Significance of confirmation in Forex trading...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Significance of confirmation in Forex trading...
    Assalam alaikum dear Forex friends ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge aur forex market mein achcha kam karte hue apna profit increase kar rahe honge dear jab Ham for exceeding Business mein kam karte Hain to hamen koi bhi entry Lene se pahle Kisi bhi pattern ke complete hone ke bad uski confirmation ka check karna bahut jaruri hota hai kyunki use time hamara liya jaane wala Ek achcha decision hamen achcha profit dila sakta hai isiliye aaj Ham baat karenge significance of confirmation ke bare mein.

    Confirmation:

    Dear friends chart per tasvir trading ke kamon ka Farhan Karti hai jiski sabit karmi ki vajah se tasvir hoti hai isiliye aam alfaaz mein kamj kam 3 din Kisi bhi pattern ke complete hone ya uske ruzan ko samajhne ke liye jaruri hote Hain aur karne se pahle dikhaye Gaye points per mujhmein se Mil hote Hain isiliye Kisi bhi pattern ki confirmation ke bad liya jaane wala action aapko successful banaa sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	348bddbc6cbd8b00d6272a60b4c20c6e--market-price-confirmation.jpg
Views:	1
Size:	23.9 کلوبائٹ
ID:	12557932

    Takeaway keys:

    Dear friends Kisi bhi chart pattern ki tasvir ki jo kimat chart per technique pattern jaro jaan ki durust ki tasveer karti hai. Tasdi ke liye kya data points ki jarurat Hoti hai aamtaur per minimum 3 trading days ki duration khuli karibi jyada aur kam kimaton ka istemal karte hue Kisi Ek trading de mein candlestick ki sabji ki jaati hai Lekin different analysis ke liye Kiya dinon mein jo tajiya hota hai usko bhi confirmation kaha jata hai chart per tasvir Ek chart pattern ki vajah hoti hai isiliye Kisi bhi pattern ki confirmation bahut jaruri hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	breakout-2_orig.png
Views:	9
Size:	158.7 کلوبائٹ
ID:	12557933
    Conclusion:

    Dear friends jab offer studying Business mein kaam karte hain to aap is market se achcha profit sirf aur sirf usi surat mein hasil kar sakte hain jab aap Kisi bhi pattern follow karne ki koshish karte Hain to usse pahle use pattern ki complete hone ki confirmation hasil karna aapke liye bahut jaruri hota hai kyunki pattern agar complete na hua ho to surat mein aapka liya jaane wala entry point aapko loss ki taraf lekar ja sakta hai isiliye koi bhi pattern jab start hota hai usmein aapko usi waqt apni entry leni chahie jab aapko pattern ke complete hone ke bad confirmation candle mil jaaye tabhi aap successfully market mein trading kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Significance of confirmation in Forex trading...

    Assalamu Alaikum dear member Jab aap market mein technical analysis ko complete kar rahe hote hain to definitely iske liye aapko confirmation ki jarurat hoti hai Jab tak aapko confirmation nahin milati use time tak aapko market mein entry nahin Dena hoti hai confirmation se related kuchh important information main aapse share karne ja raha hun jo aapke liye bahut jyada important platform create kar sakti hain aur aapke liye ismein maximum advantages available ho sakte hain.

    What is Confirmation

    Jab aap market mein entry Lena chahte Hain to iske liye aapko confirmation ki jarurat hoti hai confirmation basically ek aisi information hoti hai jismein aapko market mein ek trend ki information mil rahi hoti hai aur usmein aapko yah confirm ho raha hota hai ki market mein ab jyada chances is Trend ke Ban rahe hain Jab aap market mein confirmation hasil karne ke bad trade lete Hain to aisi situation mein aapko jyada se jyada profit hasil karne ke chances Mil Rahe hote hain isliye aapko confirmation ke bad hi market mein entry Lena hoti hai.

    Confirmation on Resistance

    Jab aap market mein resistance level per confirmation hasil karna chahte hain to iske liye bhi aapko kuchh important points ko find out karna hota hai jo aapko yah confirm kar rahe hote Hain ki market ka trend aap change hone wala hai aur Market down site per a sakti hai first off all aapko yah dekhna hota hai ki Jab bhi market mein koi aisa pattern banta hai jo aapko yah show kar raha hai ki market mein ab down jaane ki chances Ban rahe hain to iske liye aapko kuchh information candlesticks ko find out karna hota hai Jab bhi market major resistance per hoti hai aur koi aisi candistic aapko information provide karti hai jo aapko yah indicate karti hai ki market mein ab tent change hone laga hai to aisi situation mein aapko bi careful hokar market mein entry Le leni hoti hai aur ismein aapko confirmation mil jaati hai.

    Confirmation on Support

    Jab aap market mein jyada se jyada profit hasil karne ke liye apni learning ko complete kar rahe hote hain aur confirmation hasil kar rahe hote hain to support level per bhi aapko different important factors ki base per confirmation mil sakti hai support level per Jab aap market mein entry hasil karte hain to ismein bhi aapko yah confirmation mil rahi hoti hai ki market ka trend aap change hone laga hai Jab aapko market mein red candles ke bad kuchh aisa candlest pattern milta hai jismein aapko yah confirm hota hai ki market ka trend aap change hone laga hai aur iske sath aapko yah bhi information hoti hai ki market ek major support level per yah trend banaa Rahi hai to aisi situation mein aapko hamesha confirmation candles tax ki base per entry Lena hoti hai aur usmein apne profit ko increase karna hota hai.

    Neckline

    Jab aap market mein different factors ko study kar rahe hote hain jo aapko confirmation provide kar rahe hote hain to ismein aapko nek line ki bhi information ka idea hona chahie kyunki yah bhi confirmation ke liye aapke liye ek helping platform provide kar raha hota hai jo aapki trade ko profitable banane mein important roll play kar sakta hai basically Jab aap market mein apni information ko find out karte hain to ismein aapko hamesha jyada se jyada profit hasil karne ke liye regularly basis per apni working ko complete karna hota hai Jab aap market mein consistant profit hasil karna start kar lete hain to ismein aapko bahut jyada fayda mil sakta hai aur aapko market mein maximum advantages available ho sakte hain.

    Confirmational Candlestick

    Market mein Jab aap candle stick pattern ko study karte hain to ismein aapko hamesha confirmation candlestick ko jarur find out karna hota hai har market pattern mein ek confirmation candlestick hoti hai jo aapko use friend candlestick pattern ki confirmation se related kuchh important aur valuable information share kar rahi hoti hai aapko hamesha market mein jyada se jyada fayda hasil karne ke liye is confirmation ko jarur study karna hota hai aur iske accordingly apni trade Lena hoti hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X