What is ladder bottom candlestick pattern?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is ladder bottom candlestick pattern?
    Asalamualikum dear members ummed Hy ap sb khariyat Sy hon gy or forex py mehnat kr k kamyabi hasil kr rhy hon gy.dear members aaj hm apni post mein ladder bottom candlestick pattern Sy related knowledge share krein gy.

    What is ladder bottom candlestick pattern :

    Forex market Mein Jb ap kam Karty Hain To us mein lader bottom pattern five candles takes pr aik trend reversal pattern hy es pattern mein first four candles black hoti hy jis mein Hr aiK black candles ka open price pehly candles ke close price k bd Hota hy jb k 5 candles aik white candles hoti hy jo K bullish strand reversal ka signal dy raha hota hy yeh pattern price ko zyada purchase hony k bd or over sold situation mein jany sa rokany ke akasi Krti hy or Agr yeh pattern Low price area mein Paya Jay to yeh Bullish reversal ke alamat Hoti hy. ladder bottom pattern teesre or small candles ke wja sey concealing baby pattern sey thoda sa different hy.ese liye es ko smjhna zaruri Hy.

    Click image for larger version

Name:	bullish-ladder-bottom(0).jpg
Views:	4
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12557971

    Identification :

    Dear members Jb ap market mein kam Karty hain to es mein ap ko bht zyada timetable bna Kr kam karna hota hy or Market mein kabi b jald bazi nahi Karni hoti agr ladder bottom pattern aik bullish trend reversal Hy. Es wja Sey price ka Pehly Sey bearish trend ya Low area hona important hy es pattern mein Shamil first 3 Candles black long Hoti hy Jo aik dusrey ke down open hoti hain or down jakar close Ho Jati Hy. In teenon black candles ke shape three black crows pattern Jsi Hoti jy. pattern mein 4th black candles aik inverted hammer Candles Ban Jati Hy. ladder bottom pattern Mein banney wali last candle aik long white color ke candle hoti hy jo k inverted hammer candles ke open price sey gap mein open hoti hy or third candles ka open position sey bhi Upar jakar close Ho Jati Hy.

    Click image for larger version

Name:	img_5df574179483f.png
Views:	7
Size:	17.6 کلوبائٹ
ID:	12557969

    Dear forex members ladder bottom pattern 5 candles pr mushtamil aik bullish stand reversal pattern hy yeh pattern or counceling baby pattern jasi same hi hy. but 3rd candles k elawa leader bottom pattern low price area over sold area Mein banta hy jo k price ko downward jane sey rokata hy es pattern ke important Baat yeh hy k es mein Shamil first 3 candles black inverted hammer banti hy jo is Sy price ruk Jati Hy. 5th candle aik long white candles hoti hy jo inverted hammer candles ke open sey bhi Upar open hy or third candles ke open price sey upar jakar close Hoti Hy yeh aik strong reversal pattern hy jo k price ko low area Mein jane sey rokti hy.

    Trading strategy :

    Dear forex market mein Jb ap trading karty hain to es mein successful trading karny k liye ap ko ladder bottom ko achy tarike sey Smjh Kr trading Krni hoti hy es mein agr ap analysis Kr k trading krty hain to ap ko bht zyada advantages Hasil hoty hain ap ko Koshish Karna Hogi k ap es market mein zyada Sey zyada Apny analysis ko strong Kren Jo members forex market Mein different important analysis pr completely study karty hain un ko maximum advantages available hoty hain ap ko apni achi planning Kr ke kam karna hoga or trading Mein successful hone ke liye hard work krna ho ga.

    Click image for larger version

Name:	AEP-Ladder-Bottom-1024x610.png
Views:	4
Size:	101.0 کلوبائٹ
ID:	12557968
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is ladder bottom candlestick pattern?

    What Is Ladder Bottom/Top?

    seerhi ka nichala hissa aik blush rewarsal patteren hai jis ke baad ki khususiyaat hain :
    market mandi ke douran hai .
    pehli, doosri aur teesri mom btyon mein lambi siyah ( neechay ) asli bodies hoti hain jin mein pichli mom batii ke khulay aur band honay ke neechay har khulay aur band hotay hain .
    chothi mom batii aik mukhtasir asli body aur lambay oopri saaye ke sath siyah hai .
    pichli mom batii ke $ 64000 body ke oopar associ at degree ke sath panchwin candle safaid ( oopar ) hai .
    patteren ke peechay nazriya yeh hai ke neechay ka rujhan associ at degree ke ulti hathori mom batii ke sath raftaar kho deta hai jis se belon ko rujhan ko khatam karne aur rivers karne ki zaroorat hoti hai. is ke ilawa aam nah honay ki wajah se, seerhi ka nichala hissa ulatnay ki pishin goi karne mein mamooli hota hai. taham, yeh patteren ( stock ke liye ) ke baad das dinon ke darmiyan 6 June 1944 ya jail break simt ke andar izafi qeematon ki farahmi ka rujhan rakhay ga .
    taajiron ko mutabadil takneeki asharion ke sath mil kar seerhi ke neechay ka istemaal karna chahiye taakay pur-umeed tabdeelion ki passion goi ki ja sakay. agar patteren hota hai to, tajir kisi bhi mukhtasir position se bahar niklana chahtay hain ya –apne stop las ki sthon mein tarmeem karna chahtay hain, taham aik taweel position par hisaab ke liye mutabadil chart patteren ya takneeki isharay ke zariye izafi tasdeeq ki zaroorat ho sakti hai .


    Understanding Ladder Bottom/Top

    seerhi ka sab se oopar aik bearish rewarsal patteren hai jis ke baad ki khususiyaat hain :
    market up trained mein hai .
    pehli, doosri aur teesri mom batii ki lambi safaid ( oopar ) asli bodies hoti hain jin mein pichli mom batii ke khulay aur band honay ke oopar har khulay aur band hotay hain .
    chothi mom batii safaid hai jis ka asli jism aur lamba nichala saya hai .
    panchwin candle siyah ( neechay ) hai jis mein associ at degree pichli mom batii ki asli body ke neechay khuli hai .
    patteren ke peechay nazriya yeh hai ke associ at degree up trained hathoray ya harami mom batii ke sath raftaar kho deta hai jo reechhon ke liye rujhan ko sambhalay aur rivers karne ke liye aik khalaa bana deta hai. batming patteren ki terhan, seerhi ke ounchay patteren se jail break patteren ke baad ke dinon mein aik mohazab size ki harkat faraham karta hai, taham jail break kisi bhi simt mein ho sakta hai. yeh hamesha aik ulat patteren nahi ho ga .

    اب آن لائن

    Working...
    X