Explanation of "Risk Management Principles" :

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanation of "Risk Management Principles" :
    Aslam o alaikum dear members. Yaqeenan tamam members kheriat sey houn gey and forex par behtaren learning hasil kar rahy houn gey. Forex forum aik aisa platform ha jahan dunia bhar k log trading k rules ko seekh sakty hen , kyun k yeh aik real platform hai. Aj mein ap sab k sath aik boht he important topic discuss karun ga jo apko trading k doran bht faida dy ga. Umeed karun ga k ap sab is topic ko dehaan sey samjhen gey.


    What is Risk Management Principles ?

    Dear members risk management ko achi tarah study karna and is ko trading mein include karna bht he important factor hota hai. Hamen sab sey pehly apni safety ko maintain karna hota hai. Agar hamara account safe nae tou hum kbi b kamyabi ni hasil kar sakty. Hamen risk management k through he apni trading karni chaiye.

    Agar hum risk management k through apni trading karna chahty hein tou sab sey pehly hamen stop-loss ki calculation karna ani chaiye and isko hamesha apni trading mein include karna chaiye. Iski proper calculation and different time frames and different market pattern ki basis par is ki calculation karny ka process pata hona chaiye. Different basis par different values ko hum stop-loss ki calculation mein include kar sakty hein.


    What is risk and reward ratio ?

    Forex members agar hum risk and reward ratio ki basis par apni trading karty hein and is mein take-profit and stop-loss ki calculation karty hein tou hamen difinitely boht achi trading kar sakty hein. Is mein hamesha one ratio two or one ratio one ki important radius ki base par apna decision making karna parta hai.

    * Dear members agar hum risk management k through apni trading karna chahty hein tou is mein hamen hamesha minimum lot size select karna hota hai. Minimum lot size ki selection hamary account k liye and safety k liye and is ko maintain karny k liye boht important hai. Agar hum maximum lot size select karty hein tou is mein bht zada problem ho sakti hai.

    * Forex members , risk management k rules k hisab sey apni trading activities ko complete karna chahty hein tou is mein hamary liye highest volatility bht zada dangerous ho sakti hai. Is mein hamesha minimum risk lena parta hai and minimum volatility par trading karna hoti hai. Jab market mein different news ati hein tou us time market volatility bht zada increase ho rahi hoti hai.


    Conclusion :

    Risk and reward ratio mein account slowly grow karta hai and Is mein acha reward milta hai. Is mein hamen money management ko follow karna hota hai and hard working karni hoti hai. Hamen apni calculation ko achi tarah dekhna hota ha exact calculation karni hoti hai. Yeh aik boht he famous and acha tool hai jo mostly expert traders isko lazmi use karty hein. So mein umeed karta hun k ap sab bhi is topic ko lazmi samjhen gey and is par working karny k baad achi kamyabi hasil karen gey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Explanation of &quot;Risk Management Principles&quot; :

    Money Management
    Money management forex trading me apne sarmaye ko mehfoz karne k leye kia jata hai Forex trading aik risky karobar hai, aur aik andaze k mutabiq is karobar me taqreeban 90 se 95% tak traders apna sarmaya zaya kar jate hen Money management hamare trading ka aik aham osool hona chaheye, ta keh hum apne sarmaye ko ziada se ziada mehfoz bana sake. Trading me hamare leye munafa se capital ka mehfoz rakhna ziada aham hai.

    Money management new traders ya kam sarmaye wale traders k leye bohut hi ziada aham hen New traders forex trading ki ladad munafa se lalach me a jate hen, jis se wo market me ziada se ziada risk lene ki koshash karte hen, aur aik mamoli ghalti ki waja se wo apne sarmaye se hath dho bethte hen.
    Money management k leye risk management ka hona zarori hai, jitna ziada hum apne risk ko kam se kam rakhengay utna hi hamara money management kamyab rahega Kamyab traders apne trading account ko mehfoz banae k leye risk reward ratio ko behtar banane ki koshash karte hen
    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	3
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12421279

    Money management k leye aham points
    Money management k leye aik acha risk-reward ratio rakhna zarori hai Risk reward k leye apne trading account me maojood sarmaye k mutabiq muntakhib karen
    Traders ko proper discipline k mutabiq apne trading karni chaheye, lalach karne k sorat me trading discipline nakam ho jata hai, jis se hamare money management par bhi bore asarat muratab hongay
    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12421280

    Traders ko trading k dowran take profit aur stop loss ka zaror istemal karna chaheye Take profit humen apne matlaba hadaf tak jab k stop loss humare account ko ziada loss se mehfoz banata hai

    Over-trading aik bara masla hai, is se humen har sorat avoid karna chaheye Over trading humen kisi na kisi sorat me zaror loss de jata hai
    aik makhsos yani trading account me sarmaye k hisab se lot size ka istemal karen, account k sarmaye ka lot size ka sath aham taluq hai hamen trading me loss bhi ho sakta hai, is waja se agar account loss me jata hai to humen ziada loss na ho jaye

    اب آن لائن

    Working...
    X