order block indicator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    order block indicator
    what is order block indicator



    order block indicator aik technical indicator hey jo keh baray banks or idara jate trader ke activity ke base par zone ko teyar karta hey yeh forex market mein baray paimanay par en trader kay zarey estamal kea jata hey jo keh orde mein follow trading ka treka estamal kartay hovay trade kartay hein idara jate trader kay poshedah trading kay neshanat es indicator ko estamal kartay hovay zahair hotay hein

    order block idaron or banks kay order ke nmaindge kartay hein kunkeh bare market kay order ko aik sath nahe bhartay hein or esay es ke profit ke salehat ko bhe kam nahe kea ja sakta hey woh aik baray order ko aik chotay order mein fill kar daytay hein teh profit ke salehat ko zyada say zyada banaya ja sakay
    jab forex chart par bullish ya bearish candle stick pattern ka aik selsala banta hey tp yeh baray plaer kay rder ko fill kar dayta hey baray trader forex market ke higher trading imkan ko increase kar daytay lahza ager hum chart par order block ko indicate kartay hein order block k talash karnay kay kabel ho jatay hein high imkane trade ko talash kar saktay hein or es imkane trade ko en level par trade karnay kay ley estamal kea ja sakta hey



    types of order block


    es ke 2 types hote hein

    bullish order block
    bearish order block


    Bullish order block


    jab bearish candle stick ke series mein kam say kam 5 bullish candle stick bante hein es say bullish order block zone banta hey
    yeh montaq pehlay say he rder block kay esharay ko indicate karte hey lahza ap ko har bar daste tor par check karnay ke zaroorat hote hey OB indicator khod ba khod zone ko talash karta hey



    Bearish order block



    jab aik bullish candle stick kay bad kam say kam 5 bearish candle stick aik series mein bante hey to forex chart par aik bearish block ban jata hey
    Click image for larger version

Name:	Order-block-indicator-1-760x440.png
Views:	2
Size:	56.3 کلوبائٹ
ID:	12557723



    order block indicator ka kam



    es order block ka kam karnay wala aik series mein bullish ya bearish tashkeel par mobne hote hey jaisa keh opar beyan kea geya hey
    OB indicator bullish or bearish order block ka estamal kartay hovay forex chart par zones ko talash karta hey zone mein pehle candle stick open, close , high or low hesay estamal kartay teyar kea geya hey
    yeh indicator bullish zone kay ley bearish candle stick ke open or low lines ko plate karay ga en lines kay darmean ka area aik zone kay tor par kam karay ga bearish zone kay ley yeh bullish candle stick kay open or lower hesay ka estamal karay ga



    trade order block indicator



    order block woh indicator hein jenhen idaray or baray trader nay important level kay tor par montakhab kea hey yeh blocks bad mein zyada imkane zne ka intakhab kartay hein es ley hum en blocks ko buy ya sell order ko pen karnay kay ley estamal kar saktay hein
    Click image for larger version

Name:	order-block-indicator-trading-1-760x530.png
Views:	2
Size:	46.9 کلوبائٹ
ID:	12557724



    open Buy order



    jab bullish order block zone banta hey to indicator open or low level candle stick ka estamal kartay hovay es level par aik zone banay ga or bad mein zone kay opar 2-3 pips par buy order open karen gay or nechay stop loss set karen gay



    open sell order



    jab indicator bearish zone draw karta hey to zone kay nechay aik zair e altawa sell order open karen gay or zone kay opar stop loss trakhen gay
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: order block indicator

    How a Flag Pattern Works


    jhanday qeematon mein sakht artkaz ke woh ilaqay hain jo aik insidadi rujhan ki tajweez paish karte hain jo qeemat ki aik ahem samti tabdeeli ke foran baad aata hai. paanch se bees qeematon ki salakhain patteren ki aksariyat par mushtamil hain. blush flag aur bearish flag dono flag patteren ( bearish flag ) ki misalein hain. jhanday ka nichala hissa is ke adhay rastay se pehlay jhanday ke khambay se ziyada nahi niklana chahiye. jhanday ke namonon ki paanch bunyadi khususiyaat hain : pehlay ka namona
    akhatta karne ke liye channel
    hajam ki taqseem
    aik wabaa
    is baat ki tasdeeq ke break out ki raftaar qeemat ki harkat ke baad hoti hai .
    agarchay taizi aur mandi ke patteren ke frame work aik jaisay hain, rujhan ki simt aur hajam patteren mein chhootey tagayuraat mukhtalif hain. paishgi rujhan aur istehkaam ke douran, taizi ke hajam ka patteren bal tarteeb barhta aur girta hai. is ke bar aks, bearish volume patteren level of karne se pehlay ibtidayi tor par phialta hai kyunkay mandi ke rujhanaat aam tor par waqt ke sath sath aisa karte hain. Consolidation regain par matawazi nishanaat bhi parcham ke patteren mein hissa daaltay hain. agar linen aapas mein mil jati hain to patteren ko wage ya pannt patteren kaha jata hai. chunkay woh aik mojooda rujhan mein daakhil honay ke liye aik set up banatay hain jo jari rakhnay ke liye tayyar hai, yeh patteren traders ke zariye istemaal kiye jane walay sab se ziyada qabil aetmaad tasalsul ke namonon mein se hain. yeh tamam shakalain mawazna ki jati hain aur aksar aisay halaat mein zahir hoti hain jo mojooda rujhan mein mawazna ki jati hain .
    patteren bhi isi break out aur buland aawaz ke patteren par amal karte hain. patteren ki shanakht ibtidayi izafay ke baad tijarti hajam mein kami se hoti hai. is se pata chalta hai ke mojooda rujhan ko chalanay walay taajiron ko istehkaam ki muddat ke douran khareed o farokht jari rakhnay ke liye kam targheeb di jati hai, jo naye taajiron aur sarmaya karon ke liye josh o kharosh se rujhan ko uthany aur qeematon ko aam se ziyada taizi se buland karne ke liye darwazay kholtey hain .

    Flag Pattern Examples


    Consolidation zone se guzarnay se pehlay taizi ke jhanday ke patteren ki is misaal mein ibtidayi rujhan ki harkat ke douran qeemat ka amal barhta hai. agarchay hajam mein bara izafah hamesha paish Raft ke sath nahi ho sakta, tajzia car aur tajir usay dekhna pasand karte hain kyunkay is se pata chalta hai ke pur josh sarmaya karon aur deegar taajiron ki nai laharen stock mein daakhil ho gayi hain. patteren yeh is haqeeqat ki wajah se hai ke neechay ki taraf rujhan, mandi ki qeematon ki naqal o harkat aam tor par stock ki girty hui qeematon ke baray mein sarmaya karon ki tashweesh se janam layte hai. jitni ziyada qeematein girty hain, zindah rehne walay sarmaya karon par kaam karne ke liye itna hi dabao hota hai .
    nateejay ke tor par, un harkaat ko mamool se ziyada ( aur barhatay hue ) hajam ke namonon se mumtaz kya jata hai. jab qeemat girna band ho jati hai, to barhta sun-hwa hajam girnay ke bajaye satah murtafa ho sakta hai, yeh tajweez karta hai ke khauf ki satah kam ho gayi hai. neechay ki taraf break out taizi ke andaaz mein oopar ki taraf break out ki terhan mazboot nahi ho sakta hai kyunkay hajam ki satah pehlay hi ziyada hai .ullish Flag Candlestick Pattern :

    Bearish Flag Candlestick Pattern :




    Bullish Flag Candlestick Pattern:


    dosto bullish flag pattern us waqat banti hai jab market me pehle se trend bullish ho aur us k bad kuch choti bearish candle bullish bhi ho sakti hai lekin qeematen sideways rehti hai. Ye candles mustateel shakal me aik flag jaisi dekhaye deti hai. Lekin bad me market up side pe bullish movement shoro karti hai. traders k liye opportunity: bullish flag pattern ban.ne k bad traders k leye opportunity hoti hai k wo market me buy ki entry lain. q k yahan se market teezi k sath bullish jayegi. Agar confirmation k liye agli candle ka intezar karen to us sorat me agli candle bullish lazmi ban.ni chahiye.






    Bearish Flag Candlestick Pattern:

    dosto bearish flag pattern bullish flag k bar-aks neachay side pe banti hai, aur is k trend ka tasalsul bhi bullish se mukhtalif hota hai. Bearish flag pattern aik bearish trend k bad aise tarteeb hota hai k pehle bearish trend me bullish candle ban jati hai, pher market me chand choti body wali candle banti hai, jis se market sideways movement pe a jata hai. Lekin baad me agar candle beariah ban jati hai to ye market main downtrend ka signal hota hai. traders k leye opportunity traders k leye moqa hota hai k wo market me sell ki entry karen. Q k yahan se market bohut tezi k sath downward jayegi. Trend confirmation k liye agar agli candle ka intezar karen to bhi thek hai, q k us se trend aur bhi strong ho jayega.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: order block indicator

      Introduction

      Dear members ummid Karti hun ki aap acche se trading kar rahe Honge aur forex market ke Ne rules acche se Sikh Rahe Honge Aaj Ham Jis topic per baat karenge vah order block indicator hai jo ki ek bahut Yahan topic Hai Forex trader ke liye acchi trade karne ke liye

      What is order block indicator

      Order block indicator Ek technical indicator has Jo Ke Bade Bank aur idarey trader ki activity ke base zone ko taiyar Karte Hain. Yah forex market Mein Bade pemMane per in trader ke jariye istemal kiye Jaate Hain Jo ke order Mein follow trading ke tarike istemal karte hue trade Karte Hain. Idhare trader ke poshida trading Ke Nishanaat is indicator ko istemal karte hue jahir Karte Hain.

      Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	3
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12421264


      Details of order block indicator

      Order block aur Bank ke order ke jindagi karte hain Chuke Badi market ke order ko ek Sath Nahin Bharte hain aur isase Iske profit ke salahiyat ko bhi Kam Nahin Ki Ja sakti hai vah ek Bade order ko ek Chhote order Mein feel kar dete hain to profit ki Salah ko Jyada Se Jyada Banaya Ja sake. Jab Forex chart per bullish ya bearish candle stick ka ek Silsila banta hai to yah bade bhaiya ke order ko feel kar dete Hain Bade traders forex market Ke High trading co increase kar dete Hain Agar Ham chat to order block ko indicate karte hain order block Ki Talash karne Ke Kabil Ho Jaate Hain Hai Insseyy trade ko Talash kar sakte hain aur is important trade ko in level level per trade karne ke liye istemal Kiya Ja sakta hai.

      Types of order block

      Order block Ke Do kism ke types Hai:
      1.bullish order block
      2.bearish order block

      Bullish order block

      Click image for larger version

Name:	bearish.png
Views:	2
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12421263

      Yeh jab bearish candlestick ki series Mein kam se kam 5 bullish candlestick banti hai is se bullish order block zone banta hai yah man Tak Pahle Se Hi order block ke Ishare ko indicate karte hain Le Hara aapko Har Bar dost Taur per check karne ke jarurat hoti hai aur bhi indicator Khud bahut zonko Talash karta hai.

      Bearish order block

      Click image for larger version

Name:	bearish.png
Views:	2
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12421263

      Jab Ek bullish candlestick ke bad kam se kam 5 bearish candlestick 1 series Mein banti hai to Forex chart per bearish block ban jata hai. Bearish order block us Waqt Banta Hai Jab bearish scandal ke bad Jo series banti hai Forex chart per.



      Work of order block indicator

      Is order block ka Kam Karne Wala 1 series Mein bullish Yahan bearish Khel per mananiy hota hai Jaise ke abhi indicator bullish or bearish order block ka kam istemal karte hue Forex chart per zones kotlas Karta Hai Jones Mein pahle candlestick open close hai aur Lo kis istemal Karte tyar Ke kiye gaye hain yah indicator police Walon ke liye bearish candlestick ko option lines ko plot Karenge in lines ke Darmiyaan ke area Ek zone ke Taur per kam Karega bearish zone ke liye bullish candlestick ke option aur Lo iska istemal Karen.

      Conclusion

      Order block indicator ke bare mein ke Tamam maloomat aapko de de gai hai Taki aap acche se Inko padh kar aur Sikh kar apni foxtrader ki strategies mein dalne Par ke aap acche se Accha profit earned kar sake

      اب آن لائن

      Working...
      X