Introduction
Assalamu Alaikum dear member kya haal chaal hai Main Karta Hoon aap sab log khairiyat market Mein Achcha kam bhi kar rahe Honge deer market Mein kam karne ke liye aapke pass Achcha knowledge aur experience Hona bahut jaruri hai aur iske साथ-साथ aap Jitna time market Mein Doge aap itna hi successful man jaaoge main aaj aap Logon ke liye topic Lekar Kafi Jyada help Karega yah Apne topic ki taraf Chalte Hain

Dark Cloud Cover:
Aik bearish reversal candlestick pattern jahan aik down candle (typically black ya red) open above close ho up candle sa pehlay (typically white ya green), aur pher close below up candle ka midpoint ho , easko dark cloud cover pattern kehtay hain.
Dark Cloud Cover aik candlestick pattern hai jo keh show karta hai aik shift mein momentum downside ki taraf following price rise mein.
Pattern aik bearish candle per composed hota hai jo keh open above ho per phir close below midpoint ho prior bullish candle mein.
Both candles relatively large honi chaiay, showing strong participation ki traders aur investors.
Jab pattern occur ho with small candles yeh typically less significant hota hai.
Traders typically dekhtay hain keh candle following bearish candle declining prices show karti ho.
Aik further price decline following bearish candle ko confirmation kehtay hai.

Way:
Ziada tar trader es pattern ko sirf us surat main effective samajty hain, jab yeh uptrend ya price main overall increase k bad hota hai Jasay price barhti hai, ye pattern downside mein potential move ko indicate karta hai ,agar price action chapti hai, to pattern kam ahmiat ka hamil hai, kyun keh pattern ka bad qeemat chipti rehny ka imkan ziada hai
Es pattern ko understand karna bahut zaroori hai, Jasa keh yeh aik bearish engulfing pattern hota hai, es main buyers opening mein price ko high pa la ka janay ki koshish kartay hain. Lakin sellers es ko take over kar latay hain, aur qeemat ko tezi sa kam kartay hain .
Buying sa selling mein yeh change es bat ka ishara karti hai keh price mein kami ka trend anay wala hai.

Example :
Traders jo long period sy trade main hain, bearish candle k qareeb ya agly din, bahir nikalny pe ghor kar sakty hain, jab price mazeed gir rhi ho Traders is point p short positions main b enter ho sakty hain Agar short point main enter hona ha to, bearish candle k high p stop loss rakha ja sakta hai Confirmation k din, stop loss ko confirmation sy bilkul uper dala ja sakta hai
Es chart k mutabiq, dark cloud cover us waqt hota hai, jab third bullish candle k bad aik bearish candle hai, jo unchi khulti hai or last bullish candle k midpoint sa nechy close hoti hai is pattern ny kamyabi k sath downtrend ki prediction ki hai or is session ny is ki confirmation ki hai.
[
B]Advantages:[/B]
Dear forex members, agar hum is pattern ko samaj lain to :
Better decision making kar sakty hain ,
aur better strategy k sath, timely trade main enter ho k profit earn kar sakty hain.
Is liye is pattern ko lazmi understand krain ta k loss sy bach, aur risk management kar k acha profit earn kr sakain.
Pattern ki Tafseel:
Dark cloud cover pattern ka shumar un patterns me hota hai jo k qeematon ko rebound karwati hai. Ye pattern market k high price area ya bullish trend me banta hai, jis se qeematen bearish reversal ho jati hai. Dark cloud cover pattern do mukhalif colour ki candles par mushtamil hota hai, jis me 1st candle aik white real body wali bari candle banti, jo k qeematon k upward side pe teezi dekhati hai. Dosra 2nd black candle ki open position white candle se uper gap me hota hai, jo qeematon pe khareedaron k dabao ko dekhati hai. Lekin market me twist us waqat ban jata hai, jab black candle bullish move karne ki bajaye downward ana shoro karti hai, yanah tak k ye candle white candle k real body k darmeyan ya us se thora sa nechay ja k close ho jati hai. Black candle ki aik bari real body market me qeematon pe bullish pressure ko khatam kar deti hai aur yanan se qeeamton ko aik naye trend k leye tayar karti hai. Pattern do candle par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik bullish candle hoti hai. Pattern ki dosri candle aik bearish trend wali candle hoti hai, jo pehli candle k top par open ho kar ussi k darmeyan se nechay close hoti hai. Ye candle pehli candle k open point se pehle close honi chaheye, warna pattern k bearish engulfing pattern main badalne ka hadsha ho sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим