swing trading strategy......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    swing trading strategy......
    what is swing trading strategy;

    Aslam u alaikum,

    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members swing
    trading strategy aik speculative trading strategy hey jes kay sath trader rang bound trading kay sath sath trend saz markets say faida hasell karna chahtay hein Tops or Bottom ko chon kar trader es kay motabek long or short position mein entry laytay hein


    Length of trading;



    swing trading ko darmeany period kay tr par samajha jata hey kun keh position aam tor chand hours say chand days tak rakhe ja sakte hein jes mein zyada tar long period trend ko tarjeh de ja sakte hey kun keh trader trend kay sath kai period trend say faida hasell kar saktay hein
    swing trader stocks ke movement say faida hasell karnay kay ley zyada tar stocks ko buy ya sell ke entry laytay hein aam tor par trader market ko analysis kartay hein or baray caps stocks par tawajah markoz kartay hein kun keh woh sab say zyada trading kartay hein kun keh en stocks ka trading valum bohut zyada hey yeh investor ko es kay baray mein indicate karta hey
    kese bhe trading strategy ke tarah swing trading mein bhe kafe zyada risk hota hey jes mein sab bara risk reversal trend ka hona hey jo keh news say related hota hey to swing trader long entry ke wajah say loss ka shekar ho jatay hein


    Entry or exit points;


    swing trading mein limit say zyada limy tak mehdos rang bound trading strategy oscillator or indicator ka estamal forex trader kay ley position or times ko motakhab karnay kay ley estamal kea ja sakta hey farq serf etna hey keh swing trading ka etlaq trading or rang bound maket dono par hota hey
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: swing trading strategy......

    Swing trading strategy kia hy?

    Dear Forex Members aj ham Swing Trading strategy discuss krty hain:-
    Swingtrading ek trading ki strategy hai jo ky ek short term ya ek moderate term mein aapko profit de skti hai. Is mein ki jany wali trades aapko ek din ya taqreban ek week tak ky time mein acha profit de skti hain..is mein scalping ky muqable mein aap kam amount kama sktay hain. Lekin aap yeh bat note kar len ky aap ko is mein profit ki ratio bhut kam rkhni chahye. Professioanl traders is ky through maximum 30 percent annual profit apny zehn mein rkhtay hain kyn ky is mein zeada risk nahin lia ja skta Swingtrading mein aap small amounts of profits kamaty hain. Aur market ki swing movemnt ko dekhty hain sirf aur average se andaza lagaty hain isky ilawa baqi patterns par koi khas twajah nahin di jati.​Sirf market ki swing movemnt ko analyze kar ky hi trading ki jati hai. Is trading mein aapko ek din mein bhi orofit mil skta hai. Lekin yeh profit baqi techniques sy liye jany wly profit se kam hoskta hai. Aur aapko kam profit par hi trade close kr deni chahiye aur zeada risk nahin lena chahiye.
    Swingtrading ky liye aapky pas account balance zeada hona chahye tab hi aap is strategy ko istenal kar skty hain. Choty accounts par swingtrading karny ka koi fauda nahin aur swing trasing choty account ky wash hony ka natija ban skti hai. Ek andazy ky mutabiq Professional traders ka manana hai ky agar aap swingtradingstrategy pr chalna chahty hain to aapky pas 5000usd se 10,000usd tak ka balance hona must ha.

    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	3
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12421466

    Swing trading strategy ki details

    Forex trading main hamain swingtrading ka pata hona chiay kay market main jab ham trading kartay hain.*To hamain forex market main swingtrading ka pata hona chiay kay forex trading main hamain.*Chiay hita hai. (Kay swingtrading main support or resistance area ko zaroor madenazar rakhna chiay.*Apnay insta forex bonus account per.)
    Or aap ko pata hona chiay kay market main jabbhi trading karain.*To swingtrading per bhi buy support or sell support per stop loss zaroor dain aur forex market main movement ko he humay juge karna hota hay aur jab hum es movement ko samjh jaye gay to hum esmain jo trading kar sakty hay wo bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye keh es business main khoob mehnat karen tab he humari trading skill enhance hoti hay aur hum kamyab ho paty hay esmain aur forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi.

    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	10
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12421467

    Swing trading strategy in Forex Trading.

    Market main jabbhi trading karain.*To swingtrading per bhi buy support or sell support per stop loss zaroor dain aur forex market main movement ko he humay juge karna hota hay aur jab hum es movement ko samjh jaye gay to hum esmain jo trading kar sakty hay wo bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye keh es business main khoob mehnat karen tab he humari trading skill enhance hoti hay aur hum kamyab ho paty hay esmain aur forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey.

    Click image for larger version

Name:	2.jpg
Views:	4
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12421468




    .

    اب آن لائن

    Working...
    X