AOA
INTRODUCTION
Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap khairiyat se honge Jahan rahen khush rahe aur mahfuz Rahe ing mein acchi trade karte hoye achcha profit hasil Karen aur iske liye aapko hard working knowledge aur experience ki jarurat hai aap jitna inko jyada hasil karenge aap utani acchi aur perfect trade karte hue achcha profit hasil kar sakte hain aaj Jo topic main aapke sath share karna chahta hun vah Hai grave stone doji candlesticks pattern jab yah trading chart per banta Hai To hamen Apne trade kis Tarah open Karni chahie Taki hamen achcha profit hasil ho aaj isko Ham read karenge aur understand karne ki koshish karenge
DEFINITION OF GRAVE STONE DOJI CANDLE STICK PATTERN
Grave stone doji candle use waqt banti Hai jab market ki prices ka open close aur low position ek Hi ho is candle ke upar ki taraf ek Bada sa Shadow hota hai gravestone doje candlestick aapko hamesha resistance level per milati hai agar yah candle resistance level ke upar Hogi to iska effective aur bhi strong hota hai kyunki jab bhi market mein ek strong bullish trend hota hai aur uske bad resistance level per aapko yah grave stone doji pattern najar Aaye To yah seling trend ki confirmation hoti hai To aam taur per iski 2 types hoti hai

Types of pattern
1# grave stone do ji at the top
2# grave stone doji at the bottom
GRAVE STONE DOJI AT THE TOP
Grave stone doji candle bearish signal degi agar isko strong up trend ya high price wale area mein Ban jaaye yah ek bearish candle Hai kyunki iske upar ki jaaneb ek lamba Shadow hai aur is ka close position kam ya low Hai lo price mein band hone ka matlab hai ki bear price per heavy hai halanki Baki candle pahle bullish hi rahi hai agar candle ke opening aur closing point ek dusre ke kareeb honge to is ko shooting star candle kaha jaega is candle ko bearish candle mein count Kiya jaega

GRAVE STONE DOJI CANDLE AT THE BOTTOM
Grave stone doji at bottom asa pattern hota hai jo niche ki jaane badhta Hai jab trend bearish hota Hai kam price wale area ya bearish trend ke bad bane to market ke reversal ka signal Hoga agar candle ka open close ek dusre ke kareeb hai lekin ek position mein Nahin Hai To yah inverted hammer candle Hogi grave stone do ji ki identify hone per short position se start karte hain confirm hone ke liye isko dusre technical indicator ke sath conjunction mein istemal karte hain volume association ko dekhte hain aur session ke sath aur previous session ke activity ko potential integrated ke reliable ke break per dekhte hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим