Renko Chart Pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Renko Chart Pattern
    Introduction

    Assalamu Alaikum dear member kya haal chaal hai main Amit karta hun aap sab log khairiyat se Honge aur Market Mein Achcha kam bhi kar rahe Honge dear market Mein kam karne ke liye aapke pass Achcha knowledge aur experience Hona bahut jaruri hai Jitna Achcha aapke pass knowledge Hoga utna hi Achcha market Mein kam karne ke liye aapke pass Achcha knowledge aur experience Hona bahut jaruri hai Jitna Achcha aapke pass knowledge Hoga utna hi Achcha profit Hasil kar Sakoge Iske sath sath mein aapko yah bhi batata Chalun ki market is a great place to work

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	6
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12557834

    Renko Chart Pattern ka taurauf


    Renko chart pattern aik boht hi aala pattern hy is pattern ko follow ker k ham aik acha profit gain kr skaty hain. ke series enton ke dewar say melte julte hey aik new ent bante hey jab price aik price ko dosre price mein montakell karte hey trader har block ko 45 degree kay zavey par rakh sakta hey aam tor par uper ke ent ka rang red ya white hota hey Renko chart financial chart market mein price ke movement ko zahair karta hey blocks ya enton say chart banta hey block ka size aik jaisa hey block ya to bearish ya bullish kay ho saktay hein jaisa keh yeh candle stick kay chart pattern mein ho sakta hey Renko chart mein aik he size kay unfrade block ho saktay hein kun keh chart wakt par ghor nahe karta renko chart par setting ka parameters hota hey jo keh batata keh har ent kay ley ken pips par ghor karen gay.

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12557835

    Renko chart pattern ki Pehchan


    Dear members forex Renko Chart Pattern ki pehchan kerny k liay hamen kafi work ki zarorart hoti hy jis sy pattern ko samjhny main asani hoti hy, trading market me Renko chart pattern k bht zaida use hoty hn jinko hum clearly use kr skty hn or asani sy apply kr skty hn isko hum support or resistance level me bhi find out krna k liye use kr skty hn agr trader ko us ka use pta chl jaye to wo isko usme bhi use kr skta hai to is liye agr yh over bought me ho to humy sell ki trade active krni chahiye or agr over sold me ho to apko buy ki trade active krni chahiye ismein Ham bahut achcha profit gain kar sakte hain aap ko iske liye bahut acche on strong analysis ki jarurat hoti hai agar aap ke aane se acche honge to aap ismein kabhi bhi na Kam Nahin ho sakte.

    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	2
Size:	13.8 کلوبائٹ
ID:	12557836

    Types of Renko chart.

    Rnko High/low Chart Pattern

    Rang ke tabdeeli renko chart ka aik or tareeka hey or ap en kay sath trade kar saktay hein ap enton kay rang mein tabdele daikhen gay jo keh price direction mein tabdele ko sakhte say indicate karte hey lahza aik ager green ent hey or phir aik red ent hey to price serf 10 points banay kay ley red ent ke traf nahe increase hote Red renk ent ko mokamal karnay kay ley price ko green ent say 10 pips r phir mazeed 10 pips monytakell karna paren gay renko chart par har aik wick ka matlab yeh hey price nay pposite direction janay ke koshesh ke laken nakaam rehe wick red mein price ke movement ke lambai ko zahair karte hey

    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	5
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12557837

    forex trading main hard work kare best learnign k sath kaaam kare forex trading main learning nhe hain tu kamyabi b nhe hain forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain hard work k sath kaam kare best learning kare forex main best learning easy kamyabi de skti hain forex trading main hard work kare forex ek kamyab busniess ki tara work karta hain Renko Chart Pattern main rules must follow karne hote hain qk jaaab tak rules he follow nhe kiye jate hain vo traders kabi b kamyab nhe hos kte hain forex trading main strong learning karna must hota hain Renko Chart Pattern main rules ko follow kare kamyabi usi person ko mil skti hain jo trades forex main Renko Chart Pattern main anlaysis kare pratice kare demo account main jaab tak pratice k sath kaam nhe hota hain tu kamyabi b nhe hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Renko Chart Pattern

    Yes dear, forex main charts ki kai types hoti hain jin main line chart, bar chart aur candlestick charts famous hain, in kay ilawa charts ki aik kisam ka naam renko chart bhi hay,

    Detail of Renko chart:

    Renko chart price ki minor movement main changes ko bhi hamain samjhny main bahut muasar sabit hoty hain, is liye keh yeh isko box size say show karta hay. Ager aik dafa box size ham set kar dain to price is limit ko jab cross kary gi to he new box bany ga. Aik dafa box ban gia to yeh phir delete bhi nai hota.

    Reliability of Renko chart pattern:


    Yeh aik complex lakin kafi reliable chart smjha jata hay, ye pairs ki prices par focus karta hay aur time factor ko ignore karta hay, is ko japanese nay develop kia aur working main ye point and figure chart kay kafi similar hota hay, in main difference sirf itna hota hay kay renko chart main blocks aur boxes use hotay hain jab kay point and figure main X aur O column use hotay hain, renko chart aik brik per column kay sath normaly 45 degree line main move karta hay,


    Bricks formation in Renko chart pattern:

    Candlestick chart ki tarha bricks bi asending or decending ho sakti hain. Renko chart ma growth kay laye green or white colour use kiya jata hai or decline kay laye red or black colour use hota hai. New bar tb form hoti hai jb previous bar ma kio change occur karta hai or ye change greater or smaller kay tor par occur kar sakta hai. Ascending bar es time par form hoti hai jb given time period ma current change previous change sy higher ya greater hota hai. Same es he tarha decending bar tb form hoti hain jb current price previous bar sy smaller hoti hai ya decline karti hai. So en bricks ma minor changes kio kisi specified time period ma show kiya jata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Renko Chart Pattern

      Trading The “W” Renko Chart Patterns

      " w" aur" m" area unit 2 aam tor par paye jane walay renko chart patteren aur area unit aik islahi iqdaam ki nishandahi karta hai. yeh kabhi kabhi up trained ke sab se ziyada aur neechay walay rujhan ke har waqt kam hotay hain. ya to mustaqbil ka rujhan ya rujhan ke darmiyan .
      " w" aur" m" renko chart patteren ki tijarat ke liye kamyabi ka masla shanakht ke liye nisbatan seedha hai aur yeh qadeem chart patteren jaisay head and shoulders ya shayad double brayer aur batams ke muqablay mein bohat ziyada qabil aetmaad hai. yeh patteren price action trading ke zamray ki numaindagi karte hain aur is liye kisi bhi isharay ka istemaal nahi karte hain .
      yeh mazmoon bayan karta hai taham tajir" w" patteren ki tijarat karen ge aur is ke ilawa un intehai qabil aetmaad rewarsal patteren ki mukhtalif tagayuraat. baad ke mazmoon ke douran, hum murkantilizem ke baray mein" m" patteren ko bohat achi terhan se bayan karne ja rahay hain .


      Identifying the W Pattern with Renko Charts

      " w" patteren mutadid shaklon mein aata hai, taham yahan area unit 2 ki mukhtalif halatain hain .
      double neechay wala" w" patteren
      " w" patteren jis ka sahih neechay pichlle neechay ke neechay hai .
      aik" w" patteren ke liye murkantilizm ke liye ahal honay ke liye, is ke baad ki khususiyaat ki talaash karen .
      renko charts ko associ at up trained mein hona chahiye. agar shak hai to, sirf chart par nazar dalain aur dekhen ke qeemat barh rahi hai. agar yeh neechay se baen taraf prime dayen taraf barh raha hai to yeh associ at up trained hai .
      is matan ki khatir, hum" w" patteren ko a, b, c, d aur e mein darja bandi karne ja rahay hain. jahan bhi a aur e area ki ikai 2 ahem chotiyan, b aur d area ki ikai 2 ahem giraaten aur c woh darmiyani chouti hai
      e ko hamesha a se kam oonchai banana chahiye .
      c ko hamesha a aur e se kam oonchai banana chahiye .
      b aur d ya to double neechay hon ge ya d aik nichli satah banayen ge, taham aik se ziyada renko eent nahi .
      d b se agay ho ga taham aik renko eent se ziyada nahi .
      a aur e ya c & d ko kabhi bhi double prime nahi type karna chahiye kyunkay yeh is patteren ki zimma daari ko kam karta hai .



      Trading the “W” Pattern with Renko Charts



      " w" patteren aik islahi ya ulat jane wali harkat ka ishara hai. lehaza, aik baar jab" w" renko chart ka namona nazar aata hai, to hum hamesha aik mukhtasir position ikhtiyar karte hain jaisa ke zail mein bayan kya gaya hai .
      jab" w" patteren qualify kya jata hai jab mayoosi ke ulat renko chhoout ko dekhte hue, c par mukhtasir
      ya to mayoosi pasand renko eent ke liye tayyar rahen taakay c ke neechay banai jaye jo usay mehfooz indraaj banati hai ya c par namukammal farokht ka order den

      اب آن لائن

      Working...
      X