Dear friends Price Rate of Change indicator market mein hamen maloomat provide karta hai current aur previous price ke fluctuations ke bare mein aur is market me entry aur exit bohat asani se le sakte hain.
What is Price Rate of Change Indicator.
Dear friends Jaisa ke upar wale pahre Mein is baat ka jikr Kiya Ja chuka hai kay price rate of change indicator market ki current prices ke bare mein indicate karta hai aur Iske mutabik agar entry leeJaaye to kafi profit bhi hasil Kiya ja sakta hai aur jab aap current price ko specific prices se compare karte hain aur uski basic per aap ek decision Lena Chahte Hain To aapko price rate of change indicator bahut hi perfect calculation provide karta hea friends Price Rate of change indicator ko zero k mukhalif plot kia jata ha jis main price changes upside par hon to indicator b upward yani positive area ki taraf move karta ha aur agr prices downword hon to indicator b down area ki taraf move karta hai friends price rate of change indicator ko agar aap analyse Karte Rahian time to time tou aap ko market mein bahut hi acha advantage aasil ho sakta hai aik good entry lene ke liye.
Additional Information.
Dear friends Price rate of change momentum based technical indicator hai Jo ke price ki tabdeel hoti Hui percentage ko measure karta hai friends indicator ko bhi Sambhal karne ke liye aap use kar sakte hain Apne trading strategies mein

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим