Parabolic SAR Indicator ko Istemal krny ka tareeka Trading Market ma

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parabolic SAR Indicator ko Istemal krny ka tareeka Trading Market ma
    What is Parabolic SAR Indicator in Forex Market

    Definition

    Dear trading members parabolic SAR dots ki shakal ma aik line bnata hai bullish market ma line candlestick chart ky nechy bnti hai jub ky bearish market ma doted line candlestick chart ky nechy bnti hai.How to Use Parabolic SAR Indicator? Aik aisa indicator jo apko yeh smjhata hai ky trend kub end ho skta hai isko parabolic SAR indicator kaha jata hai. jo apko yeh information share krta hai ky stop and ready for reversal. Doted line ya points price movement ma potential reversal ki indication dety hain.

    Parabolic SAR Indicator ko Use krty huy Trade Open krny ka Procedure Forex Market ma

    Parabolic SAR ki sub sy nice bat yeh hai ky isko use krna bahot he simple hai mean to say really simple. jub Dots candles ky nechy bnty hain yeh buy signal hota hai. jub dots upper side py bnty hain tb sell ka signal hota hai.

    Parabolic SAR use krty huy Trade Exit ka Procedure

    Parabolic SAR indicator ko use krty huy trade exit ka signal bhi milta hai. jub bhi dots opposite side py bnna shuru ho jain aor 3 dots bn jian to trend end ka signal mil jata hai. apko below chart ma smjh ajay gi ky yeh kesy hota hai.Parabolic Sar aik bahot sada indicator hai isko is us krna bahot easy hai. yeh aik sada sa indicator hai jis koi bhi new member smjh skta hai aor meta trader 4 sy apply kr skta hai aor isko bahot faida mil skta hai is sy.

    Dear traders koi bhi indocator hamen market uptrend downtrend aor market ma situation my bary maa btata hai lehaza apko hosla krna chye aor mehnat sy kaam lena chye trding sekhen aor amal kren.
    منسلک شدہ فائلیں
    Last edited by ; 20-09-2022, 05:49 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Parabolic SAR Indicator ko Istemal krny ka tareeka Trading Market ma

    Assalamualaikum dear friends is post me mein parabolic SAR k bary me detail sy discuss krun gi k parabolic SAR kia hy or yh hmari trade me kis Tarah sy helpful Hy or kia yh hmari trade ko effect krta Hy ya nahi yh sari cheezain me is post me discuss krun gi

    What is parabolic SAR in forex?
    Dear forex members parabolic SAR aik indicator hy Jo k hmain market ki movements k reverse k bary me btata hy jab market aik direction me move kr rhi ho to hum parabolic SAR ko use krty huay yeh indicate kr skty Hain k kab market reverse ho gi ager market continuesly up direction me ja rahi ho to hum parabolic SAR indicator ko use krty huay yeh Jan skty hain k market kab reverse kry gi is Tarah sy hmain parabolic indicator sy bohat help mil jati hy parabolic SAR indicator ko use krty huay hmain market ka trend smajny me asani hoti Hy or ap sab janty hain jab market ka trend smaj me ajay to hamain trading me sy bohat faida hota hy

    Correct use of parabolic SAR:
    Dear forex members parabolic SAR ko hum generally tab use krty hain jab market countinously aik hi direction me move kr rhi ho to hmary liay market ko smajna mushkil hota hy q keh market ki movement hmari smaj me nahi hoti aisi situation me hum parabolic SAR indicator ko use krty hain is Tarah sy hmain market ka trend smajny me asani ho jati Hy or hum apni trade ko sahi direction me move krwa skty Hain
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	16
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12421378

    Symbol of parabolic SAR:
    Forex members ager hum parabolic SAR indicator ko use krty Hain to hmari candles k opar or neechy dots show hoty Hain Jo yh indicate krty Hain k market kahan par reverse ho gi yeh dots sy hmain market ka trend smaj me ajata Hy or humari trading successful ho jati Hy Friends parabolic SAR indicator k dots ager hmari candles k opar wali side par hun gy to it mean k market ka trend bearish trend ho ga or ager parabolic SAR indicator k dots hmary chart ki candles ki neechy wali side par hun gy to it mean k market ka trend bullish trend hy
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	9
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12421379

    Is parabolic SAR true all the time?
    Dear forex members parabolic SAR indicator hmesha true value nahi btata sometimes ye hmain wrong information provide krta Hy jis ki wjah sy hmari trade me sy hmain nuksan ka samna krna prta hy is liay friends ager ap parabolic SAR indicator ko use krty Hain to apko Is k sath moving average ko use krna ho ga is sy hmain yh faida ho ga k ager parabolic SAR indicator hmain wrong signals dy rha hy to hmain pehly sy pata chal jay ga or is tarah sy hum nuksan sy bach Jain gy parabolic SAR akely use na krain q k us me risk hy us me option hy k wo ap k liay sahi Bhi ho skta hy or nahi bhi is liay ap parabolic SAR indicator ko moving average k sath use kren
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Parabolic SAR Indicator ko Istemal krny ka tareeka Trading Market ma

      Parabolic SAR


      rujhan ki pairwi karne walay isharay ko" parabolic stop and rivers" ke naam se jana jata hai, jisay aksar" parabolic s ae are" ya" pi s ae are" kaha jata hai, jay vindl wilder ne takhleeq kya tha, aik up trained mein, usay aik single parabolic line ke tor par dekhaya gaya hai ( ya nuqtay ), neechay ke rujhan mein, yeh qeemat ki salakhon ke oopar dekhaya gaya hai .


      Parabolic SARTrading Strategy






      jab nuqtay qeemat ki salakhon ke neechay chalay jatay hain, jo oopri rujhan ka ishara dete hain, to aap ko khareedna chahiye, aur jab woh qeemat ki salakhon se oopar jayen, mandi ka ishara dete hain, to aap ko bechna chahiye ya short sale karna chahiye. nateejatan, hamesha tijarti signal hon ge kyunkay tajir aik position mein ho jaye ga. agar qeemat sirf har simt mein choti movement kar rahi ho to un mustaqil tijarti signals ke nateejay mein tijarat khonay ka silsila ho sakta hai. taham, agar qeemat agay peechay barh rahi hai, to yeh faida mand ho sakta hai .
      is baat ki nishandahi karne ke liye ( agar koi patteren hai ) chahay rujhan oopar hai ya neechay, is liye is din ki qeemat ki karwai ka andaza lagana afzal hai. majmoi rujhan ki simt ka taayun kisi dosray isharay ka istemaal karte hue bhi kya ja sakta hai, jaisay moving average ya trained lines. sirf tijarti ishaaron par amal karen jo aam rujhan ke mutabiq hon agar koi hai. misaal ke tor par, agar rujhan manfi hai to aam rujhan ki simt ka taayun kisi dosray isharay ka istemaal karte hue bhi kya ja sakta hai, jaisay ke moving average ya trained lines. sirf tijarti ishaaron par amal karen jo aam rujhan ke mutabiq hon agar koi hai. misaal ke tor par, agar aap ka tajzia yeh batata hai ke rujhan neechay hai, to sirf mukhtasir tijarat ke isharay par amal karen jab nuqtay qeemat ki salakhon ke oopar aur neechay pozishnin tabdeel karen. is nuqta nazar mein, isharay ko is ke liye istemaal kya jata hai jis mein yeh sab se behtar hai : spoting rujhanaat .
      umeed hai ke, aap ko isharay ki khaami ke baray mein fikar karne ki zaroorat nahi hogi : ghair munafe bakhash tijarti signal jab koi rujhan nah ho, aik baar jab aap majmoi namona bana len .

      Pros and Cons of the Parabolic SAR




      isharay ka ahem faida yeh hai ke yeh numaya rujhanaat ki taraf tawajah mabzol karaye ga jab woh runuma hon ge, aur taajiron ko rujhan ki simt mein agay barhatay hue rakhen ge. jab rujhan ki mukhalif simt mein koi harkat ki jati hai to ishara aik aygzt bhi faraham karta hai, jo ulat jane ki nishandahi kar sakta hai. dosray mamlaat mein, qeemat ulat jati hai, jis se yeh aik sazgaar ikhraj hota hai. doosri baar, qeemat fori tor par dobarah rujhan saazi ki simt barhna shuru kar deti hai, jis se yeh aik kharab aygzt ban jati hai .
      isharay ki bunyadi khaami yeh hai ke yeh tjzyati baseerat ya qabil aetmaad tijarti tajaweez ke lehaaz se ziyada paish nahi karta hai jab market aik taraf rujhan mein hoti hai. kisi mutayyan rujhan ki Adam mojoodgi mein isharay aksar qeemat ke oopar aur neechay dorahy jatay hain. agar aik din ka tajir tijarti signals ke liye mehez parabolic sar par inhisaar karta hai, to yeh aik bohat nuqsaan da din ho sakta hai kyunkay qeemat ki is qisam ki harkat sara din chal sakti hai .
      trading se bachney ke liye jab koi trained mojood nah ho aur jab koi trained mojood ho to tridz mein daakhil honay ke liye, traders ko mahswara diya jata hai ke woh trindz ko pehchanney ka tareeqa sekhen, chahay price action parh kar ho ya kisi aur isharay ki order?

      How can you use the parabolic SAR indicator to set your stop-loss order?





      aap –apne stap las ko parabolic sar par ya is se agay rakh satke hain is par munhasir hai ke aap kitna khatrah mol lainay ke liye tayyar hain. jab rujhan ko khatrah la-haq ho, to aap yaqeen dehani kar satke hain ke aap usay parabolic sar par set kar ke tijarat chore dete hain. aap jaali out honay ki soorat mein parabolic sar se agay apna stap las order tarteeb day kar apni position barqarar rakh satke hain, lekin aap ko barray nuqsaan ka saamna karne ke liye tayyar rehna chahiye .

      اب آن لائن

      Working...
      X