Instaforex Verification or How to verify instaforex account :
Pyare dosto aap sab jante hain kai without verification aaj kal kuch bi possible nahi, mt5 forum sa jo aap comments kar kai earning karte hai uska bonus aap instaforex jo kai ek broker hai uss main receive karte hain, to uss ko verify kis tarha se kiya ja ay. Instaforex Ki Verification Trick, Jis Sa Aap Easily Verification Karwa Sakte hein.
Instaforex main 2 verification level hote hein.
1st verification level:
1st verification level main aap ko apna CNIC front and back scan karwa kar upload karna hota hai, jo kai 48 hours required for verification of instaforex hota hai.
2nd verification level :
2nd verification level : is main aap ko apna address verify karna hota hai jo aap apne electricity bill sa karwa sakte hein.
Note : aap kai ghar ka address jo cnic per hai wohi address aap kai electricity bill per hona lazimi hai,
yeh baat zarori nahi kai aap kai name per registered aap ka bill ho aager aap kai walid sahab kai naam per bi bill hai to koi maslay ki baat nahi ya aager aap kahi rent per rehtay ho to tab bi aap apne malik-e-makan ka bijli ka bill use kar sakte hein, just care about address which should be same.
Instaforex verification main aager koi problem aaja ay to aap simple un ki official website visit karein phir wahan per jo live support chat hoti hai uss per click karein, un kai operator sa baat karein aur uss sa poochein kai Instaforex verification kaise hogi, aap wahan english main pouch sakte hein, yaad rakhein instaforex verification bonus account of mt5 kai liye must hai.
Instaforex verification ka sub sa aasan tarika colour cnic scan front and back aur 2nd level per electricity bill aur both documents per jo address ho wo same hona lazmi hai , sath sath yeh bi khayal rakhain kai jab bi aap Instaforex ka account create karein to wahan per aap wohi address likhein jo aap kai cnic aur aap kai ghar kai bijli kai bill per hai yehi aik wahid aur aasan method hai Instaforex account verification ka.
Kuch Dafa Itifaaq Sa Instaforex Verification Manager or Instaforex Verification Members Urdu & Hindi Main CNIC Reject Kar Dete Hain To Uss Sourat Main Instaforex Account Verification Trick Yeh Hai Kai Aap Aapna Student Card Aisa Student Card Jis Per Stamp Ho Wo Scan Karwa Kar Verification Kai Liye Dai Sakte Hein, Yaad Rahay Kai Instaforex Verification Main Aapke First Level Aur Dono Level Per Address same hona chahiye jo Aap kai Instaforex Sign Up Forum Main Tha, Same As Is It.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим