Introduction
Dear members Assalamu Alaikum dear member kya haal chaal hai main Amit karta hun aap sab log khairiyat se Honge aur Market Mein Achcha kam bhi kar rahe Honge dear market Mein kam karne ke liye aapke pass Achcha knowledge aur experience Hona bahut jaruri hai Jitna Achcha aapke pass knowledge Hoga utna hi Achcha profit Hasil kar Sakoge Iske sath sath mein aapko yah bhi batata Chalun ki market is a great place to work for and forex

Under Discussion Points
Mundarje zail points ke roshni main mazmoon ke detail ko tafseel ke sath jante hain
1 What Is Tower Bottom Candlestick Pattern ?
2 Formation Of Tower Bottom Candlesticks Pattern
3 Complation of Tower Bottom
4 Explaination Of Pattern
5 How To Trade With Tower Bottom Chart Pattern
6 Note

What Is Tower Bottom Candlestick Pattern ?
Tower bottom candlestick pattern main five ya five se ziadda candles hotti hai, jo k prices k bottom trend ya low price wale position par nazzar atta hai. Ye pattern aik strong bullish trend reversal ka kaam kartta hai, jabb qeematen bohut ziadda bottom trend par trade kar rahi ho. Pattern k aghaz par aik long real body ki bearish candle hotti hai, (aggar bearish candle na ho to ye small real body ki ziadda bearish candles bhi ho saktti hai). Bearish candle k baad dossri aur teesri candles aik small real body main hotti hai, aur ye candle mukhtalif colours main ho saktti hai. Pattern k akher main chotti or fourth candle aik long real body ki bullish candle hotti hai, jo k pattern ko dossre end se mukammal kar detti hai

Formation Of Tower Bottom Candlesticks Pattern
Tower bottom candlestick pattern main cabdles ki makhsos taddad nahi hai, ye candles dass (10) tak bhi ho saktti hai. Lekin standard tower bottom pattern ko panch candles se bhi mukammal pattern kaha ja hai. Tower top pattern main candles ki tafseel darjazzel hogi
First Candle Tower bottom pattern ki pehlee candle aik long real body wali black ya red candle hotti hai, jo k pattern k aik side k pillar ya tower hotta hai. Ye aik long bearish candle hotti hai, jis ko pattern ka left tower bhi kaha jatta hai
Second CandleTower bottom pattern ki dosree candle small real body main hotti hai, ye candle kisi bhi trend Bullish or Bearish ki ho saktti hai. Dosree candles k color ki koi ahmeyyat nahi hai lekin is ka size bohut small honna chaheye
Third Candle Tower bottom pattern ki teesree candle bhi dosree candle ki tarah small real body main hotti hai, ye candle bhi kisi bhi color main ho saktti hai, yanni color ziadda important nahi hai, lekin small body main honni chaheye
Fourth Candle Tower bottom pattern ki chothi candle bhi dosri aur teesri candles ki tarah samll size aur kisi bhi type ki ho saktti hai. Is candle ka bhi color black and white dono tarah se pattern k mutabiq hotta hai
Fifth Candle Tower bottom candlestick pattern k muttabiq pattern ki akhari aur panchwen candle aik bullish candle hoggi jo k size main pehlee bearish candle k barabar ho saktti hai, yanni ye candle aik long real body wali white ya green candle honni chaheye. Is candle ko pattern ka right tower kahha jatta hai, jo mumkinna tawar parr trend reversal ka kaam kartti hai

Complation of Tower Bottom
Six to ten other*Small*Candles:*aggar tower bottom pattern main small candles ki taddad panch se ziadda hai to us sorrat main ye candles bullish ya bearish jo bhi ho pattern k muttabiq acceptable hai. Lekin candles ki real body lazzmi small size main honni chaheye, jo k pattern k leye zarrori hai
Explaination Of Pattern
Tower bottom candlestick pattern ziadda tar bottom trend main banne ki waja se strong bullish trend reversal pattern ka kaam kartta hai. Pattern ki panchwen aur last candle aik long real body wali bullish candle hotti hai, jis se pattern ka trend baddal jatta hai. Tower bottom pattern main pehlee bearish candle ko left pillar ya tower jab k last bullish candle ko right tower kaha jatta hai. Pattern k bullish aur bearish candles k darmeyyan main small real size main black aur white candles hotti hai, jo k bearish trend k khatme ka bahiss bantti hai. Small candles k leye zarrori nahi hai k ye lazzmi kisi white ya black color ki ho lekin sizze lazzmi small honna chaheye
How To Trade With Tower Bottom Chart Pattern
Tower bottom pattern aksar bullish trend reversal main dekha jatta hai, jab bhi prices aik market k bottom position par challi jatti hai, to wahan se trend reversal k chances ziadda ho jatte hen. Tower bottom candlestick pattern main small real body wali candles bearish trend k end ka signal detti hai Pattern par trading karne se pehle pattern k top position aur bullish candle k baad aik confirmation candle ka intezar zarror karen. Aggar ye bullish candle real body main bantti hai, to ye position market main buy ki entry ka hogga. Pattern ki confirmation dosrre indicators se bhi confirm kia ja saktta hai.*Stop Loss*pattern k sab se lowest point se aik ya do pips bottom position par set

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим