ki tarah small real body main hoti hai, jiss ka open price close price se nechay hota hai.
      4. Fourth Candle: Falling three candlestick pattern ki fourth candle bhi same pehli aur dosri candle ki tarah bullish candle hoti hai, jo k teesri candle k upper side par banti hai. Ye candle pehli long real body wali bearish candle k open prices se pehle hi close ho jati hai, jo k teeno small bullish candles main sab se upper par close hoti hai.
      5. Fifth Candle: Falling three candlestick pattern ki last ya fifth candle aik bearish candle hoti hai. Ye candle last small real body wali bullish k baad open ho kar teeno k bottom par close hoti hai. Yanni bearish candle small teeno bullish candles ko apne andar cover kar leti hai. Ye candle prices ko bearish trend continuation ka sabab banti hai.
      Explaination
      Falling three method candlestick pattern price chart par aik strong continuation ka signal deta hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k strong real body wali aik bearish candle banti hai. Pattern ki baad main teen small candles hoti hai, jo k pehli candle k real body main banti hai. Ye candles prices ko ooper ki taraf to push karti hai, lekin buyers ki adam-tawajah k bahis prices ko ziada strong ooper nahi le kar jati hai. Pattern ki teeno small candles prices k bearish trend k dowran aik waqfa peda karti hai, jiss k baad aik strong bearish candle banne par prices wapis apne sabeqa bearish trend ko hi follow karna shoro karti hai.
      Candles Formation
      Falling three method candlestick pattern bullish aur bearish candlestick se mel kar banne wala aik bearish trend continuation pattern hai, jo prices ko prices ko downward push karti hai, pattern main shamil pehli aur akhari candle bearish jab k darmeyan wali candles bullish hoti hai. Ye pattern aik strong signal deta hai, jiss main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

      اب آن لائن

      Working...
      X