Important Information About Bullish Stick Sandwich Candlesticks Pattren..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important Information About Bullish Stick Sandwich Candlesticks Pattren..
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai Bullish Sandwich Candlesticks Pattren Kia hai.

    Bullish Sandwich Pattern:

    Bullish Sandwich candlest take pattern Ek police friend reversal pattern hai jo ki market ke beeresh trend Mein banta hai is pattern Mein Do black real body wali candle Ke Darmiyan Ek white real body wali candle Hoti Hai Jiski vajah se yah pattern sandwich se mushahbat Rakhna Hai donon black candlestick ek hi point per band hone ki vajah se vah ek support level Ban Jaati Hain pattern Mein first Black candle ke bad Ek white candle hoti hai jo ke bear is Trend ke down jaane se rukavat dalti hai jabki last per Ek Aur third black candle banti hai Jiska close sem first candle ke close Jaisa hota hai jisse market Maszeed jaane se ruk Jaati Hai .

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-21T155805.160.jpeg
Views:	13
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12559580

    Identification of Sandwich Pattern:

    Bullish sandwich candlestick pattern Ek police trend reversal pattern hone ki vajah se mostally price Pahle Se trend Mein Hoti Hai pattern 3 candles par mustameez Hota Hai jismein first aur third candle black Jab Ke second candle white hoti hain pattern ki first candle Ek black real body wali Badi candle Hoti Hai Jiska close price bagair Shadow ke hota hai pattern ki second candle Ek Badi real body wali white candle Hoti Hai Jiska open price black candle ke close price se above aur close price black candle ke top per Hoti Hai pattern ki third candle Ek Badi real body wali black candle hoti hai jo ki first Black candle ke close point per close Hoti Hai jisse donon candles ka close position support point ban jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-21T155833.309.jpeg
Views:	2
Size:	36.2 کلوبائٹ
ID:	12559581

    Bullish sandwich candlestick pattern black white black teen candles Par mustamail Ek sandwich candle shape ka candlestick pattern hai jo ke kam price wale area Mein banta hai pattern ki second candle first or last candle se different color ki hoti hain aur yah Darmiyan wali candle size mein bhi Badi Hoti Hai yah pattern price mein bahut kam hi banta hai but yah ek strong pattern hai.

    Trading With Bullish Sandwich Pattern:

    Sandwich police pattern ki first candle se market Mein sailors ke pressure ko show Kiya Jata Hai Jisko second candles ki help se kam Kiya Jata Hai Jab third candle se Dobara sailors market ko control karne ki koshish karte hain but first candle ke support level ko breakup nahin karta jisse paraai second Se Mat chal padati hai yah pattern price ke liye ek double Low Ya bottom support level create karti hai.

    Bullish sandwich candlestick pattern market Mein sailors or buyers ke Darmiyaan Ek pressure Ko Dikha Rahi hoti hai but first or last candle ke ek hi point per band hone se seling pressure takariban khatm ho jata hai market Mein traders ki entry ke liye confirmation candles ki jarurat Hoti Hai Kyunki koi bhi pattern bagair confirmation ke natural pattern hota hai agar market Mein forth candle Ek real body wali white candle banti hai to yah position market mein bye ki entry ki position Hogi price Mein pattern ke first aur third candle ka Lo position sem point per Hona jaruri hai stop loss pattern ke sabse down area ya fast aur last candle ke support position per set hoga.


    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-21T155848.029.png
Views:	8
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12559582

اب آن لائن

Working...
X